Touch screen smartphone ki hi tarah market ke tuch screen laptop bhi milte hai.jinka price kafhi high hota hai.ishliye unhe har koi afford nahi kar pata.lekin fhir bhi logo ke mann me atat hai ke kash unke laptop me bhi touch screen feature hota.taki bho ushe bhi smartphone ki hi tarah se use kar pate.
● Main bhi chowkidar caller tune set kaise kare
● YouTube Stories se paise kaise kamaye
Agar aapke mann me bhi ata hai, ke aapka laptop bhi touch screen laptop me convert ho jaye toa hum aapko bata de ke aap bilkul apne laptop ko touch screen laptop bana sakte hai.bho bhi kuch hi minutes me.
Aapko apne kisi bhi laptop ko touch screen banane ke liye ek device ki jaroorat hogi.jishka naam hai (AirBar) ish device ki help se aap apne laptop ko touch screen laptop me convert kar sakte hai.aur kuch paise kharch karke aap apne laptop ko apne smartphone ki tarah finger touch karke chala sakte hai.
AirBar device kya hai ?
AirBar |
AirBar ek tarah ka gadget hai.jishe ek Sweden ki company Neonode ne banaya hai.yeh gadget 3 variants me ata hai.kyunki aap jante hi honge ke market me laptop alag-alag size me ate hai.ishliye airbar bhi aapko 3 variants mi milta hai.
● Google tez se paise kaise kamaye
● Mobile se paise kaise kamaye
No1 : 13.3 inch laptop ke liye
No.2 : 14 inch laptop ke liye
No3 : 15.6 inch laptop ke liye
kuch samay pahle tak airbar device India me available nahi tha.lekin aub aap ishe online shopping website Amazon se buy kar sakte hai = Amazon.in/13.3 inch,14 inch,15.6 inch
AirBar kaise kaam karta hai ?
AirBar device interpolation technology par work karta hai.airbar laptop ki normal screen ko touch screen banane ke liye screen par light dalta hai.jub aap apne laptop ki screen par finger touch karte hai toa physical point (touchscreen sensor) se takrati hai,aur aapka laptop touch screen ki tarah work karta hai.● YouTube videos viral kaise kare
● 10 tips for online shopping
● Best pc keyboard shortcuts
AirBar installation kaise kare ?
AirBar device installation ke liye aapko kisi bhi extra chij ki jaroorat nahi hoti.na hi aapko apne laptop me kisi tarah ka koi software install karna hoga.airbar device me usb cable laga hota hai.jishe aapko apne laptop ke usb port me lagana hai.aur ishke baad aapka laptop touch screen laptop ban jayega.Toa friends aub jaan chuke hai ke kaise aap asani se apne bina touch screen laptop ko touch screen laptop bana sakte hai.aub agar aapko yeh post pasand ayi hai,toa ishe apne friends ke sath WhatsApp,Facebook aur Tweeter par share kare.aur humain humari www.kyakraen website par follow kare.Thankyou.
Ishe bhi padiye : SBI se bina atm card paise withdraw kaise kare
0 comments:
Post a Comment
Please Don't Post Spam Links