LIC Dhan Vriddhi Plan Kya Hai ?
LIC dhan vriddhi life insurance of india ki ek policy hai,ishe lic of india ne 23 june 2023 ko launch kiya hai.
LIC dhan vriddhi plan ka table no 869 hai.
LIC ka yeh ek Non-Linked, Non-Participating, Individual, Savings, Single Premium Life Insurance plan hai.
LIC ka yeh plan policy holder ke liye protection and savings ka ek combination hai.
Yeh plan policy term ke samay policyholder ki unfortunate death hone ke case me family ko financial support deta hai.
Yeh plan policy holder ke jivit rahte maturity ki date par lumpsum amount ki guaranteed bhi deta hai.
LIC of india ki ish scheme me policy ki beginning ke samay policyholder ko lum sum premium paid kiya jata hai and policy ke end me policyholder ko ya policyholder ki death ke case me nominee ko return diya jata hai.
LIC ka yeh plan online or offline buy karne ke options available hain.
LIC dhan vriddhi policy ko aap lic Agent/POSP-LI ke through offline or lic of india ki website www.licindia.in ke through online buy kar sakte hain.
LIC Dhan Vriddhi Features
LIC dhan vriddhi plan me yadi policy term ke end tak policyholder jivit rahta hai toa policyholder ko maturity benifit diya jayega jo ki Sum Assured + Guaranteed Bonus hai.
Yadi Policy holder ki policy term me unfortunate death ho jati hai toa nominee ko policy death benifit paid kar diya jayega.
Option 1 : 1.25 times of Tabular Premium + Accrued Guaranteed Bonus.
Option 2 : 10 times of Tabular Premium + Accrued Guaranteed Bonus.
LIC Plan 869 me High Bonus and High Liquidity and Saving hai.
LIC Dhan Vriddhi Plan Eligibility
Minimum Age Limit
Minimum Age 90 Years Completed - 18 years period ke liye
3 Years Completed - 15 years period ke liye
8 Years Completed - 10 years period ke liye
Maximum Age Linit
Maximum Age 60 Years - option 1 ke liye
40 Years - option 2 ke liye (10 years period ke liye)
35 Yesrs - option 2 ke liye (15 years period ke liye)
32 Years - option 2 ke liye (18 years period ke liye)
Premium Payment Single
Policy Term 10, 15 and 18 years
Minimum Basic Sum Assured ₹1,25,000 ₹5,000 ke multiple me
Maximum Investment Amount No Limit
Maximum Maturity Age 18 Years Completed
Maximum Maturity Age
Option 1 : 78 years (nearest birthday tak)
Option 2 : 50 years (nearest birthday tak)
Loan Facility - ish plan me policyholder ko 3 months ke baad loan lene ki facility bhi milti hai.
LIC Dhan Vriddhi Riders
Ish plan ke sath 2 optional riders ki facility bhi milti hai.
A : LIC ki accidental death and disability benifit rider
B : LIC ka new term assurance rider
Ish plan ke sath policyholder ko 80C me tax benefits bhi milta hai
Surrender Facility : Policy buy karne ke baad any time policyholder ko policy surrender karne ki permission milti hai.
LIC Dhan Vriddhi Plan Benefits
Maturity Benefit : Policy holder ke policy ki maturity date tak jivit rahne par accrued guaranteed additional ke sath basic sum assured bhi payable hogi.
Death Benefit : Risk start hone ki date ke baad lekin maturity period se pahle policy term ke time policy holder ke death par death benifits accrued guaranteed additional ke sath death sum assured payable hoga.
Dono options ke liye death par amount defined as follows kiya gya hai.
Option 1 : chosen basic sum assured ka 1.25 times tabular premium hoga
Option 2 : chosen basic sum assured ka 10 times tabular premium hoga
Risk Coverage : Policy term ke end tak
Commencement Risk Date : Jin childrens ke age 8 years se kam hai,unke case me risk policy buy karne ke 2 years ya 8 years ki age se start hota hai jo ki pahle hai.
Toa friend yeh thi lic dhan vriddhi 869 ki puri jankari,i hope aapko yeh post jaroor pasand aye hogi,aye hai toa ishe apne friends and family members ke sath share kare.Thank You.
0 comments:
Post a Comment
Please Don't Post Spam Links