Mobile Phone Secret settings || Smart Phone Ki 3 Secret settings
Aaj smartphone ka use toa har koi karta hai,aap bhi karte honge.par jaroori nahi ke smart phone ki har secret setting ki sabko jankari ho.aaj hum aapko aapke smartphone ki 3 cell phone secret setting batane bale hai.in 3 settings ko aapko ek baar jaroor try karna chahiye.toa kounsi hai yeh 3 settings puri jankari ke liye padte rahiye ish post ko akhir tak.
Aap smartphone ka use karte hai,aur kafi kuch aaplo smart phone ke bare me jankari bhi hogi.fhir bhi i hope aapko jo hum 3 settings batane bale hai, aapko inke bare me jankar kafi khusi hogi
Hum aapko 3 settings ke sath unhe kaise use karte hai yeh bhi puri jankari denge.
In settings ki help se aap apne cell phone ke data ko hide kar sakte hai.sath hi phone ko bina kisi pattern aur password lock ke lock kar sakte hai.
Mobile phone aur android apps tips and tricks ke liye aap humari aur bhi post yahan par click karke pad sakte hai =Tips and tricks
Toa chaliye jaan lete hai,aapke mobile phone ki 3 secret settings ke bare me.bus aap ish post ko carefully follow kariye.
. Don't ignore whatsapp chats
. Bina internet website kaise open kare
. Google Search History
Setting No.1 = Phone Ki Screen Colour Ko Adjust Kare
Akshar aap din me hi nahi raat me bhi apne Phone ka kafi use karte honge.
Esa karne se aankhon par kafi tanab padta hai.
Lekin aapke phone me hi 1 esi setting di hui hai,jis setting ki madad se aap apne phone ke colour ko black and white me badal sakte hai,aur esa karke aap apni ankhon ko raat me mobile ke tanab se kafi haad tak bacha sakte hai.
. WhatsApp tips and tricks
. Mobile se delete huye photos aur videos wapis kaise laye
Setting Kaise Kare
Ish setting ko karne ke liye aapko apne mobile phone ki setting me jana hai,aur bahan par aapko accessibility ka option milega,ushpar jane ke baad colour inversion ka option off hoga ushe on kar de.
. Facebook fake account ki report kaise kare
. YouTube se paise kaise kamaye
Setting No.2 = Phone Ko Kare Lock
Aajkal log smart phoneme apni private photos,videos ya documents sambhal kar rakhte hai,aap bhi rakhte honge.
Ishi bajah se koi bhi apna phone kisi ko dena pasand nahi karta.
Lekin aap apne phone me ish secret setting ko karke data ko hide kar sakte hai.
Esa karne se na toa koi aapke phone ki galley ko open kar sakta hai,aur na hi aapkii chat ko dekh sakta hai.
. Google adsense account kaise banaye
. Bina internet app download kaise kare
Setting Kaise Kare
Ish setting ko karne ke liye aapko apne phone ki setting me jana hoga,aur user ke option par click karna hoga.
Ishke baad owner aur guestt likha huya dikhai dega,yahan aapko guest par click karna hai.
Ishse aapke phone ka personal data koi nahi dekh payega.aub agar aap apna phone kisi ko dete bhi hai,toa ushe kebal limited futures ka hi option milega.
. Top 5 amazing websites
. Blog,Blogger,Blogging kya hai
Setting No.3 = Screen Ko Lock Kare
Yeh setting aapke kafi kaam asakti hai.ish setting ki help se aapka smartphone lock ho jayega.
Fhir agar aap kisi ko apna phone dete bhi hai,toa bho aapke phone me utana hi feature use kar payega jitna ushke samne dikhaii denge.
Example : agar aapne kisi ko video dekhne ke liye phone diya hai,toa bho video ke alaba kisi dushre folder me nahi ja payega.
. Internet se paise kaise kamaye
. Amazon se paise kaise kamaye
Setting Kaise Kare
Ishke liye aapko apne phone ki setting me security me jana hai,ishke baad screen pinning ke option par click kare.
Ishke baad YouTube ya koi bhi folder opne kare.
Ishke baad home button ke tight side me diye option par click kare.
Yahan aapko 1 pin dikhai degi,ishpar click kare.
Esa karne se koi bhi aub yahan se back nahi ja payega.
Toa friends yeh thi aapke mobile phone ki 3 secret settings..i hope aapko yeh post jaroor pasand ayi hogi,agar pasand ayi ho toa ishe apne friends aur family members ke sath share kariye,aur humain humari www.kyakraen.com website par follow kariye.Thankyou.
Ishe bhi padiye = Apni Lic Policy online kaise check kare
About Author
Suresh Kumar Sharma
Hello Friends,
Mera naam Suresh Kumar Sharma hai.aur kya kraen website meine banayi hai.me yahan par logo ko hindi me jankari deta hoon ! Read More>>
0 comments:
Post a Comment
Please Don't Post Spam Links