Lic Premium Calculator | Phone par Lic Policy premium aur maturity kaise check kare

Lic premium kaise chack kare.lic maturity kaise check kare.Lic Annuity Calculator.lic Policy death sum assured kaise check kare.agar aap in sare question ka answer dhund rahe hai,toa fhir yeh post aapke liye hi hai.hum aapko ish post me step by step batane bale hai ke kaise aap apne mobile phone par hi lic ki kisi bhi Policy ka calculation kar sakte hai,bho bhi ek click se.toa puri jankari ke liye padte rahiye ish post ko akhir tak.

Lic premium aur maturity calculate kaise kare.lic maturity calculator. Lic annuity calculator.lic ka death claim kaise check kare.

Lic Premium Calculator

Agar aapke pass bhi hai,koi lic ki Policy ya fhir aap lic ki koi Policy buy karne ki soch rahe hai,aur samjh nahi pa rahe hai,ke aapki age ke hishab se kounsi Policy aapke liye best rahegi.toa aub aapko aur paresan hone ki koi jaroorat nahi hai.kyunki aub aap apne mobile phone par kabhi bhi kahin par bhi keval ek click se lic ki kisi bhi Policy ka sara calculation kar sakte hai.

● Mobile radiation check kaise kare
● WhatsApp par bijli ka bill kaise mangaye
● Best tools for YouTube creators 

Lic premium calculator ke liye aap lic ki site par bhi ja sakte hai.lekin hum aapko android app se lic premium calculate ke bare me bata rahe hai.aajkal har kisi ke pass ek smartphone hai.aur ushme kai sari apps bhi hoti hai.hishme kai sari kaam ki aur kai bina kaam ki.agar aap lic ke agent hai ya costumer toa aapke phone me ek application jaroor honi chahiye jishke bare me hum aapko niche jankari dene bale hai.

Kai log lic Policy ke bare me jayda samjh nahi pate hai,ishliye bho Policy buy nahi kar pate.unke mann me yeh sawal hote hai,ke lic ki jo Policy bho lene bale hai,ya li hui hai,ush Policy me kitna premium bhara hai,kitne years tak bharna hai,death hone par kya milega,ruders kya hai,maturity par kitna milega,bonus kya Milega.agar aapke mann bhi ye sare question hai,toa niche di gyi jankari ko follow kariye.

● Phone me video Ringtone kaise lagaye

Lic ki kisi bhi Policy ki premium aur maturity phone par check karne ke liye aapko apne phone me ALL IN ONE CALC app download karni hogi.

ALL IN ONE CALC app me aapko lic ke sare plans mil jayenge.

Lic plans :

  NO.1 ENDOWMENT PLANS

  NO.2 WHOLE LIFE PLANS

  NO.3 MONEY BACK PLANS

  No.4 SINGLE PREMIUM PLANS

  NO.5 TERM PLANS

  NO.6 PENSION /ANNUITY PLANS

  NO.7 HEALTH PLANS

  NO.8 CHILD PLANS


● Android apps ka password secure kaise kare

Lic ke in sare plans ke alaba aapko ish android app me aur bhi kai features mil jate hai.

ALL IN ONE CALC FEATURES :

  NO.9 UTILITY

  NO.10 ONLINE UTILITY

  NO.11 PLAN COMPARISION

  NO.12 CALCULATOR

  NO.13 PLAN ADVISER

  NO.14 PLAN COMBINATION

  NO.15 MY SIGNATURE


● Mobile secrets settings
● 5 mobile secrets coads

ALL IN ONE CALC android app se lic premium aur maturity check karne ke liye niche diye gye steps ko follow kare.

ALL IN ONE CALC se lic premium aur maturity kaise check kare


ALL IN ONE CALC android app kaise use kare.Phone par lic premium aur maturity kaise check kare step by step hindi me
ALL IN ONE CALC

Step : 1 Apne phone par lic premium aur maturity check karne ke liye sabse pahle aapko apne phone me ALL IN ONE CALC naam ki ish app ko download karna hoga.aap ishe Google play store par search karke download kar sakte hai.ya fhir niche diye link se direct bhi download kar sakte hai

>>ALL IN ONE CALC DOWNLOAD

Step : 2 App download karne ke badd ishe opne kare.

Step : 3 Opne hone ke baad aapke samne lic ke sare plans show hone lagege.

Step : 4 Aub aap lic ki jish Policy ki jankari chahte hai,ushpar click kare.

● Mobile phone top 5 apps
● Android mobile me face lock kaise lagaye

EXAMPLE : Jeevan Anand 815

Step : 5 Policy opne hone ke baad aapke samne kuch options show honge.

   - Name
   - Birthdate
   - Age
   - Term
   - Sum Assured
 

Step : 6 Inme jis option ke samne * nishan laga hai,ushe bharna jaroori hai,baki ke option aap chod sakte hai.

● Computer keyboard shortcuts 
● WhatsApp tips and tricks 

Step: 7 Aub ishke baad niche aapko kai tikmark karne ke option milenge.aapko policy ke bare me jo jankar nikalni hai,ush box ke samne tik laga de.

Step : 8 Aub CALCULATE par click kare.

● Phone se delete huye photo aur video bapis kaise laye

Step : 9 CALCULATE par click karte hi aapke samne policy ki bho sari jankari ajayegi jishke samne aapne tikmark lagaya tha.

Step : 10 Aub aap ish details me kuch aur change karna chahte hai,toa EDIT DETAILS par click karke kar sakte hai. 

Toa ish tarah se aap lic ki kisi bhi Policy ka premium aur maturity ki jankari nikal sakte hai.i hope yeh post aapke liye jaroor helpful rahegi.agar post pasand ayi hai,toa ishe apne friends ke sath WhatsApp,Facebook, aur Tweeter par share kare.aur humain humari website www.kyakraen.com par follow kare.Thankyou.

Agar aapko post se samjhne me koi problem ho toa aap yeh video me dekh sakte hai 

Ishe bhi padiye : Laptop ko touch screen laptop kaise banaye

1 comment:

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive