Lic kya hai.Lic kyun jaroori hai,Lic ka premium apne mobile phone ya computer
se apne ghar par hi kaise jama kar sakte hai.agar aap yeh sari Jankari details ke sath janna chate hai.toa akhir tak ish post ko padte rahiye.
Apni lic ka pura status details ke sath janne ke liye aap humari ish post ko pad sakte hai =Lic policy ka status kaise check
(Lic Policy Ka Time Kaise Jane ?)
Friend kai baar humari policy ka samay ho chuka hota hsi.ya fhir nikal chuka hota hai.aur humara jo deller hota hai,bho nahi batata.ya fhir kabhi aap lic ka apna premium jama karne ke liye lic office jaye.toa aap dekhenge ke bahan lambi lline lagi hoti hai.
Kai baar toa lic office ka sarver bhi down hota hai.
In sabh presaniyon se humara akasar amna samna hota hi hai.magar aaj ish post ko pura padne ke baad aap in sari paresaniyon se chutkara pa lenge.
Kyuki ish post me hum sikhne bale hai,ke hum apni lic ka premium apne ghar par hi baith kar kish tarah bhar sakte hai.
Online lic ka premium jama karne ke liye aap ish post ko carefully follow kare.
lic dhan rekha 863 details
(How To Pay Lic Premium Online)
Online apni lic ka premium jama karne ke liye sabse pahle aapko lic of india ki website par jana hai.
Yahan aapko lic ka premium apne mobile phone ya computer se jama karne ke 2 tarike milenge.
1 : Pay Direct (Without Login) = yani aap lic ki website par bina account banaye bhi apni lic ki kist ko jama kar sakte hai.
Pay direct se bus aapko apni lic ka number bharna hai.aur aapki kist jama ho jayegi.
● lic bond download online
2 Through Customer Portal = yani aap lic ki website par apna kudhka ek account banana sakte hai.
Aap dono tarikon se lic me apna prime online jama kar sakte hai.
Par me aapko suggest karunga ke aap lic ka apna premium bharne se pahle ek account bana le.
Toa chaliye lic par apna ek account bana le.
● lic policy link to bank account
Lic par apna account banane ke liye,Through customer portal par click kare.
aub yahan aap new user register par click kare.
(1) Policy Number: isme apni lic policy ka number bhare.
(2) Instalment Premium (₹) Without Text :isme apni policy ki kist bhare.
(3) Date Of Birth:: shme apni sahi sahi date of birth bhare.
(4) Male : yadi aap male hai toa male ke agye tick kare.
(5) Female: yadi female hai toa female ke agye tick kare.
(6) Country Coad : ishme pahle se hi aapka mobile ka country coad select hoga.galat ho toa thik kar le.
(7) Mobile: ishme apna mobile number enter kare.
(8) Email : Ishme apna Email address bhare.
(9) Aadhar Number: ishme apna aadhar number bhare.aap chahe to ishe khli bhi choad sakte hai.
(10) Pan : ishme apna pan number bhare.aap chahe to ishe bhi khali choad sakte hai.
(11) Passport Number: ishme apna passport number bhare. Aap chahe toa ishe bhi khali choad sakte hai.
(12) I Confirm: i confirm ke agye box me tick kar de.
(13) Procced: aub procced par click kare.
Procced par click karte hi aapne jo email address diya hai.ushpar ek mail ayega.jisme lic ki taraf se ek link bheja gya hai.ush link par click karke confirm kare.aur login par click kare.
. Hybrid sim slot bale mobile phone me 2 sim ke sath micro sd card kaise lagaye
. Mobile aur tower ke kya kya nuksaan hai
. Apne naam ki animation kaise banaye
. YouTube se paise kaise kamaye
1 (Enter Otp) = aub aapke diye gye mobile number par lic ki taraf se ek otp bheja jayega.ushe ishme bhare.
2 (Enter New Password) = aub ishme apna ek uniq password bhare.
Password me ek bada akshar hona chahiye jaise (A) aur ek symbol hona chahiye jaise (@) aur baki short me hone chahiye jaise (abc).
3 (Confirm New Password) = ishme bho password bhare.jo aapne upar bhara hai.
4 (Submit) = aub submit par click kare.
Submit par click karte hi aapka lic ka password create ho jayega.
Aub aap lic me login ho sakte hai.
Step 1 : aub yahan aap apna user id,Email ya mobile number daal de.
Step 2 : yahan apna password daal de.
Step 3 : yahan apni date of birth daal de.
Step 4 : aub sign in par click kariye.
Aub aap lic ke apne account me login ho chuke hai.
No.1 (+) = yahan plus par click karke aap apni saro polices ko add kar sakte hai.
No.2 (Self Polices) = ishme aapki apni policeshogi.
No.3 (Spouse Polices) = ishme agar aapki wife ke naam koi polices hai.toa bho hogi.
No.4 (Child Polices) = ishme agar aapne apne child ke naam polices ki hogi.toa bho hogi.
No.5 (All Polices) = ishme aapki sari polices hogi.
Yahan all polices par click kare.
Aub aap apni policy dekh sakte hai. Uske agye policy ki due date bhi likhi hogi.
Jishpar click karke aap apni policy ko bhar sakte hai.
Policy bharne ke kuch der baad aapke Email par aapko bhari hui policy ki rasid bhej di jayegi.
Aap ush rasid ko print karba kar apne pass rakh sakte hai.
Toa friend aub aap sikh chuke hai.ke lic ka premium apne ghar par hi kaise bhar sakte hai. Aapka koi swal ho to niche comment kare.post pasand ayi ho,toa ish apne friends aur family members ke sath share kare.aur humain humari www.kyakraen.comwebsite par follow kare.
Apni lic policy ki puri jankari apne mobile ya computer par kaise dekhte hai.yeh puri jankari step by step ish video me di gyi hai =
Ishe bhi padiye = Mobile heat kyun hota hai
0 comments:
Post a Comment
Please Don't Post Spam Links