Kya aapke ghar ka Refrigerator sahi se work kar raha hai ? Agar aapko nah pata toa aaj ki ish post me hum aapko batane bale hai,5 ase tarike jinki madad se aapko yeh samajh me ajayega ke aapke ghar ke refrigerator me kya khrabi achuki hai,aur aub use badalne ka samay achuka hai. ish puri jankari ke liye padte rahiye post ko akhir tak.
Refrigerator |
Aaj ki post me aap yeh jankari toa le hi sakte hai ke aapke fridge me kya kharabi achuki hai.sath hi aap yeh bhi samjh jayenge aaj ki post pura padne ke baad ke aub aapko apne refrigerator me paise kharch nahi karne chahiye.agar yeh 5 batein aapko aapke fridge me najar aye toa aapko ushe badal dene me hi bhalai hai.
Refrigerator,ac,coolar jaise aur bhi bahot si jankariyon ke liye aap humari sari post pad sakte hai.padne ke liye yahan par click kare =Home-Appliances
Toa chaliye jaan lete hai ke bho kauon si 5 batain hài jinki bajah se aub aapko apne refrigerator ko change kar dena chaiye.
. Lic Status online kaise check kare
. Aadhar card lock kaise kare
. Gas cylinder ki subsidy kaise check kare
(Fridge Ka Heat Hona)
Agar aapke fridge ka back side ka hissa baar baar gram hota rahta hai,toa yeh ek normal baat hai.
Fridge ke piche lage hue coil ishe aur jayada gram hone se bachate hai.
Aur ase me agar aapka fridge jaroorat se jayada garam ho raha hai,toa ishka safh sa matalab hai ke aub aapka fridge puri tarah se kharab ho chuka hai,aur aub aapko ishe badal lena chahiye.
Lekin fhir bhi kisi tacnician se check karbaye ke fridge coil ki bajah se garam ho raha hai,ya kisi aur karan se.
. Phone me android apps ke password kaise secure kare
(Motar Lagataar Chalte Rahena)
Jub aap apne fridge ko door open karte hai,toa ushme lagi hui moter chalna suru ho jati hai.
Ishka sidha sa matalab hai,ke bho motar fridge ke andar ke tapmaan ko santulit rakhne ke liye chalti hai.
Lekin agar aapke fridge ka door lagataar band rahne ke baad bhi motar chalta rahe toa ishka matalab hai ke yeh aapke fridge ko lagataar tanda rakhne ki kosis kar raha hai.
Motar ka ase me lagataar chalte rahne ka matalab hai ke aub aapka fridge puri tarah se khrab hone laga hai,yani aub aapko apna refrigerator badal lena chahiye.
. Mobile phone ki important secret settings
(Pani Ka Girana)
Agar aapke fridge se lagataar pani gir raha hai,aur ishke rubar coting par pani jum ja raha hai.
Toa ishka sidha sa yehi matalab hai,ke aapke fridge ko badalne ka samay achuka hai.jitana jaldi ho ishe badal le.
. WhatsApp par asi chat ko ignore kabhi na kare
(Ice Ka Jamna)
Fridge ka asali kaam fridge ke andar rakhe saman ko cool karna hai,na ki khud hi baraf ka gola ban jana.
Agar aap apne refrigeratorko d-forst karte hai,aur ushke baad bhi lagataar baraf jama ja raha hai,ya aapke fridge me jaroorat se jayada braf ka jamab ho raha hai.
Toa ishka matalab hai ke aapke fridge ko badalne ka samay ho chuka hai.
. Bina internet website kaise open kare
. Computer keyboard shortcuts
(Bijli Ka Bill)
Akshar fridge ki khapat ko dekhkar fridge ko ratting di jati hai.
Agar kisi fridge ko 5star mila hai,toa ishka matalab hai ke bho bijli ki kam khapat karta hai.
Aur agar kisi fridge ki ratting me ushe 1star mila hai,toa ishka matalab hai,ke bho bijli ki jayada khapat karta hai.
Halanki 5star bala freez mahnga hota hai.
Aur 1star bala fridge sasta.
Ase me agar aapke ghar me koi purana fridge hoga toa bho bijli ki jayada khapat karta hoga.
Lekin agar aub aapka fridge pichle samay ki tulna me aur bhi jayada bijli ki khapat kar raha hai.aur bho lagataar bhadta hi ja raha hai.
Toa ishka matalab hai,ke aub aapko apne fridge badal lena chahiye. Ushe repair karbakar apna samay khrab na kare.
Toa friends yeh hai 5batain agar aapko apne fridge me najar ati hai,toa aapko samjh jana chahiye ke aub aapka fridge kharab ho chuka hai.yani ushe change karne ka samay achuka hai.i hope friend aako yeh jankari jaroor pasand ayi hogi.agar pasand ayi ho toa ishe apne friends aur family members ke sath share kare aur humain humari website www.kyakraen.com par followe kare.Thankyou.
Ishe bhi padiye = Ac ya coolar lene se pahle yeh jaroori batain jaan le
0 comments:
Post a Comment
Please Don't Post Spam Links