lic dhan rekha 863 | lic dhan rekha plan full details in hindi

lic dhan rekha 863 full details in hindi,lic dhan rekha policy kya hai ? aaj ish post me hum life insurance corporation of india ki new policy ki puri jankari features and benefits ke sath hasil karne bale hai.

lic dhan rekha 863

LIC Dhan Rekha Launch Date :

Is policy ka plan no.863 life insurance of india ne apna policy holders ke liye 13 december 2021 ko launch kiya hai.

Yeh ek non linked,non participating,individual savings,life insurance plan hai.
yeh ek money back policy hai.

LIC Dhan Rekha Benefits :


lic dhan rekha policy policyholder ki unfortunate tarike se death hone par ushke family ko financial support deti hai.
yadi policyholder policy puri hone tak survive (jeevit) kar jata hai toa ek sath buqtan ki rashi (guaranteed lumpsum payments) guarantee ke sath di jati hai.
lic dhan rekha policy ke sath loan ki subida (facility) bhi milegi.

LIC Dhan Rekha Plan 863 Full Details in hindi

lic policy bond download online

Sum Assured :


Is policy ka sum assured minimum 2,00,000 rupees rakha gya hai.ishke alaba jayada ki koi limit nahi hai aap 2 lakh se upar jitna chahe utna ishme investment kar sakte hai.

Survival Benefits :

20years policy survival benefit 10th and 15th years ke last me sum assured ka 10% milega.

lic jeevan lakshya 933

30years survival benefit : 15th 20th and 25th year ke last me 15% milega.

lic costumer portal login


40years survival benefit : 20th 25th and 35th year ke last me 20% milega.

Maturity Benefit :

Is plan ko buy karne ke baad policy ki term ke andar yadi policyholder ki death ho jati hai toa nominee ko 125% bonus ke sath paisa milega.
Policy ki maturity complete hone par policyholder ko 100% money back ke sath milega.
Ish pure process me khusi ki baat yeh hai ke ish money back ko 100% ki maturity me nahi joda jayega.

Entry Age Limit :

40years ke term ke liye minimum entry age limit 90days and maximum 55years hai.

lic premium calculator


30years ki term ke liye minimum entry age limit 2years and maximum 45years hai.

20years ki term ke liye minimum entry age limit 3years and maximum 35years hai.

Premium Paying Term :

(1) Single Premium - ish plan ko ek baar single premium dekar buy kiya ja sakta hai.

(2) Limited Premium - 10years tak 20years ke term ke liye.
15years tak 30years ke term ke liye.
20years tak 40years ke term ke liye.

Minimum Installment Amount :

 5,000 Rupees Monthly
 15,000 Rupees Quarterly
 25,000 Rupees Half-Yearly
 50,000 Rupees Yearly

Loan Facility :

Ish plan me loan facility bhi hai.
single premium loan facility - ek baar premium dekar plan buy kiya hai toa 3 months ke baad loan le sakte hai.

Limited premium loan facility - limited premium me 2years ke baad loan le sakte hai.

lic status check online


i hope ke aapko lic dhan rekha plan ki yeh jankari jaroor pasand ayi hogi,ish plan ki aur jayada jankari ke liye aap www.licindia.in par visit kar sakte hai.yadi pasand ayi hai toa ish post ke share jaroor kare.Thankyou.

0 comments:

Post a Comment

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive