Mobile App kaise Banaye || How To Make Mobile App In Hindi

Hello friend,
Aaj ke smay me har insan ke pass ek smart phone hai.smart phone use karne bala har insan mobile app ka bhi use karta hi hai.agar aap bhi chate hai ke koi aapki bhi mobile app ho,aur log ushe istemaal kare.toa yeh post aapke liye hi hai.

Kuch hi second me apne mobile phone par aap khud ki free apk bana sakte hai.free mobile app kaise banaye hindi me
Friends aaj ish post me hum sikhne bale hai,ke apne mobile phone se apni khud ki ek mobile app kaise banate hai.
 badi hi aasani se aap kuch hi second me apni khud ki ek mobile app bana sakte hai. Aur ushe apne smart phone par download bhi kar sakte hai.

Hybrid sim slot bale mobile phone me 2 sim ke sath micro sd card kaise lagaye
Mobile aur tower ke kya kya nuksaan hai hum par 
Mobile phone heat kyun hota hai 
WhatsApp se payment kaise kare 
Lic ki mobile se kist jama kaise kare

(Mobile Apk Banane Ke Fayede Hindi Me)


Aapko Google paly store par lakhon mobile aps mil jayegi. Jo logon ne khud bana kar uploads ki hui hai.
Kai log education se related mobile app banate hai,kai log cooking se related banate hai,hot video download ki app banate hai,kai log businesse ke liye app banate hai.

Ese hi agar aapka bhi koi talent hai,ya koi business hai,toa aap bhi apni ek mobile app bana kar ushe logon ko unke smart phone me download karba sakte hai.

Aap mobile applications ke jariye logon ko kuch sikhana chate hai,toa sikha sakte hai.

Agar aapki koi website hai toa aap apni website ki mobile app bana sakte hai.
Agar aapka koi YouTube channel hai toa aap uski bhi mobile app bna sakte hai.

Ish tarike se aap apni website ya YouTube channel ko prmote bhi kar sakte hai.

Adsense Account me Bank Account kaise jode 
Mobile app ka naam aur icon change kaise kare 
Google tez se paise kaise kamaye
Mobile se paise kaise kamaye
Mobile phone par kisi bhi sahar ko live kaise dekhe 

(Mobile App Se Paise Kaise Kamaye)


Friends agar aapka google adsense ka koi account hai,toa aap apni mobile app bana kar ushme apne adsense ki ads bhi laga sakte hai.

Mobile aps me aapne akashar dekha hoga bich me jo ads show hoti hai,un ads se achi khasi earning hoti hai.

Aap bhi apni mobile aps me adsense ki ads ko show karba kar apne adsense account me earning kar sakte hai.

Aaj ke samay me mobile aps bana kar bahot se log duniya bhar me har mahine lakhon rupay tak kama rahe hai.aap bhi apni mobile aps bana kar paise kama sakte hai.

Friend aub aap soch rahe honge ke aapko mobile app banane ke liye programing toa ati hi nahi hai.toa mobile aps kaise banegi.
Toa yahan aapko sochne ki koi jaroorat nahi hai. Kyunki me aapke liye ek site lekar aya hoon.
Jiski madad se aap apni khud ki mobile app bana sakte hai.

Aur aapko mobile app banane ke liye kisi bhi codding ki koi jaroorat nahi padegi.
Aap badi hi aasani se kuch hi second me apni mobile app bana kar ushe download bhi kar sakte hai.

Yahan aapko mobile app banane ke liye koi charge nahi dena padega.
Yeh bilkul free hai.

Toa chaliye jante hai ke bho kounsi site hai.aur ush par kaise banegi mobile applications .
Apni mobile app banane ke liye aap niche diye gye step ko follow kariye.

Mobile ko computer ka keyboard aur mouse kaise banaye
WhatsApp,Facebook,Instagram par full size ki profile pic kaise lagaye
5 kamal ki websites

(Mobile App Kaise Banaye Hindi Me)


Mobile application banane ke liye sabse pahle aapko www.appsgeyser.com ki website par jana hai.

Kuch hi second me apne mobile phone par aap khud ki free apk bana sakte hai.free mobile app kaise banaye hindi me

No.1 = appsgeyser ki website par ane ke baad aub yahan par aapko apni application ka ek style select karna hai.
Agar aap website ki app banana chahte hai,toa website select kar le.

