Google Par Yeh 8 Topic Search Na kare Nahi Toa Jana Pad Sakta Hai Jail || Bank Account Bhi Ho Sakta Hai Khali

Hello friends,
Aajkal puri world internet par depended hai,aur internet par sabse jayada use kiye jane bala search engine Google hai.Google ek esa search engine hai jishpar hum kuch bhi aur kabhi bhi search karte hai,ish bharose ke sath ke humain jo bhi jankari Chahiye bho google par asani se mil jayegi.par kya aap jante hai ke kuch topics ase bhi hai,jinhe yadi aapne search kiya toa aapko ushka bhari nukshaan uthana pad sakta hai.aapka bank account khali ho Sakta hai.ya aapko jail bhi ho sakti hai.ishliye aajki ish post me hum aapko 8 ase topic bata rahe hai.,jinhe aap bhilkar bhi kabhi google par searchmat karana,puri Jankari ke liye padte rahiye ish post ko akhir tak.

Kabhi bhulkar bhi Google par yeh 8 topics search nahi karne Chahiye nahi toa aapko bank account khali ho Sakta hai, aapko jail bhi ho sakti hai.


Agar aap abtak Google  par bina soche samjhe kuch bhi search karte they toa aub thoda sochana suroo kar de..kyunki ish post me jo aub hum aapko batane ja rahe hai,un baton ko janane ke baad aap Google par kuch bhi search karne se pahle 10 baar jaroor sochenge.

● YouTube video viral kaise kare 
● 10 tips online shopping karne ke
● Mobile par live tv bina internet kaise chalaye

Ji haan kuch topics ase hai,jinhe aapko kabhi bhi google par search nahi karana Chahiye. Ishliye nahi ke bho topics kharab hai,balki ishliye ke bho topics aapko jail tak ki hava khilba sakte hai.aapke account ko hack karba sakte hai.jishki bajah se,aapke Bank ka account tak khali ho sakta hai.

Ishe bilkul bhi hulke na le,aur humare dawara bataye gye 8 topics ko apne dimag me ache se baitha lijiye,aur inhe Google par search karne se parheaj kariye.toa chaliye jaante hai in 8 topics ke bare me.

(Google Par Bhulkar Bhi Yeh Words Search Na Kare,Nahi Toa Ho Jayegi Jail)

1 : Movie Download

Google par kabhi bulkar bhi new movie download karne ke bare me search na kare.baise toa government payreted films ko download karbane bali takriban-takriban sabhi websites ko block karba diya hai.lekin aaj bhi kai sites asi hai jo chori chupe chal rahi hai.ase yadi aapne Google par ayi new movie ko download karne ke bare me search kiya toa police aapko payresi ke jurm me giraftaar kar sakti hai.

● Bank se Ragisterd mobile number online kaise Change kare 

2 : Bumb


Kai website aur youtube channel hai,jin par bum banane ke bare me dikhya gya hota hai,crime aur cyber police ki najar humesha ase channel aur sites par hoti hai.ase me yadi aap asi kisi website ya youtube channel par bum banane ke bare me search karte hai,toa police aapko ip address ke aadhaar par track karke giraftaar kar legi.

● Bina Debit,Credit card online shopping kaise kare 

3 : Hatyaar


Google par aap kabhi galti se bhi kisi hatyaar ke bare me search na kare.jaise ki falana hatyaar kahan milega,kitane ka milega kaise use karte hai.kyunki cyber sell police ki najar hamesha asi websites par rahti hai,aur bina bajah aap police ki najar me asakte hai.jishki bajah se aapko jail tak bhi jana pad Sakta hai.

● Lic Policy online kaise check kare 
● Bina internet website kaise chalaye

4 : Child Porn


Agar aap google par kisi bhi bajah se ya jaanbujkar childporn ke bare me search karte hai,toa aaj hi esa karna band kar de.nahi toa esa karna aapko bhari pad sakta hai.kyunki agar aap nahi jaante hai,toa aapko bata de ke India me child porn dekhna,dikhana aur Google par search karna gairkanooni hai.yadi aap asikoi jankari ikathaa karte hai ya ushko bhadaba dete hai,toa aapko jail ki hava kahane se koi nahi bacha sakta.

● Google search history kya hai

5 : Atamharyaa


Agar kabhi aapke maan me koi esa bichar aye ke Google par search karke dekhe ke atamhatyaa karne ke ky tarike hai,toa esa kabhi bhi search na kare.kyunki esa karne par police samjhe ki aap tarike search kar rahe hai,aur apne aap ko nukshaan pahunchane ke jurm me bho aapko giraftaar karke jail bhej degi.

(Google Par Bhulkar Bhi Yeh Words Search Na Kare, Nahi Toa Bank Account Ho Jayega Khali)

6 : Private Information

Jin chijon ko aapko apne pass hi rakhana Chahiye unke bare me Google par search na kare.kyunki eas karne se aap hackers ki najar me asakte hai. Examples ke toar par majak-majak me apne Debit, credit card ke bare me number ke sath Google par search karna.ishke alaba aap kabhi apne bank ka naam search karke samne aye link par click karana.kyunki kai baar hackers Google ki help se aapko search karne ke baad farzi link dikhate hai,aur jaise hi ush link par aap click karenge aur bahan payment karne ke liye apne card ki detail aur password dalenge,bho unke pass pahunch jayega.aur ushke baad aapka Bank account khali ho jayega.

● Computer keyboard shortcuts 
● WhatsApp tips and tricks 
● YouTube se paise kaise kamaye

7 : Personal Email Login


Agar aap apne personal email ko google par search karte toa ishse bhi parheaj kare.kyunki esa karne par aspka email address aur password hack ho sakta hai.ek study ki baat kare toa puri duniya bhar me sabse jayada hacking ke mamle email hack hone se hi hote hai.ishki kai complaint cyber sell me darj ho chuki hai
Email hack hone se aapka ush email se link bank account ki detail leek hone ka bhi chance bhad jata hai.

● 5 amazing websites

8 : Personal Identity


Google par search karte samay bhulkar bhi kabhi apni identity ki jankari ke liye search na kare.esa karne se aapko jail jane ka toa koi khatara nahi hai,par esa karne se aap kisi badi musibat me pad sakte hai. Kyunki go ke pass aapki sari search history ka database hota hai.aur yadi aap ishe baar baar search karte hai,toa ishke leek hone ka bhi khatara bad jata hackers humesha ishi intzaar me rahte hai.taki unhe koi asi chij asani se hack karne ko mil jaye.

I hope aapko yeh jankari jaroor samjh me ayi hogi,aap in baton ko kabhi ignore na kare.toa aub agar aapko yeh post pasand ayi hai,toa ishe apne friends ke sath WhatsApp , Facebook, Twitter par share kare.aur humain humari www.kyakraen.com website par follow kare.Thankyou.

Ishe bhi padiye: YouTube tips and tricks hindi me

0 comments:

Post a Comment

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive