LIC Jeevan Lakshya Plan : lic jeevan lakshya 933 full details in hindi

LIC Jeevan Lakshya Plan No. 933 details in hindi.Yadi aap lic ke policy buy karne ka plan bana rahe hain toa yeh post aapke leya important ho sakte hai.Ish post me hum aapko batane bale hain ke lic jeevan lakshya 933 kya hai ishka eligibility criteria, features aur Benifits kya hai.full information ke leya aap ish post ko last tak read karen.


LIC Jeevan Lakshya Plan


LIC Jeevan Lakshya Plan Kya Hai

LIC Jeevan Lakshya Plan ek participating endowment policy hai aur ishka table no.933 hai.
Yeh policy investment and insurance dono ka benifits policyholder ko provide karate hai.
Kyunke yeh ek participating plan hai ishleya ishme bonus benifits available hain.
Ish insurance policy ke important baat yeh hai ke ishme policyholder ko fixed income ke sath finance sefty ke guarantee bhi milte hai.
Yeh ek limited premium payment karne bale traditional policy hai jesa with-profit endowment insurance plan ke roop me classified keya gya hai.
Ish policy me policyholder ke death hone par nominee ko maturity date ke time lump sum ke alaba ak regular income bhi provide ke jate hai.
Ish insurance policy ke start ho jane ke baad policy ka target the end nahi hota hai ishleya policyholder ke death hone par family ko koi bhi premium nahi dena hota.

LIC Jeevan Lakshya Eligibility Criteria

Plan Name : LIC Jeevan Lakshya

Table No. : 933

Minimum Entry Age : 18 Years

Maximum Entry Age : 50 Years

Minimum Basic Sum Assured : 1,00,000


Maximum Basic Sum Assured : No Limit

Policy Term : 13 to 25 Years

Maturity Age : Maximum 65 Years

LIC Jeevan Lakshya Features 

1. Ish policy ke Term 13 to 25 years hai.

2. Ish policy ke buy karne ke liye minimum age 18 years aur maximum age 50 years hone chahiye.

3. Ish life insurance policy ka premium monthly, quarterly, half yearly and yearly paid keya ja sakta hai.


4. Yeh plan minimum 1,00,000 rupees ka sum assured provide karta hai aur ishme maximum ke koi limit nahi hai.

5. Yeh policy policyholder ko electronic clearing service (ECS) ka option bhi provide karate hai yeh premium payment karne ka ek very easy way hai.

6. Ish policy me jesh term ke leya premium ka payment keya jana hai boh policy term se 3 years kam hai aub ish baat se koi fark nahi padta ke policy kish term ke leya le gye hai.

LIC Jeevan Lakshya Benifits

LIC Jeevan Lakshya Plan Death Benefit

Policyholders ke ish policy ko buy karne ke baad yade maturity se pahle death ho jate hai toa policyholder ke nominee ko simple reversionary bonus aur final additional bonus (Yade Koi Ho Toa) de deya jayega.

No 1. Ish policy me annual income benifit basic sum assured ke 10% ke equal hai jo policy ke anniversary se lekar policyholder ke death date ke sath ya ushke baad maturity ke date se pahle policy ke anniversary tak due hoga.


No 2. Ish policy me basic sum assured ke 110% ke equal insured absolute amount jo maturity ke due date par payable hoga.

Note : Upar defined keya gya death benefit ke date tak pay keya gye all premiums ke 105% se kam nahi hoga.

LIC Jeevan Lakshya Maturity Benefit

Policyholder ne policy term tak living rahne par ushke all premium ka payment keya hai toa ushe maturity benifit provide keya jata hai.
Ishme maturity par simple reversionary bonus aur final additional bonus (Yadi Koi Hai Toa) ke sath lump sum amount ka payment keya jata hai.

LIC Jeevan Lakshya Tax Benefit

Income Tax Act 80c ke tahat ish plan me keya gya premium annual income tax par discount receive karne ke leya accepted hoga aur Act 10D ke anusaar maturity payment bhi tax free hai.

LIC Jeevan Lakshya Surrender Benefit

Ish Insurance Plan me policy ko buy karne ke baad policyholder ko policy surrender karne ka option bhi melta hai.
Regular 2 years tak policy continue rakhne ke baad policyholder kabhi bhi policy ko surrender kar sakta hai.


Policy surrender karne par policyholder high specials surrender value ya guaranteed surrender value ke equal surrender value ka payment karta hai.

LIC Jeevan Lakshya Grace Period

Ish insurance policy me quarterly, half-yearly and annual premium payment ke leya 30 days ka discount melta hai.
Yade policyholder monthly premium payment karta hai toa only 14 days ka discount melta hai.
Agar grace period ke end se pahle premium ka payment nahi keya jata hai toa policy close ho jate hai.

LIC Jeevan Lakshya Free Look Period

Ish insurance policy ko buy karne ke baad yade policyholder plan ke  terms and conditions ke sath satisfied nahi hai toa documents receive hone ke date se 15 days ke andar reason batakar apne insurance policy ko return kar sakta hai.

LIC Jeevan Lakshya Rider

1. Accidental Death and Disability Rider

2. New Term Assurance Rider

LIC Jeevan Lakshya Loan

Ish insurance policy par policyholder ko policy buy karne ke 3 years baad loan lene ka option bhi milta hai.


Toa friend yeh hai lic jeevan lakshya plan details.I hope aapko yeh post jaroor pasand aye hogi yade aye hai toa ishe apne friends ko share karen.Thank You.

0 comments:

Post a Comment

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive