LIC MPIN Kaise Banaye || how to login lic costumer portal

lic costumer portal ragisteretion kaise kare.how to generate MPIN in lic costumer portal.how to create lic mpin.lic mpin kya hota hai.aur lic mpin kaise generate karte hai.agar aapne lic mpin generate kiya hua hai magar bhul gye hai toa forgot kaise kare.yeh sari jankari ke liye padte rahiye ish post ko akhri tak.

lic costumer portal mpin generate kaise kare.lic mpin kya hai aur lic portal ragisteretion

LIC Costumer Portal

agar aapke pass life insurance corporation of india ki kisi bhi type ki policies hai,toa aapko lic costumer portal ke bare me jankari jaroor hogi.lic of india ne apne costumers ke liye ek portal banaya hua hai.ish portal me koi bhi lic ka costumer apna ragisteretion karke account bana sakta hai.aur ushme apni sari policies ko add kar sakta hai.apne portal me apni policies ke alaba bho apne spouse ki aur apne childrens ki policy ko bhi add kar sakta hai.

LIC Costumer Portal Ragisteretion

lic costumer portal me ragisteretion karne ke liye aapke pass 2 tarike hai.first aap chrome browser me lic of india ki site par jakar ragisteretion karke apna account create kar sakte hai.second aap apne smartphone me google play store se lic costumer app download karke install kar sakte hai.

● PM Jan Dhan Account Online

LIC Costumer Portal Login

lic costumer portal me ragisteretion karke aapka user id aur password create ho jata hai.ushke baad aapko login karne ke liye apna user id/mobile number/email me se koi bhi ek enter karna hota hai. password and date of birth enter karte hi aapka account login ho jata hai.magar aap jaise hi portal se bahar ate hai toa aapse fhir se user id/password/date of birth manga jata hai.tabhi aap login kar sakte hai.

● Aarogya setu app kaise use kare

LIC MPIN Kya Hai

lic costumer portal mpin create karne ke baad aapko lic costumer portal me login karne ke liye har baar apna user id/mobile number/email password and date of birth enter karne ki jaroorat nahi hoti.lic costumer portal mpin 4 digit ka pin hota hai jishe aap apne hishab se create kar sakte hai.aapko jab bhi lic portal me sign in karna ho toa aapko yahi 4 digit ka mpin enter karna hota hai.aur aapka portal login ho jata hai.

● Mutual fund account open kaise kare

LIC Costumer Portal MPIN Kaise Banaye

lic costumer portal mpin generate karne ke liye sabse pahle aapko apne smartphone me lic costumer app ko install karna hoga.
Aap yahan se bhi lic costumer app download kar sakte hai LIC Costumer

Step No.1 : lic costumer app install hone ke baad ishe opne kare.aub aapke samne 4 option show honge.

   1 Know Our Products

   2 Quick Services

   3 Ragisterd Portal Users

   4 New User Ragisteretion

Step No.2 : Aapko Ragisterd Portal Users par click karna hai.

● lic policy me name change kaise kare

Step No.3 : Aub yahan aapse sign in karne ko kaha jayega.apna User ID/Email/Mobile Number Password and Date Of Birth enter karke sign in par click kare.

Step No.4 : Sign in hone ke baad aapko niche ek 6th number par option dikhai dega MPIN ka,ish par click kare.

● lic premium calculator online

Step No.5 : Aub aapke samne Request New MPIN ka option show hoga ishpar tab kare.

Step No.6 : Aub aapke samne ek popup window open hogi.jishme likha hoga.
(OTP is sent to your ragisterd mobile number)
Aapke ragisterd mobile number par 6 digits ka OTP (ONE TIME PASSWORD) sent kiya gya hai.yeh OTP only 15 minutes tak hi valid hai.
Yes aur No me se yes par click kariye.

● lic status check online

Step No.7 : OTP bale option me OTP enter kare.
MPIN bale option me 4 digit ka koi bhi pin enter kare.
Confirm MPIN bale option me 4 digit ka upar jo bhi pin enter kiya hai ushe enter kare.

● lic receipt download online


Step No.8 : Aub Submit par click kare.

● lic premium payment online

Congratulations : Aapka lic mpin create ho gya hai.aub aap har baar ishi 4 digits ke pin ko enter karke login kar sakte hai.

LIC MPIN Reset

lic costumer portal mpin ko yadi aap bhul jate hai toa aap ishe forgot karke new pin create kar sakte hai.

● lic portal ragisteretion

Step No.9 : MPIN ke niche aapko Forgot MPIN likha dikhai dega ishpar click kare.

Step No.10 : Aub aapse dobara se User ID/Email/Mobile Number Password and Date Of Birth enter karne ko kaha jayega.ishke baad aap login karke MPIN par tab kare aur new mpin generate kar sakte hai.

Ish puri jankari ke liye aap yeh video bhi dekh sakte hai.


NOTE : LIC MPIN ka option only mobile app me hi available hai.LIC Of India ki Website par yeh option available nahi hai.
Aub aap samjh chuke hai ke lic mpin kya hai, aur kaise generate hota hai.i hope aapko yeh post jaroor pasand ayi hogi.agar pasand ayi hai toa humain www.kyakraen.com par follow kare.Thankyou.

1 comment:

  1. How I get Second time Lici Agent portal ID And MPIN NO...

    ReplyDelete

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive