LPG GAS
lpg ki full form hai Liquefied Petroleum Gas.lpg gas ek asi gas hai jishka sabse jayada use kiya jata hai.● LPG Cylinder Book on Phonepe
Kuch time pahle tak LPG Gas ki booking karna thoda muskil hota tha.but aub esa nahi hai aub aap mobile phone se only one click se apne ghar ke lpg gas cylinder ki booking kar sakte hai.chahe aapke ghar me HP ka gas cylinder ho,Bharat ka ya fhir Indane ka gas cylinder ho.aap apne mobile phone se inme se kisi bhi gas cylinder ki booking kar sakte hai.booking ke sath hi aap cylinder ki payment bhi phonepe se hi kar sakte hain.
Google Pay se LPG GAS Cylinder Booking Kaise Karte Hain,ishke liye niche bataye tarike ko follow kariye.
● Gas Booking on WhatsApp
Google Pay se LPG Gas Booking aur Payment Kaise Kare
No.1 : Google Pay Application se hp gas cylinder ya bharat gas cylinder aur indane gas cylinder booking karne ke sabse pahle aapko apne mobile phone me phonepe app ko download karna hoga.phonepe app download karne ke liye yahan click kare : Download Google Pay
Google Pay |
No.3 : Aub yahan Bill Payments par tab kare.
● Best mobile photography
No.4 : Aub yahan LPG cylinder booking ke option par tab kare.
No.5 : Aub yahan aapko in 3 me se apni gas cylinder ki company ko select karna hai.
Bharat Gas
HP Gas
Indane Gas (Indian Oil)
Google Pay se Bharat Gas Cylinder Book aur Payment kaise karen
No.6 : Bharat Gas Booking ke liye Bharat Gas par tab karke Get started par click kare.
● Open jan dhan account online
No.7 : Cylinder book karne ke liye aap Ragistered Contact Number / LPG ID ke option me bharat gas connection se ragistered apna mobile number ya LPG ID number enter kare.Account name me naam likhna chahe toa likh sakte hai.aur blue arrow par click kare.
No.8 : Aub yahan Review account information aap apne gas connection ki information dekh sakte hai.check karne ke baad niche Link account par click kare.
● Mobile charging solutions
No.9 : Aub yahan bharat gas cylinder ka price likha hoga.agar aap book karna chahte hai toa Pay bill par tab karke upi pin enter kare aur payment kar de.
Google Pay se HP Gas Cylinder Book aur Payment Kaise Kare
No.10 : HP Gas Cylinder Booking ke liye HP Gas par tab kare.
No.11 : Cylinder book karne ke liye aap Ragistered Contact Number / LPG ID ke option me bharat gas connection se ragistered apna mobile number ya 17 digits ki LPG ID ke last ke 16 digits enter kare.
Account name me naam likhna chahe toa likh sakte hai.aub blue arrow par click kare.
No.12 : Aub yahan aap Review account information me apne gas connection ki information dekh sakte hai.check karne ke baad niche Link account par click kare.
● Electricity bill download on WhatsApp
No.13 : Aub yahan HP gas cylinder ka price likha hoga.agar aap book karna chahte hai toa Pay bill par tab karke upi pin enter kare aur payment kar de.
Google Pay se Indane Gas (Indian Oil) Cylinder Book aur Payment Kaise Kare
No.14 : Indane Gas Cylinder Booking ke liye Indane Gas (Indian Gas) par tab kare.
● LPG subsidy check online
No.15 : Cylinder book karne ke liye aap Ragistered Contact Number / LPG ID ke option me bharat gas connection se ragistered apna mobile number ya 17 digits ki LPG ID ke last ke 16 digits enter kare.
Account name me naam likhna chahe toa likh sakte hai.aub blue arrow par click kare.
No.16 : Aub yahan aap Review account information me apne gas connection ki information dekh sakte hai.check karne ke baad niche Link account par click kare.
● Google Pay Ragisteretion
No.17 : Aub yahan Indane Gas Cylinder ka price likha hoga.agar aap book karna chahte hai toa Pay bill par tab karke upi pin enter kare aur payment kar de.
Google Pay se LPG Cylinder ksise book karte hain aur reward kaise lete hain,ishki puri jankari ke liye aap yeh video dekhiye.
NOTE : Payment hone ke baad aap receipt download kar sakte hai.raceipt aapke google pay se link email par bhi mail kar di jati hai.
Toa friends aap ish tarah se aap apne mobile phone me PhonePe apk se LPG Gas Cylinder Book kar sakte hai.i hope aapko yeh post jaroor pasand ayi hogi,agar pasand ayi hai toa ishe apne friends ke sath share kare.aur humain www.kyakraen.com par follow kare.Thankyou.
Toa friends aap ish tarah se aap apne mobile phone me PhonePe apk se LPG Gas Cylinder Book kar sakte hai.i hope aapko yeh post jaroor pasand ayi hogi,agar pasand ayi hai toa ishe apne friends ke sath share kare.aur humain www.kyakraen.com par follow kare.Thankyou.
0 comments:
Post a Comment
Please Don't Post Spam Links