Online Aadhaar Card Me Address Kaise Change Kare

Hello friends,
AadhaarCard Me Address Kaise Change Kare.ish post me hum aapko batane bale hai ke apne ghar par baith kar hi computer, laptop, mobile se aadhaar card  kaise Update kare.agar aapke aadhaar card  me address galat hai ya aapka address change ho gya hai,toa yeh post aapke liye hi hai.step by step puri jankari ke liye padte rahiye ish post ko akhir tak. 
Mobile, Laptop ya Computer se apne ghar par hi aap Aadhaar card me apna address asani se change kar sakte.aadhaar address update step by step hindi me

badi umar ka inshan ho ya fhir koi children,aaj har kisi ke liye aadhaar card bahot jaroori ho gya hai.agar kuch din pahle tak ki baat kare toa mobile ka sim card lene ke liye bhi aadhaar  card ki jaroorat padti thi.aap bina aadhaar card ke new sim card nahi le sakte the.halanki aub ishki important ko khatam kar diya gya hai.lekin bank,rashan aur rasoi gas jaise kai kaam aaj bhi bina aadhaar card ke nahi hote.
Kai log ase honge jinhone apna aadhaar card kafhi samay pahle banbaya hoga.lekin aub unka address  change chuka hoga.lekin abhi bhi unke aadhaar card me bahi purana bala address chal raha hoga,jishki bajah se unhe paresani ka samana karna padta hoga.aur samay na milne ke karan bho apna aadhaar card ka address thik nahi karba pa rahe honge.
Lekin aub unhe ghabrane ki koi jaroorat nahi hai, kyunki hum aapko step by step batane ja rahe hai,ke kaise aap online apne aadhaar  card ke address ko change kar sakte hai.puri jankari ke liye niche bataye gye steps ko carefully follow kariye.

● Mobile camera clean kaise kare
● Bank ka Cancel check kya hai kahan use kare

(How To Change Address In Aadhaar Card)

Step.1 : Aadhaar card me apna address change karne ke liye sabse pahle aako (UIDAI) Unique Identification Authority Of India ki website par jana hoga.
(UIDAI)ki website par jane ke liye aap yahan click kare =UIDAI.gov.in


How to Change online address in aadhaar card. Aadhaar card address Change hindi me

Step.2 : Aub aapko niche ki taraf ek option dikhai dega Address  Update  Request  (Online) ishpar click kare.upar di gyi image ko follow kare.

● Google par 8 topics search kabhi na kare 
● YouTube videos viral kaise kare
● Online shopping karne ke 10 tips

Step.3 :
Aub aapke samne next page open ho jayega.jishme kuch jaroori jankari digyi hogi.yahan aapko bataya gya hai ke agar aap apne aadhaar card me address ko change karna chahte hai,toa aapke aadhaar card ke sath aapka mobile  number  link hona chahiye.tabhi aap online aadhaar card me address ko change kar sakte hai.kyunki aapke mobile number par address change karte samay ek (OTP) send kiya jayega,jishe enter karke hi aap address ko change kar sakte hai.

Step.4 : Aub agar aapke aadhar se aapka mobile number link hai,toa aap Update Address par click kare.


Aadhaar card me address kaise Change kare hindi me.step by step

Step.5 : Update Address par click karne ke baad aap next page par pahonch jayenge.yahan par aapko 4 option diye gye hai.upar di gyi image ko follow kare. jinhe aapko one by one complete karna hoga.

No..1 : Login With Aadhaar/VID
No.2 : Data Update Request
No.3 : Document Upload
No.4 : BPO Service Provider Selection

● Atm se bank ka Ragister mobile number kaise change kare


Step.6 :
Sabse pahle aap Enter Your Aadhaar Number/VID : bale box me apna aadhar number enter kare. aap upar di gyi image ko follow kare.ushke bada niche likhe captcha ko dekhkar same to same niche khali box me likh de.ushke baad send OTP par click kare.aub aapke Ragister mobile number par ek (OTP) ONE TIME PASSWORD send kiya jayega ushe daal de.

Step.7 : Aub aap Data Unique  Request ke option par click kare.aub address bale option par click kare.aub yahan aapke samne aadhaar card update ka option milega.aub aapka jo new address hai ushe apne hishab se bhar de.aur Submit Update Request option par click kare.

● Bina Debit,Credit card online shopping kaise kare 
● Mobile par gas subsidy kaise check kare 

Step.8 : Data Update Request ke baad aub aapko kuch Documents Upload karne honge,jinme aap Passport, Bank Statement, Bank Passbook, Post Office Account Passbook, Rasion Cardaur Voter ID Card de sakte hai.

Note : Aapko in me se koi bhi ek document ki photo copy upload karna hai.aur jo bhi document upload kar rahe hai ushpar apne signature jaroor kar de.

● Smartphone secrets settings 
● Lic Policy online kaise check kare 

Step.9 :
Ishke baad apne pass ke BPO Service  Provider select kare.laur Request Submit Button par click kare.

● Bina internet website kaise chalaye 
● Computer keyboard shortcuts

Step.10 :
Aub aapko ek Request Number milega.ish Request Number ki help se aap eknowledgement copy Download print kar sakte hai. Request Submit karne ke kuch din baad aapka new address aadhaar card me update ho jayega.ishki jankari aapko aapke email ya mobile number par bhej di jayegi.
Aub aap sikh chuke hai ke aadhaar card me online address kaise change karte hai.i hope aapko yeh post jaroor pasand ayi hogi.agar pasand ayi hai toa ishe apne friends ke sath WhatsApp,Facebook, Tweeter par share kare.aur humain humari www.kyakraen.com website par follow kare.Thankyou.

Ishe bhi padiye : Home Appliances Tips in hindi

0 comments:

Post a Comment

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive