LIC STATUS KAISE CHECK KARE

Hello friends, Lic ( life insurance corporation ) ek jivan bima company hai. Isme insurance karna aur insurance companys ke mukable jayada safe mana jata hai.aaj ki ish post me hum sikhne bale hai.ke hum ghar baithe apne mobile ya computer se apni insurance policy ko kaise check kar sakte hai.

lic status check online


   (Lic Kya Hai ?)

Lic ek bhartiye jivan bima company hai. Pichle kai years se lic company top par hai.
Lic humain jite ji aur marne ke baad bhi paise deti hai.

lic dhan rekha 863 details

Lic karna humare liye bahot jaroori hai.
Lic humare bhudape me tab kaam ati hai,jub humain humare apne akela chaod dete hai.
Ush samay humare pass lic ka insurance hona bahot jaroori hota hai,
Lic karne ke baad agar humari lic puri hone ke bich me death ho jaye toa humne jish kisi ko bhi nominate kiya hota hai,use lic ka paisa mil jata hai.

lic policy link to bank account

Lic karne ke baad aap yeh maan kar chal sakte hai, ki aapne jivan me apno ke liye koi ek punji toa jod li hai.

Friend agar abhi tak aapne koi insurance nahi kiya hai.toa aapko apna aur apne privar ke har sadsye ka jivan bima jaroor kar lena chahiye.

Agar aapne koi lic li hui hai.aur uski kist kab bharni hai.bho policy chalu bhi hai,ya nahi.ye sab jankari aapko apne ghar baithe hi chahiye toa aap ish post ko akhir tak follow kariye.

lic bond download online

Toa chaliye jante hai ke kaise hum apni lic ka status apne mobile phone ya computer par apne ghar baithe hi check kar sakte hai.

lic receipt download online

(Lic Ka Status Kaise Check Kare)

Apni lic ko online check karne ke liye aapko lic par register karke apna ek account banana hoga.

Lic par account kaise banate hai.aur kist kaise jama karte hai. puri jankari ke liye aap yahan par click karkiye =Lic Premium Online kaise bhare

Apni lic ka status check karne ke liye sabse pahle lic of India ki website par jana hai.aur registered portal users par click karna hai.

lic premium calculator


LIC policy ki sari jankari apne mobile par kaise dekhte hai.puri jankari step by step hindi me. Lic policy status in hindi

Step 1 : aub yahan aap apna user id,email ya mobile number daal de.

Step 2 : yahan apna password daal de.

Step 3 :  yahan apni date of birth daal de.

Step 4 : aub sign in par click kare.

Aub aap apni lic me login ho chuke hai.

LIC policy ki sari jankari apne mobile par kaise dekhte hai.puri jankari step by step hindi me. Lic policy status in hindi

+ = yahan plus par click karke aap apni saro polices ko add kar sakte hai.

Self Polices = ishme aapki apni polices hogi.

Spouse Polices = ishme agar aapki wife ke naam koi polices hai.toa bho hogi.


Child Polices = ishme agar aapne apne child ke naam polices ki hogi.toa bho hogi.

All Polices = ishme aapki sari polices hogi.

Aub aap jish polices ki jankari chahte hai,ushpar click kare.

Aap yahan par policy ki sari janlkari dekh sakte hai.

How to check LIC insurance status in hindi.lic policy ka status kaise check kare

Yahan aapki sari polices hogi

policy kishke naam par hai.
policy ka kya number hai.
Policy ka kya naam hai.
Policy ka premium kitne smay ka hai.
Policy ki kist kitni hai.
Policy chalu hai ya nahi.
Policy ki kist ka smay kya hai.

Aap policy par click karke yeh bhi dekh sakte hai, ke policy ka nominees koun hai.
Dealer ka kya naam aur number hai.
Toa friend aub aap sikh chuke hai.ke lic policy ka status kaise check karete hai.agar aapka koi swal ho, toa niche comment kare. Aur agar post pasand ayi ho toa ise apne friends aur family members ke sath share kare. Aur humain humari .www.kyakraen.com par follow kare.Thankyou.

3 comments:

  1. kya ek hi ragister id se or bhi policy ko check kar sakte hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. Keval aap apni,apni wife ki aur apne child ki policy ko hi check kar sakte hai...lekin sms se kisi ki bhi policy ko check kar sakte hai..ushke liye aap humare YouTube ke videos ko dekh sakte hai.

      Delete
  2. Sir apka mobile phone number sand karay arjent hai apsy bat karna hai

    ReplyDelete

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive