Arogya setu app kaise chalayen || arogya setu app download

Aarogya setu kya hai.aarogya setu app download kaise kare.aarogya setu app kaise chalaye.agar aap in sare question ka answer dhund rahe hai toa aap bilkul sahi post pad rahe hai.kyunki aaj hum aapko arogya setu app ke bare me sari jankari step by step dene bale hai.toa puri jankari ke liye padte rahiye ish post ko akhir tak.

arogya setu kya hai aur kaise use kare.arogya setu app download for android.arogya setu app download for ios.

Corona Tracking App Aarogya Setu

Aaj laghbhag puri duniya ek ase virus se war kar rahi hai jishne har desh ko tod kar rakh diya hai.ishka naam hai covid-19.india bhi ish bimari se joro soro ke sath war kar raha hai,ishi war ko jitne ke liye humare desh ke Pardhan Mantri Narendra Modi ne apne desh ke logon se ish app ko apne mobile phone me download karne ke liye kaha hai.pm ne ish war ko jitne ke liye arogya setu app ko ek important step bataya hai.
Aarogya setu app ko abhi india me chal rahe lockdown me hi launch kiya gya hai.ish app ke launch hone ke kuch hi time me ishe 1 crore se bhi jayada logon ne apne mobile phone me download kar liya hai.

● Facebook secret tricks
● 10 Best mobile battery tips

Aarogya setu app ko android users aur iPhone users dono ke liye hi banaya gya hai.aapke pass chahe android phone ho chahe iPhone aap dono hi phone me ish app ko download kar sakte hai.

● 5 low budget business

Agar aap corona se apne aap ko bachana chahte hai toa aapko ish arogya setu app ko apne mobile phone me download jaroor kar lena chahiye.hum aapko niche step by step bata rahe hai ke aap arogya setu app ko android aur iPhone me kaise download kar sakte hai aur kaise use kar sakte hai.

How To Download Aarogya Setu App For Android and iPhone

Aarogya setu app android users download kare : Arogya setu download

Aarogya setu app ios users download kare : Arogya setu download

Step 1 : Aarogya setu app download hone ke baad open kare,aub yahan aapse language select karne ko kaha jayega,aarogya setu 11 Indian languages me available hai.aap apni pasand ki language select kare.

Step 2 : Aub yahan Information page open hoga,ishe aap dayan se pade aur "Ragister Now" par tab kare.

● Check your mobile radiation

Step 3 : Aub yahan aapko bluetooth aur gps deta open karne ki jaroorat padegi,bluetooth aur gps open kare.

Step 4 : Aub arogya setu app ko work karane ke liye ishe permission de.arogya setu contact trashing ke liye aapke mobile number,bluetooth aur aapki location deta ka use karta hai aur batata hai ki aap ish virus ke dangerous area me hai ya nahi.

● Electricity bill download form WhatsApp

Step 5 : Yahan aapko apna mobile number ragister karna jaroori hota hai tabhi yeh app work karta hai.ishliye apne mobile number ko otp (one time password)se verify kar le.yahan ek form bhi ata hai,jisme aapko apna name,age,aur aap kya job karte hai aur last 30 days me aapne koi bidesh travel kiya hai ya nahi yeh batana hota hai.aap chahe toa ish option ko skeep bhi kar sakte hai.

Aarogya Setu Kaise Kaam Karta Hai

Step 6 : Aarogya setu app green and yellow colour ke coad's me aapke dangerous gone ke label ko dikhata hai.yeh aapko suggest karta hai ke aapko kya karna chahiye.

● Sim Card Swapping kya hai
● YouTube videos viral kaise kare

Green Colour : Matlab ke aap safe hai.lekin aapko social distancing ko maintain karna chahiye aur apne ghar par hi rahna chahiye.

Yellow Colour : Matlab ke aap dangerous gone me hai.aub aapko helpline me contact karna chahiye.

● Computer keyboard shortcuts


Step 7 : Aarogya setu app par aap 'Self Assessment Test' feature ka use bhi kar sakte hai.ish feature ka use karne ke liye aapko ishke option par tab karna hoga aur fhir app chat window open ho jayegi,ishme users ki health and symtoms se jude kuch questions puche jayenge.

Aarogya Setu Helpline Number

Ishke liye aapko covid-19 health centres button par tab karna hoga,aur state ki location tak pahunchane ke liye scroll down karna hoga.yahan aapko health centre helpline mil jayegi.
I hope friend aub aap arogya setu app download karke kaise use karna hai,yeh sara kuch jaan chuke honge,aub agar aapko yeh post pasand ayi hai,toa ishe apne friends ke sath WhatsApp Facebook aur Tweeter par share kare.aur humain www.kyakraen.com par follow kare.Thankyou.

Aarogya setu kaise use karen aur kyu jaroori hai ishke liye yeh video dekhiye



Ishe bhi padiye : How to track your lost mobile phone

0 comments:

Post a Comment

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive