Google tez,phone pe,bhim ki tarah aub Whatsapp se bhi kar sakenge money transfer.aaj ki ish post me hum yehi jankari lenge ke kaise whatsapp me payment feature ko add karke payment kar sakte hai.
Aub aap whatsapp par chatting ke sath sath apne friends aur family members se paison ka lenden bhi kar sakte hai.
. Apne naam ki animation kaise banaye
. Google adsense bank account kaise add kare
. Google adsense bina pin ke verify kaise kare
. Tv ko computer ka monitor kaise banaye
WhatsApp par ish feature ko lane ke kafi pahle se pryas kiye ja rahe tha.
Toa finely whatsapp ne payment ke len den ka feature add kar diya.
Esa mana jata hai ke pure India bhar me whatsapp ko 20 karod se jayada log use karte hai.
2017 me hi whatsapp ko India government ki taraf se upi payment ke option ko add karne ki permission mil gyi thi.
WhatsApp ke payment bale feature ko Google tez,bhim aur phone pe jaisi upi apps se compare kiya ja raha hai.
(Whatsapp Me Payment Feature Kaise Add Kare)
Kyunki ho sakta hai aapke phone me old version ka whatsapp chal raha ho.
Ishliye aap niche diye gye link par click karke whatsapp ko update kar le.
DOWNLOAD WHATSAPP
WhatsApp update hone ke baad aapke whatsapp par payment ka feature add ho jayega.puri jankari ke liye niche diye gye step ko follow kariye.
. Mobile ki battery ka backup kaise bhadaye
. Bina internet koi bhi app kaise download kare
. 5 amazing website jo aapke bahot kaam asakti hai
. Aadhar card ka status kaise check kare
(Whatsapp Se Money Sand Kaise Kare)
WhatsApp se money sand karne ke option par jane ke liye sabse pahle apne mobile phone me whatsapp app ko update karke open kar le.
Step 1 : WhatsApp friend ki profile ko opne kar le.
Step 2 : iske baad friend ke attachment icon par click kare.
Step 3 : yahan aapko payment ka feature dikhai dega.ish par click kare.
Step 4 : yahan aapko verify via sms par click karna hai.yani sms ke dawara apne bank account ko link karna hai.
Step 5 : yahan aapse ush sim ko select karne ko kaha jayega jo aapke bank account se link ho.
Step 6 : aub aapke sim number se 1.50 paise ka charge liya jayega.
Step 7 : aub agle step me aap apna bank select kariye.
Step 8 : bank select karne ke baad aapko apna atm card add karna hoga.
Step 9 : atm card add karne ke baad aapse ek upi pin create karne ko kha jayega.
Yadi pahle se aapke pass koi upi pin ho toa aap use hi use kar sakte hai.
Ish tarike se aap apne bank account ko apne WhatsApp me add kar le.bank account add ho jane ke baad aap apne whatsapp friends ya family members ke sath paise ka len den kar sakte hai.
I hope friends aub aap sikh chuke hai ke kish tarike se whatsapp me payment ke feature ko add karke payment karna hai.aub agar aapka koi swal ho to niche comment kare.aur agar yeh post pasand ayi ho toa ise apne friends aur family members ke sath share kare.aur humain humari website www.kyakraen.com par follows kariye.
WhatsApp pe money transfer kaise karte hai.puri jankari ish video me di gyi hai. Jaroor dekhiye ish video ko=
Ishe bhi padiye =Hybrid sim slot bale mobile phone me 2 sim ke sath micro sd card kaise lagaye
jankari ke sukriya
ReplyDeletebahut achchha samjhya hai aapne
ReplyDeleteWhatsapp Payment link send kijiye
ReplyDeleteNice Post Bro Achhi jankari share kee
ReplyDeleteNo
ReplyDeleteCall me 9309723594
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDelete