LIC Jeevan Labh Plan 936

Hum aapko ish post me life insurance corporation of india ke policy LIC Jeevan Labh Plan 936 ke details hindi me de rahe hain.agar aap lic ki ek best policy buy karne ki soch rahe hain toa ish post ko last tak read jaroor karen.

LIC Jeevan Labh Plan 936

LIC Jeevan Labh Plan 936 Kya Hai ?

LIC jeevan labh life insurance corporation of india ki ek policy hai.lic jeevan labh table no.936 hai.ishe lic 936 plan ke naam se bhi jana jata hai.

LIC jeevan labh Non-Linked,with Profit Endowment plan hai.

LIC ke ish plan ke sath policyholders ko death benifit and maturity benifit bhi milta hai.

Ishke sath hi yeh lic ka ek participating plan bhi hai,ishki khaas baat yeh hai ke yeh policyholders ko saving karne me help karta hai.

LIC Bima Jyoti Plan 860

LIC jeevan labh policy me policyholder ko Limited Time Period ke liye hi premium pay karna hota hai.

Ish plan me policy holder Additional Bonus and Simple Reversionary Bonus received karne ka puri tarah se haqdaar hota hai.

LIC  Jeevan Labh Plan 936 Features

LIC jeevan labh plan ek participating saving scheme hai.

lic ke ish plan me death hone par and policy mature hone par policy holder and policyholders ki family members ko financial security milti hai.

LIC Dhan Sanchay Plan

Under this plan policy holders ko only limited time period ke liye hi premium ki payment karni hoti hai.

Example ke toar par maan lijiye yadi term 25 years ki hai toa policyholder ko 6 years kam premium payment karni hogi.

LIC Jeevan Labh 936 Plan Eligibility Criteria

LIC ke ish plan me entry karne ke liye minimum age limit 8 years and maximum age limit 59 years hona jaroori hai.

Ish plan ke liye minimum sum assured ₹2,00,00 final ki gye hai and maximum ki koi limit nahi hai.

Ish plan me maximum maturity age 75 years final ki gye hai.

Ish plan ke liye policy duration 3 parts me divided ki gye hain.

16 years 21 years and 25 years,inke under yadi aap 16 years ke liye policy buy karte hain toa aapke liye maximum age limit 59 years hogi.

21 years ke policy term ke liye maximum age 54 years and 25 years ki policy term ke liye maximum age limit 50 years final ki gye hai.

Ish plan me premium payment duration 10 years,15 years and 16 years final ki gye hai.

LIC Premium Payment Online

Aub yadi aap 16 years ke liye policy period select karte hain toa aapko only 10 years ka hi premium pay karna hoga.

LIC Jeevan Labh Plan 936 Benefits

Ish plan ke sath policyholder ko kai tarah ke benifit milte hain.

Sabse pahle ish plan ke sath policyholder ko death benifit milta hai.

Ish plan ke sath policyholder ko yearly premium ka 7 guna and basic sum assured amount diya jata hai.

LIC ke ish plan ke sath policyholder ko maturity benifit ke sath-sath simple reversionary bonus and final additional bonus bhi milta hai.

LIC jeevan labh ke aap under of benifit me bhi participate kar sakte hai,ishke under hi aapko simple reversionary bonus milta hai.

LIC Jeevan Labh Plan 936 Tax Benefit

LIC ke ish plan me policyholders ko 2 tax benifits 80C and 10(10D) ki choot milti hai. 

Ish plan me policy time period start hone ke baad policyholder ko loan ki bhi facility milti hai.

LIC Policy Premium Receipt Download

LIC ke ish plan me aap excessive premium ka payment karke kai riders le sakte hain,jaise ke accident benefit rider,term insurance rider,premium weber rider,critical illness rider.

LIC ke ish plan ko buy karke 3 years regular premium payment karne ke baad aap chahe toa apni ish policy ko surrender bhi kar sakte hai.

Toa yeh hai lic jeevan labh plan table no.936 ke details,i hope ke aapko yeh information jaroor pasand aye hogi yadi aye hai toa ish post ko share karen.Thank You.


0 comments:

Post a Comment

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive