YouTube Video Viral Kaise Kare
YouTubevideo ko Trendingpage par kaise laye,aaj har ek Youtuber ki ek hi jaroorat hai,ke bho jish video ko itni mehnat se banata hai,ush video ko kish tarike se YouTube ke Trending page par lekar aye.taki ushse ush video par ache views ushe mil sake.aur ushki jayada earning ho sake.agar aap bhi ek Youtuber hai aur youtube par video upload karte hai,toa yeh post aapke liye kafhi important hai ishliye ishe padte rahiye akhir tak.
(Youtuber Kya Hai ?)
Jub se India me reliance jio ka network aya hai,tub se data pack kafhi saste ho gye hai,jio ke ane se pahle bhi YouTube tha par youtube par utane jayada Youtuber nahi tha.pahle log keval bahi jankari lene ke liye YouTube video ka sahara lete the jise bho lena chahte thea.kyunki data pack kafhi mahnge tha.lekin aub online YouTube video dekhne balon ki bhari sankhya ho gyi hai.kuch hi rupaye dekar acha khasha data use karne ko mil jata hai.ishliye log apna kafhi samay online video dekhkar bitate hai.yahi nahi balaki un logon ki bhi ginti din par din badti hi ja rahi hai jo apna khud ka channel banakar apne create kiye huye video upload karte hai.yani har din Youtuber ki ginti bhadti hi ja rahi hai khas tor par India me.
● Smartphone par live TV kaise dekhe bina internet
● Facebook account kaise banaye
● Google account kaise banaye
(YouTube Trending Page Kya Hai ?)
YouTube ka ek Trending page hota hai,jish par har din un video ko samil kiya jata hai jo videos trends kar rahe hote hai.Trending page me ane ka matalab hai ke ush video ko Youtube par bahot jayada dekha ja raha hai.ishiliye har ek Youtuber ke liye yeh bahot important hota hai ke ushka video YouTube ke Trending page par show ho.
Agar aap bhi ek Youtuber hai,aur youtube par video upload karte hai,toa aaj hum aapko youtube ke video ko trend karne ke tarike bata rahe hai.yadi aap in tarikon ka use karte hai,toa definitely aapka video bhi Trending page par jaroor show hoga.
● YouTube ka URL kaise Change kare
Video Title
Apne video ko trend karane ke liye aapko ush video ka ek acha sa title likhana bahot jayada jaroori hai.kyunki log youtube ke search me apne jaroorat ke anushaar topic ko search karte hai.agar aapke video ka title unke kiye search se match karta hai,toa aapka video search me aye kai sare videos me sabse upar show hoga.aur jo bhi search kar raha hota hai,bho sabse upar ke video par hi click karta hai,agar ush video ka title ushki jaroorat ka ho.yani bho jish jankari ko dekhna chahta hai bho ushe ush video me mil jati hai toa.ishliye video ka title video Trend karane me bahot aham roll ada karta hai.
● Amazon se paise kaise kamaye
Video Description
Kai Youtuber video ko upload karte samay video ka description likhte hai.lekin bho kisi ek hi language me description ko likh kar choad dete hai.ase me video ke viral hona ka koi chance hi nahi hai.aap jub bhi video ka description likhe toa ush video ki important chijon tak likhe aur ushme ek suspens choad de,taki description ko padne bala utshuk ho jate ush video ko dekhne ko.aur video ka description humesha pura likhe.aur sabse important baat ke description ko hindi aur English dino language me likhe.itana hi nahi ishme bhi Trending keywords ka dhyan rakhe.koisis yeh bhi kare ke description kam se kam 300 words ka jaroor ho.ishke alaba description me agar aapka koi aur youtube channel hai toa ushka link bhi dale.apne sare social media Facebook, Twitter, Instagram, Google plus ,Website ka bhi link jaroor dale.yadi aap description me in sab baton ka khyal rakhenge toa definitely aapko ishka fhyada milega.
● Internet se paise kaise kamaye
● Blog,Blogger ,Blogging kya hai
Video Thumbnail
Video ke viral hone me kisi bhi video ka thumbnail (video par dikhane bala photo)bahot aham roll ada karta hai.agar aapke video ka thumbnail bahot jayada Attractive hoga toa aspke video par har koi jaroor click karega.ishliye video ka thumbnail samay lekar banaye aur esa banaye ke har koi ushpar click karne ko majboor ho jaye.youtube par sabse jayada video Trending me thumbnail ki bajah se hi pahonch jate hai.
● 5 kamaal ki website
Social Media Sharing
Agar aap kisi bhi chij ko viral karana chahte hai,toa aajkal sabse asan tarika hai,ushe social media par share kar do.agar aap bhi apna video viral karana chahte hai,toa social media par groups ko join karo,aur video ko youtube par upload karne ke baad sidha ushe ush group par share karo.aur share karte samay Trending Hastag (#)jaroor use kare.esa karane se aapke video ke viral hone ke kafhi jayda chance bad jate hai.
● Mobile heating problems
Like,Share,Comment Aur Subscribe
Kai Youtuber ase bhi hote hai,jo video ke starting me hi like,share,comment aur subscribe ke liye bol dete hai.ase me log video ko bhi nahi dekhte.subscrebe karna toa bahot door ki baat hai.ishliye sabse pahle apne video me jaroori baton ko important sabse pahle de.jo video me dikhane bale hai,ushe sabse pahle dikhaye.aur video ke last me video ko like,share, comment aur subscribe karne ke liye kahe.ishse aapke video ka watch time badega aur video trend karane ke liye video ka watch time kafhi important roll ada karta hai.
● Bina internet apps download kaise kare
● Tv ko computer ka Monitor kaise banaye
Note : Ek acha youtuber banane ke liye video regular upload karte rahe.aur jayada YouTube ki jankariyon ke liye humari youtube ki aur bhi post pade.
Toa ish tarah se aap bhi apne youtube video ko Trending page par la sakte hai. I hope aapko yeh post jaroor pasand ayi hogi.agar pasand ayi hai toa ishe apne friends ke sath WhatsApp, Facebook, Twitter share kare.aur humain humari www.kyakraen.com website par follow kare.Thankyou.
Ishe bhi padiye : Online shopping karne ke jaroori 10 tips
About Author
Suresh Kumar Sharma
Hello Friends,
Mera naam Suresh Kumar Sharma hai.aur kya kraen website meine banayi hai.me yahan par logo ko hindi me jankari deta hoon ! Read More>>
nice information
ReplyDeletekolachiarbaz
ReplyDelete