Facebook Fake Account || Facebook Fake Account Report Kaise Kare

Hello friends,
Facebook par kitne fake account hai,yeh samajh pana thoda muskil hai.lekin aap kisi Facebook  ke account se paresan hai.aur aapko lagata hai ke bho fake account hai.toa aap ush facebook account ki report karke ushe delete karba sakte hai. Puri jankari ke liye padte rahiye ish post ko akhir tak.

Facebook par fake account ki report kaise karte hai aur ushe facebook se delete kaise karbate hai puri jankari ke liye hindi me

(Facebook Account Delete Karne Ke 2 Tarike)

First : agar facebook  par aapke dwara banaya gya account hai.toa aapke pass uska user name aur password bhi jaroor hoga.toa aap jub chahe ush facebook account ko permanently delete kar sakte hai.

WhatsApp,Facebook,aur Instagram par full size ki profile pic kaise lagaye
Bina internet ke aps download kaise kare

Second : agar facebook account kisi aur ne banaya hai.toa aap ushe delete nahi kar sakte.lekin aapko facebook par koi bhi fake account dikhai deta hai.toa aap uski report karke ushe facebook team se badi hi asani se delete karba sakte hai. Yadi aapko kisi bhi facebook ke fake account ki jankari mile toa aapko ushki report jaroor karni chahiye.

Mobile ko computer ka keyboard aur mouse kaise banaye
Apne mobile par kisi bhi sahar ko live kaise dekhe

Aaj ki ish post me aapko batane bala hoon facebook ke fake account ki report kaise karte hai.aur ushe facebook se delete kaise karbate hai.

Ish post se sikhne ke baad agar aapko bhi koi fake account ki jankari mile toa ushki report karke ushe facebook se delete jaroor karbaey.taki bho ush account ka galat ishtemal na kar sake.har din facebook par kai account sirf ishliye banaye jate hai.ki un account se girls ke sath badtamiji ki ja sake.kisi ko dahmki di ja sake.kisi ko galat comment kiye ja sake.galat aur ghtiya post share ki jake.

Mobile ki battery ka backup kaise bhadaye
YouTube se paise kaise kamaye
.Lic Premium Online kaise bhare

Aur jayada tar ase fake account kisi star ke naam par ya girls ke naam par banaye jate hai.aur ush par jo pic lagai jati hai.ush pic bale insan ko bhi kisi paresani ka samna karna pad sakta hai.

Facebook fake account ki report kaise karte hai. Puri jankari ke liye aap niche diye gye step ko carefully follow kare.

WhatsApp se money transfer kaise kare
Free mobile app kaise banaye
Mobile me kya save nahi karna chahiye

(Facebook Fake Account Ki Report Kaise Kare)

Step.1 = Facebook  par kisi bhi fake account ki report karne ke liye sabse pahle aapko apne facebook account me log in hona hoga.

Step.2 = aub jish bhi fake account ki report karna chate hai,ushki profile open kare.

Facebook ke fake account ki report kaise karte hai. Aur ushe facebook se delete kaise karbate hai puri jankari ke liye aap yeh post jaroor pade

Step.3 = profile opne karne ke baad aapko yahan 3 dot dikhai denge.aap upar picture me dekh sakte hai. In 3 dot par click kare.

Adsense Account me bank account kaise add kare
Tez app se paise kaise kamaye
Mobile heat kyun hota hai

Step.4 = aub yahan report ka option dikhai dega.ushpar click kare.

Facebook ke fake account ki report kaise karte hai. Aur ushe facebook se delete kaise karbate hai puri jankari ke liye aap yeh post jaroor pade

Step.5 = report par click karte hi ek new window open hogi.yahan aapko report karne ka reason dena hai.aap upar picture me dekh sakte hai. Yahan aapko 5 reason suggests kiye gye hai.aapka jo bhi reason ho account ki report karne ka bho select kare.

Bina internet YouTube videos kaise dekhe
Internet se paise kaise kamaye

Step.6 = reson select karne ke baad continue par click kare.

Step.7 = continue par click karte hi aap next page par pahuch jayenge. Yahan aapko submit to facebook for review par click karna hai.

5 amazing website jo aapke bahot kaam asakti hai
Aadhar card ka status kaise check kare

Step.8 = bus aub aapka kaam pura ho chuka hai.aub facebook ki team ush account ko check karegi.agar team ko bho account fake lagega toa ush account ko facebook se remove kar diya jayega.aur agar facebook ki team ki samjh me nahi ata hai,ke bho account fake hai ya real toa ush account ke admin se id proof manga jayega.id proof ke documents ke baad facebook team ko lagata hai.ke bho account original hai.toa ushe aapke report karne ke baad bhi facebook se delete nahi kiya jayega.

7,000 rupees se kam ke 7 top smart phone
Mobile phone me aadhar card kaise rakhe

Note : agar aap kisi original account ki galat tarike se report karte hai.toa aapke account ko hi galat mana ja sakta hai.
Toa friend aub aap sikh chuke hai.ke facebook fake account ki report kaise karte hai.agar aapke pass aur bhi kuch asi jankari ho toa humain niche diye gye comment box me likh kar bataye.aur agar post pasand ayi ho,toa ishe apne friends aur family members ke sath share kare aur humain humari website www.kyakraen.com par follow kariye.Thankyou.

1 comment:

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive