● Internet se free call kaise kare
● Facebook account kaise banaye
Aaj se kuch saal pahle facebook par log photos ya statues hi share kate the,par aub log videos bhi upload karte hain aur share karte hai.chahe bho comedy videos ho good morning videos ho ya kisi bhi type ke videos ho.aur facebook ke bahot se videos ase hote jo humain bahot pasand ate hai,aur ase me hum sochte hai ke kass yeh video humari phone ki gallery me hota,hum ishe download kar pate.
Toa yadi aap bhi facebook ke kisi bhi video ko download karke apne mobile phone ki gallery me rakhna chahte hai,toa niche bataye gye tarike ko follow kare.
Facebook Videos Download Kaise Kare
Step No.1 : Facebook video download karne ke liye sabse pahle apne mobile phone me niche diye gye link se FastVid naam ki app download kar le.Download : Facebook video download apk
Step No.2 : App install hone ke baad open kare,aapse permission allow karne ko kaha jayega allow kar le.
● Amazon se paise kaise kamaye
● Internet se paise kaise kamaye
Step No.3 : Aub yahan aapko 3 option milenge.
1. FACEBOOK
2. URL
3. DOWNLOADS
Step No.4 : Facebook bale option me aapko login karne ko kaha jayega,aap chahe toa login kar le agar nahi karna chahte toa URL bale option par tab kare.
● Facebook,WhatsApp ki dp par full size ki photo kaise lagaye
Step No.5 : URL bale option me aapko facebook ke ush video ka link paste karna hai jise aap download karna chahte hai.apni facebook open kare aur jis video ko download karna chahte hai ushka link copy kare.
Step No.6 : Enter Video URL bale box me link ko paste kar de.aub PASTE par ya DOWNLOAD par click kare.
● YouTube se paise kaise kamaye
Step No.7 : Aub aapke samne 3 options show honge.
1. Download(HD)
2. Download(SD)
3. Watch
Step No.8 : Yadi aap video ko HD me download karna chahte hai toa Download(HD) par tab kare.agar SD me download karna chahte hai toa Download(SD) par tab kare.video play karne ke liye aap watch par tab kar sakte hai.
Step No.9 : HD ya SD par tab karne ke baad aapka video download hona start ho jayega.
● WhatsApp se money transfer kaise kare
Step No.10 : Aub aap video ko Downloads par tab karke dekh sakte hai.video download hone ke baad aapke mobile phone ki gallery me save ho jayega.
Toa friend aub aap samjh chuke hain ke facebook ka video kaise download karte hai,i hope aapko yeh post jaroor pasand ayi hogi.agar pasand ayi hai toa ishe apne friends ke sath WhatsApp par share kare.aur humain www.kyakraen.com par follow kare.Thankyou.
AKHILESHSAHNI
ReplyDelete