Washing Machine Tips In Hindi | Washing machine kharidne se pahle jaan le yeh 5 batain

Hello friends,
Kya aap washing machine kharidne ka mann bana rahe hai.toa aapko washing machine ke bare me kuch jaroori baton ki bhi jankari jaroor honi chahiye.ishiliye aaj ki ish post me hum aapko washing machine kharidate samay dyan me rakhne bali jaroori 5 baton ki jankari dene bale hai.puri jankari ke liye padte rahiye ish post ko akhir tak.
Washing machine tips. Washing machine 5 tips. Washing machine. Washing machine kharidne se pahle jaan le yeh jaroori batain. Hindi me.


Washing machine kharidate samay sabse badi samasya hoti hai,ke RPM,automatic aur sami automatic jaise sabdon ki uljhan.
Toa pahle aap inhe jaroor jaan le aur fhir washing machine khride.
Aaj logon ke pass sabse badi kami samay ki hai.log ish thode se samay me hi apne office ke kaam ke sath sath ghar ke kaam bhi karna chahte hai. Jishme ek kaam kapde dhona bhi hai.
Ish badlte dour me ishi ko dekhte huye washing machine bhi aur jayada advanced ane lagi hai.

Toa chaliye jaan lete hai in sari washing machines ke bare me puri details ke sath.

Inverter ac kya hai 
Ac kharidne se pahle jaan le yeh jaroori batain 
Refrigerator cooling tips in hindi 

(Washing Machine Ke Type)


Washing machino ko front loading aur top loading machine ke aadhar par bargikrit kiya ja sakta hai.
Front loading me kapdon ko same se dala jata hai,aur inhe aap dekh bhi sakte hai ki kaise kapde ki taji se dhulai ho rahi hai.
Top loading me kapde upar ki taraf se dale jate hai,front loading bali machine ke mukable top loading bali machine aapko saste me hi mil jayegi.

Amazon se paise kaise kamaye
Internet se paise kaise kamaye

(Fool Ya Semi Automatic)

Taknik ke aadhar par washing machine 2 type ki hoti hai.fooli automatic ya semi automatic,jub bhi aap ishe khride toa pahle apni jarooraton ko samjh le,ushke baad hi faisle le.
Fooli automatic washing machine kapde andar dalne ke baad khud dhoti aur sukhti bhi hai.lekin semi automatic washing machine me aapko tub me kapde nikalkar dryer me dalne hote hai.
Yeh fooli automatic se sasti bhi hoti hai.

5 kamal ki websites jo aapke kafi kaam asakti hai 

(RPM Kya Hai)

Washing machine me kapde sukhane ke liye speen chakarr ko har minut rpm (revolution par minute) ke roop me mapa jata hai.
Rpm jitna jayada hota hai,utani hi jaldi yeh kapde ko bhi sukayegi.
Halanki yeh kapdo ke parkar par bhi nirbhar karta hai.
Najuk kapde ke liye speen chakarr 300-500 RPM hai,jubki jins ke liye lagbhag 1,000 RPM hota hai.

Ac aur coolar khridne se pahle jaan le yeh jaroori batain 

(Tapmaan Control)

Agar washing machine me hiter hai,toa yeh subhida pani ke tapman ko samyojit karne me help karegi.
Yeh sardiyon me jayada kaargar sabit hogi.
Ishke alava garamgaram pani se kapde kafi behtarr safh ho jate hai.
Kuch machinon me bhaap ki bhi subidha hoti hai,jo gandgi aur daagon se achi tarah se ladne me help karti hai.
Kuch company hai,jo achi quality ki fully automatic washing machine aur semi automatic washing machine banati hai,jinhe aap chahe toa jaroorat ke hishab se kharid sakte hai.

Aiye aub 3 washing machine ke bare me bhi jankari le lete hai.

Refrigerator kharidne se pahle jaan le yeh jaroori batain 

No.1 = Samsung 6.5kg W 65 M 4000 HA

Agar parvar chota hai,toa yeh washing machine ase parivaron ke liye bhetarr mani jati hai.
Ishki speen ki sabse jayada speed 700 RPM hoti hai.
Ishke quick wash,delicates,balackket,jinsh,ecko tub cleen,speen only jaise wash mode hai.
Ishka tub stenless steel se bana hai,aur body fiver ki hai.
Ishme digital display,preeset timer,lint filter,memory backup jaise feature hai.
Yeh 325 watt power leti hai.
Ishme wash moter 325 watt power leta hai.
Ishme speen machine 350 watt power leti hai.
Ishme aapko auto power off ka bhi option milta hai.
Yeh 906 km lambi aur 31kg bajan ki hoti hai.

Lic policy ki slip kaise download kare kare

No.2 = IFB Senirita Aquva SX 1000 RPM 6.5kg

Yeh 6.5kg ki samta ke sath ek bhetarin washing machine hai.
Ish machine me loyer drayer timer ka option bhi milta hai.
Ishke andar aapko smart sens,express wash,aquva conserv,tub cleen,jins,delicates jaise washing mode milte hai.
Ishka tub senless steel se bana hai,aur body plastic se banai gyi hai.
Ishme aalko digital display milti hai,jishme sare washing options milte hai.
Yeh 325 watt power leti hai.
Ishme aapko auto power off ka bhi option milta hai.
Ishki unchai 95cm,lumbai 59cm aur bajan 35kg hai.
Ishme lock ka option bhi diya gya hai.
Ishme 3D wash sistyam,aquva energy technology ka ishtemal kiya gya hai.

Google Search History 
WhatsApp par money transfer kaise kare 

No.3 = Whirlpool Stewash Ultra 6.5kg

ishka design kafi jabrdust hai.aur yeh ek achi samhta bali washing machine hai.
Chote parivaron ke liye yeh ek behtareen washing machine hai.
Ishme normal,speedi,hevy aur delicate washing mode milte hai.
Ishme list filter hota hai.
Ishke tub ko asani se saf kiya ja sakta hai.
Ishme ZPF technology ka ishtemal kiya gya hai.
Ishka tub stenless steel se bana hai aur body mettal ki hai.
Yeh bhi 360 watt power leti hai.
Yeh 87cm unchi,54cm chodi aur 56cm lambi hai.

I hope,Washing machine kharidate samay aapko yeh post jaroor fayda karegi.toa aub agar aapko yeh post pasand ayi ho toa ishe apne friends aur family members ke sath share kare,aur humain humari website www.kyakraen.com par follow kare.Thankyou.


Ishe bhi padiye = YouTube se paise kaise kamaye

1 comment:

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive