Puri duniya me aaj koun hai,jo google ke bare me nahi janta,par google humare bare me kya janta hai,yeh kam hi log jante hai.ishliye aaj hum ish post me baat karne bale hai google ke bare me ke bho kya janta hai aapke aur humare bare me,toa puri jankari ke liye padte rahiye ish post ko akhir tak.
(Google Add Kya Hai ?)
Google par aapne note kiya hoga ki aap kuch bhi search karne ke baad, kisi bhi website par jate hai,toa jo bhi aapne search kiya tha ushka hi add ush website par show ho raha hota hai.yeh add shopping companies se jude huye hote hai.yehi google add kahe jate hai.
. 5 amazing websites
. Amazon se paise kaise kamaye
. Internet se paise kaise kamaye
. YouTube go kya hai
. Internet se free call kaise kare
Facebook humare bare me toa bahot kuch janta hai.lekin ishse kahin jayda google humare bare me janta hai.jaise ki aap kab kahan gye,aapne kab kahan khana khaya aur aap kishke kamre me soye tha.google ishki puri jankari store karke rakhta hai.matlab aap online kab,kahan, kya kar rahe hai,ishki puri jankari google ko hoti hai.ishi ke mutabik aapke samne adds show kiye jate hai.yeh aad ushi se jude hote hai,jo shopping jaisi aur kai Website aapne haal hi me dekhi hoti hai.jyada tarr log ish tarah ke ikthhaa kiye gye data se anjaan hai.jo unke bare me kiya ja raha hai,aur unhe google xses karta hai. technology expert ke mutabik google aapki sabhi tarah ki jankari xses kar sakta hai,jaise aapne kab phone switch on kiya tha aapne kab kishke sath kitna time spend kiya tha.
Google aapke bare me kya kya store karta hai,ishse related kuch jankari niche di gyi hai.
. Computer keyboard shortcuts
. WhatsApp tips and tricks
. Mobile apps tips and tricks
(Google Kya Kya Store Karta Hai)
Location : kya aap jante hai,agar aap apne android phone par location ko on rakhte hai,toa google ushki timeline bana leta hai.jishse yeh pata laga sake ke aap kab kahan gye thae.sath hi google yeh bhi track kar leta hai,ki kahan aapne kitna samay bitaya.
. Mobile se delete huye photo aur videos wapis kaise laye
. Facebook fake account reporte kaise kare
. Mobile me kya save na kare
Aaj Kya Shopping Ki : kya aap jante hai,ke aapki history aur location ke hisab se google har ek user ke liye ek alag se add profile banata hai.agar aapne mobile phone ke liye search kiya tha,toa ishke baad aub aap jish bhi website par jayenge bahan par show hone bali har add me aapko ushi mobile phone ki add dikhai degi.google aapko aapki umarr aapke shock aapke jender aur relationship ke mutabik hi adds dikhata hai.
. Mobile app kaise banaye
. Online lic premium kaise bhare
. WhatsApp se money transfer kaise kare
Kis Friend Se Night Chatting ki : kya aap yeh bhi jante hai,ke aapke mobile phone me install jayda tarr apps ka exses google ke pass hota hai.bho aapke dwara search ki jane bali har jankari ko store karke rakhta hai.aur sath hi yeh bhi read karta hai,ki aapne kish app par kitna time spend kiya tha.
. YouTube se paise kaise kamaye
. Adsense Account Kaise banaye
. Google tez se paise kaise kamaye
Kya Search History Delete Hoti Hai ? : Google ka ishtemal aap alag alag devices par karte hai.kabhi aap google ko kisi laptop par open karte hai,kabhi kisi computer me open karte hai aur kabhi kisi smart phone me open karte hai. In sabhi devices par aapki sari search ki gyi history ek jagah par save hoti rahti hai.agar aap apni search history ko delete karna bhi chahe toa ek device se delete kar denge magar bho dusari device me fhir bhi save rah hi jata hai.
Toa aub aap jaan hi chuke hai,ke google aapke bare me kya kya janta hai.agar ishse related aapke pass bhi koi jankari ho toa aap humain niche comment box me likh kar bata sakte hai.aur agar aapko yeh post pasand ayi ho toa ishe apne friends aur family members ke sath share kare aur humain humari website www.kyakrae.com par follow kare.Thankyou.
0 comments:
Post a Comment
Please Don't Post Spam Links