WhatsApp Messenger FingerPrint Lock
Puri duniya me sabse jayada use kiye jane bala messenger app hai WhatsApp,whatsapp ko log bijness ke liye bhi use karte hai ya personal bhi use karte hai.yehi bajah hai ke koi bhi nahi chahta ke unke whatsapp ko koi bhi open kare,ishliye bho apne android phone me third party ki app lock jaisi application install karke rakhte hai,aur apne whatsapp ko bhi ushi third party app se locked karte hai.agar aap bhi esa karta hai toa aub aapko apne whatsapp messenger ko locked karne ke liye kisi third party app ko apne phone me download karne ki koi jaroorat nahi hai,kyunki whatsapp ne fingerprint lock ka feature apne whatsapp me hi add kar diya hai,aapko bus ish activate karna hoga apne finger print se setup karke ushke baad aapke finger ke bina aapka whatsapp app open nahi hoga.Jaisa ki aap jante hi hai ke whatsapp time to time best features lekar ata rahta hai,jinka aap use bhi karte honge agar aap ish new feature ka bhi labh uthana chahte hai toa ish post ko akhir tak follow kare,aur fingerprint locked feature ka apne phone me setup kare.
● WhatsApp top secret features
WhatsApp Messenger Fingerprint Lock Kaise Lagaye
No.1 Sabse pahle apne whatsapp ko play store par jakar update kar le.
No.2 Update karne ke baad whatsapp open kare aur upar right side me 3dots par click kare aur fhir settings me jaye.
● WhatsApp par electricity bill download kaise kare
No.3 Aub aapko account par tab karna hai aur fhir privacy me jaye.
No.4 Aub niche scroll down karke dekhenge toa sabse niche aapko ek new feature show hoga Fingerprint Lock ke naam se.ye feature pahle se disabled hota hai aapko ishe enable karna hai.
● YouTube videos viral kaise kare
No.5 Aub Fingerprint Lock par tab kare aur aub unlock with fingerprint par tab kare.
Fingerprint Lock |
No.6 Aub yahan aapko 3 options show honge.
- 1, Immediately
- 2, After 1 minute
- 3, After 3 Minutes
No.7 Aub aap in 3 options me se jise select karna chahe kar sakte hai.
Toa ish tarah se aap apne whatsapp messenger fingerprint lock ka setup kar sakte hai.I hope friend yeh post aapke liye jaroor helpful rahi hogi,agar rahi hai toa ishe apne friends ke sath WhatsApp Facebook aur Twitter par share kare.aur humain humari www.kyakraen.com par follow kare.Thankyou.
Ishe bhi padiye : Laptop ko touchscreen kaise banaye
nice information
ReplyDeleteITI Karne Ke Baad Kya Kare
Polytechnic Karne Ke Baad Kya Kare
Polytechnic Kya Hai Aur Polytechnic Kaise Kare
12th ke Baad Kya kare
nice information
ReplyDeleteITI Karne Ke Baad Kya Kare
Polytechnic Karne Ke Baad Kya Kare
Polytechnic Kya Hai Aur Polytechnic Kaise Kare
12th ke Baad Kya kare