Smartphone me install karke aap ban sakte hai aur bhi jayada smart.agar aap bhi jankari chahte asi smart apps ki toa padte rahiye ish post ko akhir tak.
Jaisa ki aap jante hi hai,ke aajkal Smart phone ka ar koi istemaal karta hai.
Ishliye smart phone me ishtemal hone bali apps ke bare me bhi unhe jaroor pata hona chahiye.
Kher nahi pata hai toa hum niche jankari de rahe hai,asi 5 applications ki jo aapke liye kafi usefull hogi.
Mobile phone ki aur apps ki jankari ke liye aap humari aur bhi post ko pad sakte hai.padne ke liye click here =Android Apps
Toa chaliye jaan lete hai,ke bho kounsi 5 smart Apps hai.
(Top 5 Applications)
No.1 = Memrise : Learn A New Language
Friend agar aap hindi ke alaba aur koi language shikhna chahte hai,toa Memrise application aapke liye kafi fayede mand ho sakti hai.
Ish app ki help se aap kisi bhi languages ko asani se sikh sakte hai.
Halanki ish app ko starting me ishtemal karna thoda muskil hai,lekin aap ishka jitana jyada ishtemal karte jayenge aapko utni hi alag alag language ki samjh ati jayegi.
Memrise app ka 16 Mb size hai.aur ishko 4.7 ki ratting mili hui hai.sath hi ish app ko abtak 10miliens log download kar chuke hai.
Memrise app ko aap Google play store se download kar sakte hai. Ya fhir niche diye link par click karke bhi download kar sakte hai.
>Download =Memrise app
. Hybrid sim slot bale mobile phone me 2 sim ke sath micro sd card kaise lagaye
. Jio new apn setting
. Mobile app se paise kaise kamaye
No.2 = Selfissimo
Friend agar aap selfi lene ke shokin hai,toa yeh application aapke liye kafi fayede mand ho sakti hai.
Toa fhir derr kish baat ki hai,agar aap self ka shok rakhte hai,toa abhi ishe apne Phone me download kariye.
Yeh ek esa app hai jishki help se aap asani se selfi le sakte hai.
Aur ishki khaas baat yeh hai,ke ishse selfi lene ke liye aapko koi baton dabana nahi padega.
Lekin aapko ishka use karte samay i ka sign jaroor dena hoga.taki bho aapki pictures click kar sake.
Selfissimo app ka 46Mb ka size hai.aur ishe 4.0 ki ratting mili hui hai.halanki abhi ishke keval 100thousand hi download huye hai.
Selfissimo app ko aap Google play store se download kar sakte hai. Ya fhir niche diye link par click karke bhi download kar sakte hai.
>Download = Selfissimo app
. Google tez se paise kaise kamaye
. WhatsApp se paise transfer kaise kare
. WhatsApp 10 tricks in hindi
No.3 = Storyboard
Agar aap video adit karne ke liye koi app dhund rahe thea toa yeh app aapke liye bilkul perfect hai.
Jaise maan lijjiye aapko kisi video ka ka koi jaroori part hi chahiye,toa ase me aap ish app ki help se video ke ush seen ko asani se adit kar sakte hai.
Aur sath hi ush video ki comic script bana sakte hai.
Storyboard app ka 36Mb size hai.aur ishko 4.2 ki ratting mili hui hai.sath hi ish app ko abtak 100thousand log download kar chuke hai.
Storyboard app ko aap Google play store se download kar sakte hai. Ya fhir niche diye link par click karke bhi download kar sakte hai.
>Download = Storyboard app
. Computer keyboard shortcuts
. Google Search History
. Adsense Account Kaise banaye
No.4 = Files Go By Google: Free Up Space On Your Phone
Aub baat karte hai, files go app ki,yeh app aapke duplicate file ko clear karta hai.
Aur agar aapke Mobile phone me shareit nahi hai,toa ishki help se aap apps ko share bhi kar sakte hai.
Ishki speed bhi kafi acchi hai,yehan aalko bata den ki yeh app shareit ki tarah hi kaam karta hai.
Files go by google app ka 4.3Mb size hai.aur ishko 4.6 ki ratting mili hui hai.sath hi ish app ko abtak 10miliens log download kar chuke hai.
Files go by google app ko aap Google play store se download kar sakte hai. Ya fhir niche diye link par click karke bhi download kar sakte hai.
>Download = Files Go app
. YouTube se paise kaise kamaye
. Lic policy ka status kaise check kare
No.5 = Canva : Free Photo Editor & Graphic Design Tool
Aub baat karte hai,akhri app ki,ish app ka naam hai canva .
Yeh app pahle android me nahi thi,lekin aub yeh app android me bhi milne lagi hai.
Aap ish app ko apne mobile phone me jaroor download kare.
Kyunki ish app ki help se aap apne social media ke liye apne poster bhi bana sakte hai.
Ishme aapko text ke alag alag design bhi mil jayenge,aur apne poster ko bhi alag alag rang aur roop de sakte hai.
Canva app ka 18Mb size hai.aur ishko 4.7 ki ratting mili hui hai.sath hi ish app ko abtak 5millions log download kar chuke hai.
Canva app ko aap Google play store se download kar sakte hai. Ya fhir niche diye link par click karke bhi download kar sakte hai.
>Download = Canva app
In 5 apps ko apne Mobile phone me install karke aap apne phone ko aur bhi smart bana sakte hai.asha karte hai friend aapko yeh post pasand ayi hogi,agar pasand ayi toa ishe apne friends aur family members ke sath share kariye aur human humari www.kyakraen.com Website par follow kare. Thankyou.
Ishe bhi padiye = Bina internet website kaise open kare
Aaj ki ish post me hum aapko batane bale hai,asi 5 applications jinhe apne Mobile Phone Top 5 App || Apne Smartphone Me Jaroor Rakhe yeh 5 App
About Author
Suresh Kumar Sharma
Hello Friends,
Mera naam Suresh Kumar Sharma hai.aur kya kraen website meine banayi hai.me yahan par logo ko hindi me jankari deta hoon ! Read More>>
0 comments:
Post a Comment
Please Don't Post Spam Links