Aaj ke samay me har ek insan ke pass kam se kam ek smart phone hai. Magar jayada logon ko smart phone ki jaroori jankariyan nahi hoti.ishliye aaj ki ish post me mai aalko android mobile phone ke 10 tips aur tricks ke bare me batane bala hoon.sare tips and tricks ki jankari ke liye padte rahiye ish post ko akhir tak.
Friend agar aaj se kuch saal pahle ki baat kare,toa bahot se kaam karne ke liye log computer ya laptop ka use karte tha.magar aub esa nahi hai,aub sare kaam ek android phone par hi ho jate hai.ya fhir aap smart phone ko hi ek mini laptop ya computer maan sakte hai.magar smart phone ko behatar tarike se use karne ke liye aapko ushki puri jankari hona bhi jaroori hai.ishliye aaj hum ase hi smart phone ke important 10 tips and tricks shikhne bale hai.sare tips and tricks ko smajhne ke liye aap dyan se mujhe follow kariye.
. 5 WhatsApp features
. Mobile me save na kare yeh chijen
. Mobile alp ka naam aur icon kaise change kare
No1. > Android Phone Ko Computer Kaise Banaye
Friend agar aap apne android phone ko Computer banana chahtehai.toa aap badi hi asani se bana sakte hai.
Apne mobile phone ko Computer banane ke liye aapko apne mobile phone me ek android launcher app ko iinstall karna hoga.
Ish launcher ka naam hai,Computer luncher.computer luncher app ko aap google play store se bhi download kar sakte hai.
. Mobile ki battery ka backup kaise bhaday
. Mobile par kisi bhi shahar ko live kaise dekhen
No.2 > Android Phone Ki Battery Life Kaise Bhadaye
Friend agar aap apne android phone ki battery baar baar khatam hone ki paresani se paresaan hai,toa aub aap apne android phone ki battery baar baar khatam hone ki paresani se chutkara pa sakte hai.
Apne android mobile ki battery ki life ko bhadane ke liye aapko apne mobile phone me ek android app ko install karna hoga.
Ish android app ka naam hai,Battery Doctor(Power Saver) ish application ko aap google play store se bhi download kar sakte hai.
. Mobile ko computer ka mouse kaise banaye
. Bina internet koi bhi app kaise download kare
No.3 > Android Phone Ko DSLR Kaise Banaye
Friend agar aap chahte hai,ke aapka phone hi DSLR ban jaye,toa aap bilkul apne phone ko DSLR bna sakte hai.
Ishke liye aapko apne mobile phone me DSLR pro application ko install karna hoga. Ishke baad aapka smart phone DSLR ki tarah high quality ki pictures capture karne lagega.
DSLR Pro app ko aap google play store se download kar sakte hai.
. Mobile heating solutions hindi me
. 700 rupay ka 4 volt spport phone
No.4 > Kisi Bhi Mobile Par 5 Second Me 100 Missed Call Kaise Kare
Friend agar aap apne kisi jankar ko ek sath sekdon missed call karna chate hai,toa aap esa badi hi asani se karsakte hai.jyada tar ishe log prank karne ke liye use karte hai.
Kisi ke mobile par 5 second me 100 missed call karne ke liye aalko apne smart phone me ek android app ko install karna hoga.
Ish android app ka naam Tak Zang hai.Tak Zang app ko aap google play store se download kar sakte hai.
. YouTube ke link kaise change kare
. Google par account kaise banaye
No.5 > Android Phone Ko Tv Ka Remote Kaise Banaye
Friend agar aap apne mobile phone ko hi apne tv ka remote banane ki soch rahe hai,toa aap ek app ki help esa kar sakte hai.
Apne mobile phone ko tv ka remote banane ke liye aapko apne mobile phone me Android Tv Remote App ko install karna hoga.
Android Tv Remote App ko aal google play store se install kar sakte hai.
Toa friends yeh thea 5 android apps jinke bare me humne aapko Jankari di.agar aapka inse related koi swal ho,toa aap niche diye gye comment box me likh sakte hai. Aur agar aapko yeh post pasand ayi ho toa ishe apne friends aur family members ke sath share kare aur humain humari website kyakraen par follow kare.thankyou.
its amazing article thanks for sharing.
ReplyDeleteThanks for appreciate..
DeleteNice article
ReplyDeleteGreat article, I write a similar post have a look.
ReplyDeleteNice information sir और अधिक जानकरी के लिए हमारे वेबसाइट को फॉलो करे
ReplyDelete