Mutual fund account kaise khole || how to open mutual fund account through phonepe online

Mutual fund investment kaise kare.how to open mutual fund account through phonepe online app.phonepe se mutual fund kaise buy kare.agar aap apne mobile phone se mutual fund me money invest karne ki soch rahe hai,toa yeh post aapke liye hi hai,kyunki aaj ki ish post me hum aapko step by step bata rahe hai ke aap kaise apne ghar par baith kar apne mobile phone se mutual fund account open kar sakte hai aur apni first investment kar sakte hai.

mutual fund account kaise banaye step by step jankari,mutual fund account opening

Mutual Fund Investment

Agar aaj se kuch time pahle ki baat kare toa aap kisi bhi bank ya post office ke Fixed Deposit me paise jama karke asani se 5years me apne paise ko double kar sakte they.lekin aub aapko yadi apne paiso ko double karna hoa toa 10 to 12years ka time lag jayega.

● Phonepe se lic policy premium kaise pay kare
● fixed deposit ke kya kya fayde hai

Lekin mutual fund investment ek esa tarika hai jishme aaj bhi aap thode thode paise invest karke unhe 5 to 6years me double kar sakte hai.magar mutual fund me first time investment karne ke liye aapko ushme kyc karke aapko ek account open karna jaroori hota hai.
Toa agar aap bhi first time mutual fund investment karne ja rahe hai toa pahle ish post ko follow karke apna account opne kar le.aiye jante hai ke phonepe app se mutual fund account open kaise karte hai.

Phonepe mutual fund account kaise khole

No.1 : Phonepe se mutual fund account open karne ke liye aapko sabse pahle apne mobile phone me phonepe app install karni hogi.

Phonepe app yahan se install kare = Install Phonepe

No.2 : ragisteretion karne ke baad phonepe app open kare.

Phonepe mutual fund account opening kaise kare,how to open mutual fund account by phonepe
Phonepe

No.3 : Aub niche aapko My Money ka option dikhai dega ushpar tab kare.

● 5 low budget business

No.4 : Aub yahan aapko 2 funds dikhai denge,Tax Saving Funds aur Liquid Funds.jis bhi fund me investment karna chahte hai ushe open kare.

No.5 : Aub company select karne ke baad amount enter karke Invest Now par tab kare.

No.6 : Invest Now par tab karne ke baad agar aap first time investment kar rahe honge toa aapse Account Create karne ko kaha jayega.

● Paise kamane ke 5 best tarike

No.7 : Account Create karne ke liye aapse aapka pan card number enter karne ko kaha jayega,pan number enter karke Continue kar de.

No.8 : Aub aapke samne KYC Verification Required ka option show hoga,yani aapko KYC karne ko kaha jayega.yeh KYC bilkul free aur secure hai aur aapko ishke liye kahin jane ki jaroorat nahi hai aur na hi kisi agent se milana hoga.bus 5 minute me aapki kyc aapke phone se ho jayegi.
Bus Aapko 3 easy steps pure karne honge.

  1 aapko apna pan card upload karna hoga.

  2 Aapko apna address proof dena hoga.

  3 Ek selfie video upload karna hoga.

No.9 : Start KYC par tab kare.

● Bina atm card ke sbi atm se money withdraw kaise kare

No.10 : Aub yahan aapko camera ka icon dikhai dega,jishpar click karke aap apne pan card ki photo click karke upload kar sakte hai.lekin aap apne pan card ki photo apne phone ke rear camera se click karke upload kare.kyunki yahan se picture clear nahi ati.

No.11 : Picture upload hone ke baad niche pan card ki sari details show hone lagegi,aap check karke SAVE& NEXT kar de.

No.12 : Aub yahan aapko apna address proof dena hoga,aap address proof me Aadhar Card,Voter ID,Driving License ya Passport de sakte hai.inme se jo bhi dena chahte hai ushke samne tick kare.

● YouTube se paise kaise kamaye
● Cancelled cheque kya hai ?

No.13 : Aub yahan aapse address proof ki picture upload karne ko kaha jayega,front aur back side ki picture click karke upload kar de.Picture upload hone ke baad niche aapko aapke document ki details dikbai degi,check karke SAVE & NEXT kar de.

No.14 : Aub yahan par aapko last step complete karna hai,yani aapko apna ek selfie video upload karna hoga,video ki length 6 to 20 second honi chahiye.video upload kqrke SAVE & NEXT kar de.

No.15 : Aub Yahan aapse aapki personal details mangi jayegi,sabse upar automatic aapka phonpe se link email id show ho jayega,niche aapko apne father ka name enter karna hai,ushke niche aapki annual income select karni hai.ushke niche aapko + icon par tab karke signature karna hai.

● Without dabit card emi online shopping kaise kare

No.16 : Sari details complete karke SAVE & NEXT kar de.

No.17 : Aub niche I agree to PhonePe Wealth Terms and Conditions to save and verify my kyc details.ke samne tick lagakar SUBMIT NOW kar de.

Congratulations : Aub aapka account create ho chuka hai,submit now par tab karte hi aap return funds investment ke page par pahunch jayege,payment enter kare aur payment kar de.
I hope friend aub aap samjh chuke hai ke phonepe se first mutual funds investment kaise karne ke liye account create kaise karte hai,agar aapko yeh post pasand ayi hai toa ishe apne friends ke sath share kare,aur humain www.kyakraen.com par follow kare.Thankyou.


0 comments:

Post a Comment

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive