RELIANCE JIO POS LITE APP
Abhi tak aap apne jio number ko recharge karne ke liye bahar store par jate thea,ya apne mobile se online ya kisi app se recharge karte thea.aur yadi kisi aur ke mobile number ko recharge karna hota tha toa ushke liye bhi kisi app ka use karte thea,par aapko sayad hi in sab recharge se koi fayada hota hoga,magar aub reliance jio ne ek new app lunch kar diya hai jishse aap apna ya kisi ka bhi prepaid mobile number recharge karenge toa aapko 4.6% ka commission milega.JIO POS LITE APK
Aapne upar jana jio pos lite app kya hai,jio pos lite app download kaise kare.jio pos lite app kaise use karte hain aur jio pos lite se paise kaise kamaye.ishke liye aap niche diye gye steps ko follow kare.JIO POS LITE SE PAISE KAISE KAMAYE
Jio pos lite app se money earn karne ke liye sabse pahle aapko ishe apne android mobile phone me download karna hoga.Step 1 : jio pos lite app ko aap google play store se download kar sakte hai ya fhir yahan par click karke direct download kare : JioPOS Lite APK Download
Step 2 : App download hone ke baad open kare,aur Allow All par click kare.
● Arogya setu kaise use kare
● Open new mutual fund account
Step 3 : Aub aapko Sign Up karne ko kaha jayega,sign up par click karke app ko ragister kare.
Step 4 : Aub yahan aap apna email id and mobile number enter karke location ko select kare.
● LIC premium pay by phonepe
Step 5 : Aub aapne jo mobile number enter kiya hai ushpar ek OTP (ONE TIME PASSWORD) send kiya jayega,ushe enter kare.
Step 6 : Aub Terms And Conditions par tick mark lagakar Continue kar de.
● YouTube Stories se paise kaise kamaye
Step 7 : Aub Choose Your Work Location par tab karke apni location select kare.
Step 8 : Aub aapko fhir se log in par click karna hai aur mobile number enter karna hai.enter kiye mobile number par otp ayega ushe enter kare.
● Best earning mobile app
● WhatsApp money transfer
Step 9 : Aub aapko ek secure MPIN create karna hai,aapke pass pahle se koi MPIN hai toa aap ushka bhi use kar sakte hai,nahi toa new create kare.
Step 10 : Aub aapko Load Money ke option me jakar paise load karne honge,ishme aap Credit Card,Debit Card ya Internet Banking se money load kar sakte hai.
Step 11 : Load Money me aapko 500₹,1000₹ ya 2000₹ ka amount balance load karna hai.
● Internet se paise kaise kamaye
● Amazon se paise kaise kamaye
Step 12 : Congratulation aub aap kisi ka bhi mobile number recharge karke commission earn karne ke liye ready hai.aap jub bhi kisi ke number ko recharge karenge toa aapka 4.6% commission aapke account me chala jayega.
Toa friend aub aap sikh chuke hai ke jio pos lite app kya hai aur ish se paise kaise kamaye.agar aapko yeh post pasand ayi hai toa ishe apne friends ke sath WhatsApp ,Facebook aur Tweeter par share kare.aur humain www.kyakraen.com par follow kare.Thankyou.
0 comments:
Post a Comment
Please Don't Post Spam Links