Ac And Coolar Tips || Ac,Coolar Kharidne Se Pahle Khyal Rakhe In Baton Ka
Air Conditioner aur coolar khridate samay akshar log kuch jaroori baten bhul jate hai.jishki bajah se unhe baad me pachtaba hota hai.ishliye aaj ki ish post me hum aapko batane ja rahe hai,kuch jaroori batain,agar aap in baton ka ac aur coolar lete samay khyal rakhenge toa aap ek behatarr ac aur coolar khrid payenge.toa puri jankari ke liye padte rahiye ish post ko akhir tak.
Hum humari pichli post me bhi ac,iInverter ac aur refrigerator ke bare me kafi jankariyan de chuke hai.agar aapne bho sari post nahi padi hai.toa aap yahan par click karke unhe bhi pad sakte hai,click here =Home appliaances
. Paytm to bank money transfer kaise kare
. Mobile aur tower ke kya kya nuksaan
(Ac And Coolar Tips In Hindi)
Aajkal garmi se sabka bura haal hai,aur ishiliye yadi aap ac aur coolar ki shop par jaye toa bahan aapko jubardust bheed dekhne ko mil jayegi.
lekin hum jub bhi dukan par ac ya coolar lene jate hai,toa choti choti baton ko ignore kar dete hai.
ishki bajah se hum ghar me galat chij ko le ate hai.ishliye hum agge ki post me aapko kuch tips batane bale hai,agar aap in baton ka khyal rakhe toa aap apne ghar me ek behtarr ac aur coolar la sakte hai.
. YouTube par multiple channel kaise banaye
. Internet par gree call kaise kare
. Maadhar kya hai
(Bajar Me Ac Ki 2 Categories Hai)
Jub aap ac kharidne jaye toa sabse pahle yeh dyan rakhe ki aapko koun sa ac kharidna ha.
kunki aajkal bajar me 2 tarah ke ac avleble hai.ishme 1 window ac hai aur 2 split ac hai.
(Room Ke Hishab Se Le Ac)
Ac kharidate samay yeh khyal rake ki aapka room jishme aapko ac ya coolar lagana hai bho kitana bada hai.
Apne room ke hisab se hi aap ac ya coolar ko select kare.
Jaise maan kar chaliye ke aapka room 100-120 bargfoot ka hai,toa ushke liye aap 1 tann ka ac le sakte hai.
Agar aapka room 130-170 bargfoot ka hai,toa ushke liye aap 1,5 tann ka ac le sakte hai.
Aur agar aapka room 170-250 bargfoot ka hai,toa ushke liye aap 2 tann ka ac le sakte hai.
. Aadhar card ka status kaise check kare
. Amazon se paise kaise kamaye
. Internet se paise kaise kamaye
(Ac Ki Ratting Dekh Le)
Aur ac kharidate samay ac ki ratting ka bhi khas khyal rakhe.
Kyunki yeh bhi bahot jaroori hota hai.
Jaise maan kar chale ke aap ac ko 5 se 8 ghante chalana chahte hai,toa 3 star bala ac le sakte hai.
Aur yadi aapko 24 ghante chalane ke liye chahiye,toa 5 star bala ac hi hai
(Inverter Ac Ya Fixed Ac Koun Sa Le ?)
In dono me jo sabse bada fark hai,bho yeh ki ek me bijli ki khapat jayada hoti hai,aur dushre me kam.
Darasal fixed ac me bijli ki khapat jayada hoti hai,jishki bajah se bijli ka bill jayada ata hai.
Aur bahin Inverter ac me bijli ki khapat kam hoti hai,aur isi bajah se bijli ka bill kam ata hai.
Aub aapko agar bijli ki khapat se bachna hai,toa inverter ac hi thik rahega.
. Mobile kyun heat hota hai
. Bina internet app download kaise kare
. Mobile ko computer ka mouse aur keyboard kaise banaye
(Coolar Lene Se Pahle In Baton Ka khyal Rakhe)
Akashar bajat kam hone ya bijli ka bill jayada ane ke darr se jyadatarr log ac ki jagah coolar lena jyada theek samjhte hai.
Ase me coolar lene se pahle in kuch baton par dyan dena bahot jaroori hota hai,taki kam kimat me bhetarr coolar khrida ja sake.
. Bina internet website kaise open kare
. Lic slip download kaise kare
. Google Search History in hindi
(Personal Coolar Ya Desert Coolar)
Yahan par aapko yeh bhi bata de,ki coolar ke bhi 2 options hai.
Jishme sabse pahle personal coolar aur fhir desert coolar ata hai.
Aur dono me jo khash fark hai bho yeh hai,ke Parsnol coolar kam awaz karta hai.
Aur bahin desert coolar jayada awaz karta hai.
Aur ishki keemat bhi 5000 rupay se start hoti.
Aap Kenstar,symphony aur voltas barand ke parsnol khrid sakte hai.
. WhatsApp tips and tricks in hindi
. Mobile tips and tricks in hindi
. Mobile app kaise banaye
(Room Ke Hishab Se Le Coolar)
Desert coolar ko bade room ya hoal ke hishab se degien kiya jata hai.
Ishiliye ishe hoal,chatt aur bade bade rooms ke liye best mana jata hai.
Ishe lete samay 30-60 litre ke tank ka option aapke liye bhetarr hoga.
Desert coolar keemat 8000 rupay se start hoti hai.
Aub aap chahe toa apne room ke hishab se kisi bhi coolar ko select kar sakte hai.
Toa friends yeh thea kuch tips jinki madad se aap apne liye ek bhetarr ac ya coolar select kar sakte hai.aub agar aapko yeh post pasand ayi ho toa ishe apne friends aur family members ke sath share kare.aur humain humari website www.kyakraen.com par follow kare.Thankyou.
Ishe bhi padiye = Refrigerator kharidne se pahle jaan le yeh jaroori batain
About Author
Suresh Kumar Sharma
Hello Friends,
Mera naam Suresh Kumar Sharma hai.aur kya kraen website meine banayi hai.me yahan par logo ko hindi me jankari deta hoon ! Read More>>
0 comments:
Post a Comment
Please Don't Post Spam Links