No.2 = style select karne ke baad create app par click kar de.

Kuch hi second me apne mobile phone par aap khud ki free apk bana sakte hai.free mobile app kaise banaye hindi me

No.1 = aub yahan par aap apni website ka url daal de.

No.2 = ishme aapko ek colour theme select karni hai.aap costum colour bhi set kar sakte hai.ya diye gye kisi bhi colour ko select kar le.

No.3 = yahan side me aap ish mobile ke demo me apni mobile app ka preview dekh sakte hai.

No.4 = aub go par click kar de.

Internet se paise kaise kamaye
Amazon se paise kaise kamaye


Kuch hi second me apne mobile phone par aap khud ki free apk bana sakte hai.free mobile app kaise banaye hindi me

Step 1 = Next par click karte hi aap agle page par pahunch jayenge.yahan aapko apni application ka naam bharna hai.yahan aap jo bhi naam bharenge bho application ki home screen par show hoga.

Step 2 = application ka naam bharne ke baad next par click kar de.

Step 3 = next par click karte hi aap agle page par pahunch jayenge. Yahan par aapko apni application ka description likhna hai.yani aapko apni application ke bare me kuch likhna hai.yeh description bahut important hai.kyunki agar aap ish app ko android markit par upload karte hai,toa yeh description bahan par show hoga.

Mobile me kya save karke nahi rakhna chahiye
Facebook fake account ki report kaise kare

Step 4 = description bharne ke baad next par click kar de.

Step 5 = next par click karne ke baad aapko app ke liye ek icon select karna hai.aap chahe toa yahan par defult icon bhi rakh sakte hai.
Ya fhir aap alag se apni pasand ka icon rakh sakte hai.
Apni pasand ka icon rakhne ke liye custom par click kariye. Aur apne icon me jo bhi picture rakhna chahte hai,bho upload kar de.

Step 6 = icon select karne ke baad next par click kar de.

Step 7 = aub aapko yahan par apni puri jankari bharni hai.ishme apna naam bharna hai,apna email address bharna hai,aur apna password bharna hai.

Step 8 = sari Jankari bharne ke baad sinup par click kar de.

Congratulations: aub aapka app ready ho chuka hai.aap ishe download karke dekh sakte hai.apne friends aur family members ko share bhi kar sakte hai.aur ishe android markit par upload karke logon tak pahuncha sakte hai.

Toa friend aub aap sikh chuke hai.ke apni khud ki free mobile app kaise banate hai.agar aapko yeh jankari pasand ayi ho toa ishe apne friends aur family members ke sath share kariye,aur humain humari website www.kyakraen.com par follow kariye. 
Ishe bhi padiye =Refrigerator cooling tips in hindi

4 comments:

  1. Nice post dear, I have been surfing online more than 3 hours today, yet I never found
    any interesting article like yours. It is pretty worth
    enough for me. In my view, if all web owners and bloggers made good content
    as you did, the internet will be much more useful than ever before.
    There is certainly a lot to know about this issue.

    I love all of the points you’ve made. I am sure this post
    has touched all the internet viewers, its really really good post on building up new weblog.
    10 BEST ONLINE MONEY TRANSFER APPS & E-WALLETS IN INDIA

    ReplyDelete
  2. यह आर्टिकल इतना अच्छा था की मेने इस आर्टिकल का एक शब्द भी छोड़ा नहीं , इस आर्टिकल को पढ़ते - पढ़ते समय कब बीत गया पता ही नही चल पाया । sir में आपके आर्टिकल रोज पढ़ता हूं और अच्छा लगने पर शेयर भी करता हूं । आपसे सीखकर मेने online app kaise banaye पर आर्टिकल लिखा है । sir/mam , आप हमेशा आर्टिकल लिख कर हमारी मदद करते हैं और हमारा भी फर्ज बनता है की आपके आर्टिकल ज्यादा से ज्यादा शेयर करे । sir/mam, अब मुझे जाने की इजाजत दीजिए ।

    ReplyDelete
  3. Please accept my ko bhi banana hai

    ReplyDelete

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive