LIC Dhan Sanchay Plan

Hum aapko ish post me LIC Dhan Sanchay Plan ke details de rahe hain.agar aap lic of india ka dhan sanchay plan buy karne ki soch rahe hain toa pahle ish post me policy ki puri details jaroor check kare.

LIC Dhan Sanchay Plan

LIC Dhan Sanchay Plan

Launch Date

lic dhan sanchay plan no. 865, UIN:512N346V01 life insurance corporation of india ka new plan hai,ishe lic ne 14.06.2022 ko launch kiya hai.

LIC Dhan Sanchay Plan Details in Hindi

lic dhan sanchay ek non linked and saving life insurance policy hai.

lic jeevan lakshya 933

lic dhan sanchay plan aap online LIC OF INDIA ki website par visit and offline agent se buy kar sakte hai.

Benefits

Ic dhan sanchay plan me guarantee income benefits (GIB) ke liye payment ke 4 options available hai.

lic dhan rekha 863

Regular/Limited Premium Payment :

Option A : Level Income Benefit

Option A me aapko level income benefit milega aur ishme aapko fixed amount ka benefit bhi milega.

Option B : Increasing Income Benefit

Option B me aapko annual 5% paisa increased hokar mileage.

Yadi aap kam time ke liye plan lete hai toa aap option A and B select kar sakte hain.

Single Premium Payment :

lic policy download online

Option C : Single Premium Level Income Benefit

Option C me aap single premium pay karke plan buy kar sakte hain.ishme bhi aapko level income benefit milega.

Option D : Single Premium Enhanced Cover with Level Income

Option D select karne par aapko increased cover mileage.

Conditions

lic dhan sanchay Policy term ko aap option ke hisab se select kar sakte hain.

Option A and B me10 and 15 years ka term milega.

lic policy to bank account link

Option B and D me 5,10 and 15 years ka term milega.

Eligibility

lic dhan sanchay policy me minimum entry age limit 15 years ki term ke liye 3 years hai.

10 and 5 years ki term ke liye minimum entry age limit 8 and 13 years hai.

lic policy me name change kaise ksre

lic dhan sanchay policy me maximum entry age limit A and B option ke liye 50 years hai.

Loan

lic dhan sanchay plan me loan ki facility bhi available hai.

Death Benefits

lic dhan sanchay buy karne bale  policyholders ki death hone par insurance money yearly premium ka 11 times or 105% total premium me se jo bho jayada hoga bho pay kar diya jayega.


LIC Dhan Sanchay life insurance corporation of india ka new plan hai,aapko humne ish policy ki important information provide kara di hai,agar aapko ish plan ke bare me aur information chahiye toa aap lic of india ki website par visit kar sakte hai ya niche comment kare.agar post pasand ayi hai toa ishe apne friends ke sath share kare.Thank You.

0 comments:

Post a Comment

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive