Agar aapki bhi hai koi Lic (Life Insurance Of India) policy,toa yeh post aapke liye bahot important hai.kyunki ish post me hum aapko batane bale hai,ke kaise aap apni kisi bhi policy ki jankariapne ghar par baith kar kuch hi second me pata kar sakte hai.toa ish puri jankari ke liye padte rahiye ish post ko akhir tak.
Akashar aap apni policy ki jankari ke liye Lic office me lambi lambi lines me lagte honge.tab aapko aapki policy ki jankari mil pati hogi.lekin aub aapko apni polices ki jankari ke liye apna samay khrab karne ki koi jaroorat nahi hai.
Aapke pass apni polices ka status check karne ke 2 tarike hai,
No.1 = (OFFLINE) SMS SE
No.2 = (ONLINE) RAGISTERETION SE
Sabse pahle hum sms ke dawara lic policy ka status kaise check karte hai,yeh jaan lete late hai.
Lic (Life Insurance Of India) se related humari aur bhi post ko padkar aap Lic ke bare aur bahot si jankariyan hasil kar sakte hai. Humari Lic ki sari post padne ke liye aap yahan par click kariye =LIC POLICY
Mobile phone se sms ko bhejkar apni kisi bhi polices ki jankari hasil karne ke liye bus aap niche diye gye step ko carefully follow kariye.
. Mobile ki top 5 apps
. Kisi bhi mobile me face lock kaise lagaye
. Computer keyboard shortcuts in hindi
. WhatsApp tips and tricks in hindi
. Mobile app tips and tricks
(Lic Ka Status Sms Se Kaise Check Kare)
Lic ne apne policy holder ke liye helpline number diya hua hai.jis number ki help se hum apni kisi bhi policy ka status check kar sakte hai.
Lic ke helpline number se policy ki Details/Status/Surrender Value Details/Loan against policy check kar sakte hai.
BSNL/MTNL land line users apne phone se 1251 dial karke Lic ki helpline ka ishtemal kar sakte hai.
Lic policy ke status ko sms bhejkar check karne ke liye aapko apne mobile phone se 56677 number par sms sand karna hoga.
Example:- agar aapko apni policy ke premium ke bare me jankari hasil karni hai,toa aapko apne mobile phone ke sms box me ASLLIC<POLICY NUMBER >PREMIUM likhkar 56677 par sand kar de.
(SMS Se Kya-Kya Check Kar Sakte Hai)
PREMIUM - Policy premium ki jankari.
REVIVAL - Agar aapki policy laps ho gyi hai.
BONUS - Bonus ki jankari ke liye.
LOAN - Loan ke amount ki jankari.
NOM - NOMINATION ki details ki jankari.
. WhatsApp ke 5 secret features
. Facebook fake account ki report kaise kare
. Google adsense account kaise banaye
. Mobile se paise kaise kamaye
. Mobile ki battery ka backup bhadane ke 10 tarike
(Online Policy Kaise Check Kare)
Online policy ki jankari ke liye sabse pahle aapko Lic of India ki website par jana hoga.
Lic ki website par jane ke liye aap yahan par click kare = LIC OF INDIA
Aur bahan par aapko apna ragisteretion karke ek account create karna hoga.Lic ki website par account banane ka koi bhi charge nahi lagta hai.
Ragisteretion karne ke aapko apna naam /policy number ke sath apni sahi sahi date of birth form me bharni hogi.
Lic of India ki website par new regulation kaise karte hai,humne apni pichli post me step by step puri details ke sath bataya hua hai.aap ush post ko dekh kar apna account bana sakte. Lic of India me new ragisteretion kaise karte hai,puri jankari ke liye yahan par click kariye =Lic New Ragisteretion
Lic ki website par account banane ke baad aap login karke apni policy ka pura status check kar sakte hai.
Toa friends aub aap jaan chuke hai,ke Lic policy ka status offline aur online kaise check karte hai.agar aapko yeh post pasand ayi ho toa ishe apne friends aur family members ke sath share kare,aur humain humari website www.kyakraen.com par follow kare. Thankyou.
Policy number please send me
ReplyDelete