Android Secret Coad || Mobile Phone 5 Secret Coad || in hindi

Hello friends,
Smartphone toa sab log chalate hai,magar smartphone ke bare me jayada jankari logon ko nahi hoti.jaise ki aapke smart phone ke android secret coad se aap apne phone ki kafi jankari hasil kar sakte hai.par aapko un coad ke bare me pata nahi hota.ishliye aaj hum ish post me aapko batane ja rahe hai aapke smart phone ke 5 android secret coad.toa kya hai yeh 5 coad puri jankari ke liye padte rahiye ish post ko akhir tak.

android secret coad. 5 mobile phone ke secret coad ki puri jankari step by step hindi me. 5 android mobile secret coad in hindi.

Aaj ke samay me humari bahot badi jaroorat ban chuka hai humara Smart phone.aur ho bhi kyun na kyunki hum humare chote se lekar sabhi bade kaam ke liye apne mobile phone ka hi toa ishtemal karte hai.
Call se lekar payment karne tak koi bhi kaam ho humara phone badi hi asani se kuch hi second me kar deta hai.
Ishi baat ko dyan me rakhte huye hum aalko aapke Smart phone ke 5 ase secret coad batane ja rahe hai,jinki madad se aap apne phone ke bare me kafi kuch jankari hasil kar sakte hai.
Aur yeh secret coad aapke kafi kaam bhi ane bale hai.

Android mobile ke tips and tricks ki humari aur bhi post padne ke liye aap yahan par click kariye =Tips And Tricks

Toa chliye jaan lete hai ke bho koun se se 5 android secret coad hai.

Mobile tower side effects
1G,2G,3G,4G Network kya hai
Internet se free call kaise kare

Coad No.1 = *#21#

Mobile phone ka use karne balon ke liye sabse jayada important hai unki privacy.
Ishiliye bho kisi se bhi apni privacy share nahi karna chahte.
Agar aap bhi esa hi sochte hai.aur kisi ke sath apna data share nahi karna chahte, toa yeh coad aapki bahot help karega.
Ish coad ki madad se aap pata laga payenge ki kahin aapki voic call,sms ya fhir koi aur data kisi dusari jagah forward toa nahi kiya gya hai.

Google par account kaise banaye
Facebook account kaise banaye
New email account kaise banaye

Coad No 2 = *#*#4636#*#*

Agar aap apne Mobile phone ki battery ki koi bhi jankari chahte hai,toa yeh coad aapke bahot kaam ane bala hai.
Kyunki ish coad ki help se aap apne mobile battery ki koi bhi jankari hasil kar sakte hai.
Ishme battery ki current voltage,battery charge lable jaisi kai jankariyon ka badi hi asani se pata laga sake ke.
Ishke alava phone se related aur bhi kai jankariyan ish coad se pata ki ja sakti hai.

Amazon se paise kaise kamaye
Internet se paise kaise kamaye

Coad No.3 = *409*<10 digits ka jio number>

Yeh coad keval jio ke users ke liye hi hai.
Yeh coad aapki call ko kisi dusre number par foreword karne ke kaam me ayega.
Ishke liye aapko apne jio ke number se *409*<10 digits ka jio number> dial karna hoga.
Ishke baad aapko IVR par jo nirdesh diye jayenge unhe follow karna hoga.
Esa karne se aapki voice call dusare number par transfer kar di jayegi.
Agar aap ishe diactivate karna chahte hai toa apne jio ke number se *402 dial karke kar sakte hai.

5 amazing websites
Mobile heat kyun hota hai

Coad No.4 = *#06#

Agar aap apne phone ka IMEI number dekhna chahte hai,toa yeh coad aapke kaam asakta hai.
Kyunki ish coad ki help se aap apne Mobile phone ka IMEI number apne mobile ki screen par hi dekh sakte hai.
Bus aapko apne mobile phone se *#06# number dial karna hai aur aapke mobile ka IMEI number aapke display par show hone lagega.

Bina internet app download kaise kare
Computer keyboard shortcuts in hindi

Coad No.5 = *#*#7780#*#*

Yeh coad aapke liye kafi fayedemand sabit ho sakta hai.kyunki ek coad kai sare kaam karne me help karta hai.
Ish coad ki help se aap factory restore,apps aur data ko clear karna,google account setting ko remove kiye jane ke liye ishtemaal kar sakte hai.

Note : Esa jaroori nahi hai ke yeh coad sare android mobile phone me kaam karta hai.aap apne phone me try karke dekh le.
Toa friends yeh thea 5 secret coad jo future me aapke kafi kaam asakte hai.i hope aapko yeh post jaroor pasand ayi hogi,agar pasand ayi ho toa ishe apne friends aur family members ke sath share kariye,aur humain humari www.kyakraen.com website par follow kariye.Thankyou.

Ishe bhi padiye = Reliance jio new apn settings

0 comments:

Post a Comment

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive