Video Ringtone
Agar abhi tak aap apne phone me audio Ringtone hi lagate hai.aur ishse bouar ho chuke hai.toa aub aap ishe Change karke apne phone ki incoming call ko video Ringtone me badal sakte hai.kyunki audio Ringtone ka trend aub purana ho gya hai.aur aub aub video Ringtone trend kar raha hai.toa aap purane samay ko choad kar new samay ke sath chaliye ,aur aaj hi apne phone me video Ringtone set kariye aur apne smartphone ko aur jayada smart banaiye.Video Ringtone Kay Hai
Jab koi aapke phone par call karta hai,toa aapko bho Ringtone sunai deti hai jishe aapne apne phone me set kiya hota hai.kai log song laga kar rakhte hai,kai log music lagakar rakhte hai.aapne bhi abhi tak asi hi tune set kar rakhi hogi.magar aub aap apne phone me video Ringtone laga sakte hai.jab koi aapko call karega toa aapke phone ki screen par bho video chalne lagega jishe aapne as a Ringtone set kiya hoga.aur kisi dekhne bale ko bhi yeh acha lagega.bho aapse puchega ke aapne yeh video kaise set kiya Ringtone par.toa aap humari ish post ko ushke sath share jaroor kariyega.aap Bollywood, Hollywood ya apni language ka koi video set kar sakte hai.koi video song set kar sakte hai.hab koi call karega toa bho video chalne lagega ishi ko video Ringtone kahte hai.● Sim card Swapping Fraud kya hai
● YouTube Stories se paise kaise kamaye
● Android apps ka password kaise secure kare
Phone Me Video Ringtone kaise Set kare
Apne mobile phone me video Ringtone set karne ke liye aapko ek app ki jaroorat hogi.ish app ka name hai vyng. ish app ka use karke aap kisi bhi video ko as a Ringtone set kar sakte hai apne phone me.hum aapko ish app ke bare me puri jankari denge ke ishe kaise download karna hai.kahan se install karna hai.aur ish app ko kaise use karna hai.puri jankari ke liye niche diye gye steps ko follow kare.Vyng App :
size = 9.5 MB
Reviews = 4.5
Downloads = 5M +
Vyng app |
Apne phone me video Ringtone lagane ke liye sabse pahle aapko apne phone me Vyng apk ko install karna hoga.aap vyag app ko Google play store se install kar sakte hai.ya fhir direct yahan par click karke download kare = Vyng Video Ringtone
Step 1 : App download karne ke baad ishe opne kar le.
Step 2 : Opne karne ke baad Get Start par click kare.
Step 3 : Aub aapse aapka mobile number manga jayega.apna mobile number type kare.
● phone me face lock kaise lagaye
Step 4 : Mobile number par ek OTP (ONE TIME PASSWORD) send kiya jayega.
Step 5 : OTP enter karke apna mobile number verify kar le.
Step 6 : Aub aspka vyng app me account create ho jayega.aub aapko niche side me ringtone aur video ka option dikhai dega.
● Mobile phone best secret settings
Step 7 : Ringtone option me aapko sare videos dikh jayenge jinhe aap set karna chahte hai.
Step 8 :Video ke option me aap apne har number ke liye alag-alag video set kar sakte hai. Jaise ki aap chahe toa apne friends ke liye alag video Ringtone set kar sakte hai.aur apne ghar ya office ke liye alag video Ringtone set kar sakte hai.ishse aapko song sukar hi pata chahle jayega ki aapko koun call kar raha hai.
● Smartphone top 5 apps
Step 9 : Aub aap apni phone ki gallery ke videos ko bhi set kar sakte hai. Bollywood Hollywood ke songs ko bhi set kar sakte hai.
Step 10 : Vyng app ke home page par aapko bahot sare online video bhi dikh jayenge.aap kisi bhi video ko sunkar apni Ringtone set kar sakte hai.
● WhatsApp top 10 tricks
Step 11 : Yahan par aapko channel banane ka bhi option milta hai.aap channel set kar le.aub aapke dare video Ringtone set ho jayenge,aub jub bhi koi aapko phone karega toa aapke phone ki screen par alag-alag video Ringtone play hoga.
Toa friend aub aap vyng app ke bate me sabkuch samjh chuke hai.aub aap apne phone me ish app ki help se video Ringtone set kar sakte hai.i hope aapko yeh post jaroor pasand ayi hogi.agar pasand ayi hai toa ishe apne friends ke sath WhatsApp, Facebook aur Tweeter par share kare.aur humain humari www.kyakraen.com website par follow kare.Thankyou.
Ishe bhi padiye : Jio ki 2 free services abhi kare activate
0 comments:
Post a Comment
Please Don't Post Spam Links