Phone Bimariyo ka ghar hai || How to clean mobile phone | in hindi
Kya aap jante hai,ke jo smart phone raat din aapke haat me rahta hai,yeh ek toilet sheet se bhi jayada ganda hai ,yeh aapka phone aapko kitna bimar bana raha hai,aur kaise ish se aap bach sakte hai. Yehi puri jankari ke liye padte rahiye ish post ko akhir tak.
(Toilet sheet se bhi jayada ganda hai aapka phone)
Kya aap jante hai,ki jo smart phone hamesha aapke haat me rahta hai.aapke sath rahta hai.bho ek bimariyo ka ghar hai.
Yehi aapka phone aapko dhire dhire bimar aur bimar bana raha hai.
Agar aap soch rahe hai ke yeh hum kah rahe hai,toa yeh galat hai,kyunki yeh kahna hai ek research ka, insurance toogo ki ish research me dava kiya gya hai,ki smart phone ki screen ek toilet sheet se bhi 3× jayada gandi hoti hai.
. Refrigerator ki kharabi kaise check kare
. Aadhar card ki jankari lock aur unlock kaise kare
. Washing machine tips in hindi
(Phone par kahan kahan hoti hai gandgi)
Phone ki screen ke baad sabse jayada kitanu phone ke back side par rahte hai.
Screen aur back side ke baad phone par sabse Jayada kitanu phone ke lock button,volume aur home button par rahte hai.
Yehi gandgi ki bajah se aapke phone par kai tarah ke kitanu rahte hai.
(Phone par kaise ati hai gandgi)
Aapke phone par gandgi ane ke kai karan hai.kuch karan niche diye gye hai.
No.1 : Phone par pasine ka lagna
No.2 : Khana khate samay phone haat me pakdne se jerms ana
No.3 : Rastroom,drawingroom,badroom me rakhe rahne se dhool lagna
No.4 : Jim me phone use karne se vactiriya ana
No.5 : Janbron ke sath khelne se kitanu transfer hona
No.6 : Bahar gadiyon me phone use karna
No.7 : Kai logon ko apna phone dena
Ase kai karan hai,jo aapke phone ko ganda aur jayada ganda banate hai.
. WhatsApp ki yeh chats ignore kabhi na kare
. Bina internet website kaise open kare
(Aapka phone kitna ganda hai)
Research me pata chala hai,ki aapka mobile phone aapko bahot jayda bimar kar sakta hai.
Research me phone ki screen ko toilet sheet se bhi jayada ganda paya gya hai.
Ish research me mobile ki screen par toilet sheet se 3 fishdi se bhi jayada kitanu paye gye hai.
Inme 12 tarah ke vacteriya hote hai.
Research ke mutabik mobile par sabse jayada kitanu paye jate hai.
Toilet aur flash par 24unit kitanu milte hai.
Jubki mobile par 85unit kitanu pay jate hai.
Research me yeh bhi pata chala hai,ke 35 fishdi logon ne kabhi apne mobile ko safh hi nahi kiya hai.
(Mobile ki safai kaise kare)
Ish research ke mutabik pasine aur mail sephone par vacteriya janam lete hai.
Mobile ko safh na karne se ishpar vacteriya failta hai.
Samay samay par ish par kitanu baithte rahte hai.
Phone ki screen safh na karne se ishme kitanu failte hai.
Vactiriya se mobile ko bachane ke liye apne mobile ko sabdhani se safh kare.
Mobile ko safh karne ke liye micro fiver kapde ka ishtemal kare.
Cleaning kit se bhi aap apne mobile ko safh kar sakte hai.
. Lic ki slip download kaise kare
. Computer keyboard shortcuts in hindi
(Phone ke sath yeh galtiyan kabhi na kare)
Safai karte samay liquid ka ishtemal na kare.
Hear driyer se bhi mobile ko safh na kare.
Khana kahte samay kabhi bhi phone ka ishtemal na kare.
Mobile ko toilet me lekar kabhi na jaye.
Phone ki safai ke liye sanitizer ka ishtemal na kare.
Liquid se safh kar rahe hai,toa phone ko puri tarah se jaroor sukha le.
Note : Phone ko safh karne se pahle ushe switch off jaroor kar le.
I hope friend aap bhi samjh chuke hai,ke mobile se sabdhani hati aur durghatna ghati.mujhe lagata hai ke aapko yeh post apne jankaron ko jaroor share karni chahiye.aur ish post ke bare me aapki kya rai hai,yeh bhi niche comment box me jaroor likh kar bataye.aur humain humari website www.kyakraen.com par follow kare.Thankyou.
Ishe bhi padiye = gas ki subsidy kaise check kare
About Author
Suresh Kumar Sharma
Hello Friends,
Mera naam Suresh Kumar Sharma hai.aur kya kraen website meine banayi hai.me yahan par logo ko hindi me jankari deta hoon ! Read More>>
0 comments:
Post a Comment
Please Don't Post Spam Links