Smartphone Par Live TV Kaise Dekhe Bina Internet Ke
Agar aap Bina interne ke Mobile phone par Live tv dekhna chahte hai,toa yeh post aapke liye hi hai.kai baar humare smartphone me data kam hota hai,aur humain koi jaroori tv ka programme live dekhna hota hai toa ase me kafhi problem hoti hai.magar aaj ki post me hum aapko batane ja rahe hai ke kaise aap apne smartphone par bina internet ke bhi live tv dekh sakte hai.puri jankari ke liye padte rahiye ish post ko akhir tak.
(Mobile Phone Par Live TV Kaise Chalate Hai)
Ase toa Mobile par live tv chalane ke kai tarike hai,jjaise ki jio tv,airtel tv ya kisi app ko install karke bhi chala sakte hai.lekin inke liye aapko kafhi jayda dara kharch karna hota hai. reliance jio ke telecom sector bajar me ane ke baad se 4G data package kafhi kam kimat me milne lag gye hai.aapko in pack ko lene ke baad music-movie Transfer karna ho ya fhir online video dekhna ho yeh sab karna kafhi aasan ho jata hai.
● ATM se bank ka Ragister mobile number Change kaise kare
● Bina Debit,Credit card online shopping kaise kare
● Bina pin phone unlock kaise kare
● Aadhaar card ki jankari kaise lock kare
Aap itna sab hi nahi balki aap Live TV bhi dekhna chaho toa dekh sakte hai.lekin in packs ki bhi kuch conditions hoti hai,jaise jub aapka data pack khatam ho jata hai,toa aapke internet ki speed kafhi kam kar di jati hai,aur live tv kafhi jata buffering kar kar ke chalata hai.ishi bajah se picture ki quality bhi kafhi low ho jati hai.
Ishi sab paresani ko khayal me rakhte huye aaj hum aapke liye ek asi device ki jankari lekar aye hai,jishki help se aap apne smartphone me bina internet ke bhi live tv kafhi asani se chala sakte hai.
● Lic Policy online kaise check kare
● Top 5 mobile apps
● Bina internet website kaise chalaye
Agar aap bhi bina data pack ke apne Smartphone me live tv chalana chahte hai,toa aapko market se ek (TV TUNER) device ko kharidana hoga, jo ke aapko kisi bhi e-commerce website se par badi hi asani se mil jayega.ishki puri jankari niche di gyi hai.
(Tv Tuner Kaise Work Karta Hai ?)
Yeh device DVB-T SIGNAL par kaam kaam karta hai.ishe aap sidha apne Mobile phone se connect kar sakte hai.aur ishke jariye aap asani se live tv dekh sakte hai.sath hi ishme ek micro usb port bhi diya jata hai,jishe aap apne phone ke charger port se connect kar sakte hai.
Aur agar baat kare ishke channel search karne ki,toa ishke liye ishme bilt-in Tv software diya gya hai.jo country ke hishab se Channel ko search karke dhundta hai.yahan se aap bina internet ke bhi Live kisi bhi TV channel ko asani se dekh sakte hai.
● Google search history
● Computer keyboard shortcuts
● WhatsApp tips and tricks
NOTE : Yeh sirf android smartphone par hi work karta hai.
Aap DVB-T TV TUNER ko yahan se kharid sakte hai : TV Tuner Buy Now
Ishki kimat 1,500 SE 1,600 RUPAYE tak hoti hai.ishe aap Amazon ya kisi bhi e-commerce site se kharid sakte hai.ya phir upar humane link diya hai,ush par click karke bhi kharid sakte hai.ish device me micro usb port laga hota hai,jishe apne smartphone me lagaya ja sakta hai.
Toa yeh thi jankari ke kaise aap ek Tv tuner ki help se bina internet ke apne smartphone me live tv ko chala sakte hai, i hope aapko yeh jankari jaroor pasand ayi hogi,agar ayi hai toa ish post ko apne friends ke sath WhatsApp, Facebook par share kare aur humain humari www.www.kyakraen.com website par follow kare.Thankyou.
Ishe bhi padiye : Mobile tower side effects on human body in hindi
About Author
Suresh Kumar Sharma
Hello Friends,
Mera naam Suresh Kumar Sharma hai.aur kya kraen website meine banayi hai.me yahan par logo ko hindi me jankari deta hoon ! Read More>>
0 comments:
Post a Comment
Please Don't Post Spam Links