YouTube se paise kaise kamaye

Hello friend,
YouTube kya hai.YouTube par channel kaise banate hai.aur YouTube se paise kaise kamay jate hai.agar aap in sab sawalon ke jababo ki talas me hai.toa aaj hum ish post mai janege in sare sabalon ke jawab.toa padte rahiye ish post ko akhir tak.

YouTube kya hai.youtube par kaise work kare.YouTube se paise kaise kamay step by step hindi me. Paise kamane ke liye YouTube ek acha platform hai.

(YouTube Kya Hai ?)

YouTube  ek website hai.jishpar duniya bhar ke log apne videos banakar uploads karte hai.aur dusron ke upload kiye hue videos ko dekhte bhi hai.YouTube par video ko dekhne ka toa koi paisa nahi milta.magar youtube par video ko daal kar koi bhi har months acha khasa paisa kama sakta hai.

Har din log apne videos ko banate hai.aur youtube par upload karte hai.aur un videos se paise bhi kamate hai.aap bhi YouTube  par apna khud ka ek channel bna sakte hai. Aur ushpar apne khud ke banay hue videos ko daal kar paise kama sakte hai.

Facebook id kaise banay
Gmail id kaise banay
YouTube ke har video par subscribe button kaise lagay
Apne naam ki animation kaise banay
Paytm se bank me money transfer kaise kare

(YouTube Kis Trah Ke Log Paise Kama Sakte Hai?)

Jaisa ke aap jante hi hai.ke online paise bhi kamay jate hai.aap badi hi aasani se online har months acha khasa paisa kama sakte hai. Bahut se log online kaam karke har month lakhon rupay kama lete hai.ese hi YouTube bhi online paise kamane ka ek behtrin platform hai.
YouTube  se koi bhi paise kama sakta hai.chahe bho koi bacha ho,buda ho,ya jawan ho,college students ho ya nokri paisa ya fhir koi house wife.koi bhi YouTube par paise kama sakta hai.

YouTube  par har tarah ke log paise kama sakta hai. YouTube par paise kamane ke koi umar nahi hai.YouTube par paise kamane ke liye kya karna hai.yeh aaj me aapko batane bala hoon.

Hybrid sim slot bale mobile phone me 2 sim ke sath micro sd card kaise lagay
Mobile se paise kaise kamay
Google tez se paise kaise kamay

(YouTube Se Paise Kaise Kamay ?)

YouTube  se paise kamane ke liye aapke pass ek google ka account hona jaroori hai. Agar aapke pass Google ka account nahi hai.toa yahan par click karke aap pahle ek google account bna le =Google account

Google account  se aapko YouTube par login karna hoga.uske baad aap jitne chahe utne YouTube par multiple channel bna sakte hai.
Aap apne naam se hi YouTube  ka channel bna sakte hai. Ya fhir chahe toa aap apne youtube channel ka naam kisi aur naam par bhi rakh sakte hai.

Tv ko computer ka monitor kaise banay
Mobile ki battery ka backup bhadne ke tips
Bina internet koi bhi app kaise download kare

(YouTube Par Videos Kaise Upload Kare ?)

YouTube par aapko sabse pahle apna ek channel banana hai.fhir ush channel par aapko videos uploads karne hai.
Yaad rakhe ke video aap jo bhi upload kare.bho videos kahi se copy na kare.apne khud ke banay video hi upload kare.

Yahan par mai aapko clear kar doon.ke aapko paise aapke video ko upload karne ke nahi milenge.
Jub bhi koi aapke channel par ayega,aur aapke banay video ko dekhega toa uske aapko paise milenge.jitne jyada log aapke channel par akar aapke video ko dekhenge utne jyada aapko ush video ke paise milenge.

Yadi aap chate hai,ke Aapke videos ko puri duniya mai jayada se jayada log watch kare,toa aap apne videos ko ache se acha banane ki kosis kariye.

Aap apne YouTube channel par computer se videos upload kar sakte hai.
Ya fhir mobile phone se bhi videos uploads kar sakte hai.

(YouTube Video Ko Monetize Kaise Kare ?)

YouTube  par paise kamane ke liye aapko apne videos ko monetize karna hota hai.
Video monetize karne ka matlab hai ke aapke videos par ads show hongi.
Apne videos par ads show karbane ke liye aapko Google adsense  par ek account banana hoga. Adsense ke dwara hi aapke videos par ads chalai jayengi.

Adsense Account Kaise banay
Adsense Account se bank account link kaise kare

(YouTube Se Earning Kaise Hogi ?)

jab koi aapke video ko watch kar raha hoga tab ush video par ane bali ads ko bhi dekh raha hoga.jab bho ush ads par click karega tab aapko ush har ek click ke kuch paise milenge.
Yadi koi ads par click nahi karta tab bhi aapki ush video se kuch na kuch income jaroor hogi.

(YouTube ki payment kaise Milegi ?)

YouTube  se hone bali sari income aapko Adsense Account  ke dwara hi milegi.
YouTube par roj dekhe jane bale videos ki earning ko aap apne adsense ke account me bhi dekh sakte hai.
YouTube ke dwara banay gye Adsense account ko hosted account kaha jata hai.

Adsense Account me bina pin address verification kaise kare
Adsense Account address verification ke liye new pin generate kare
(YouTube Ki Payment Adsense Par Kab Milegi ?)

YouTube  se pure mahine mai jo bhi earning hogi.youtube ush sari earnings ko har mahine ki 12 tarik ko aapke adsense ke account me bhej deta hai.

Jab aapke Adsense  ke account me $100 dollar pure ho jate hai.tab Adsense ush payment ko aap tak EFT (Electronic fund Transfer) ke dawara pahuncha deta hai.
EFT ke jariye adsense aapki YouTube  ki payment ko direct aapke bank account me transfer kar deta hai.

Jis mahine aapke Adsense  ke account me $100 dollar's pure ho jate hai,Adsense ush mahine ki 21 tarikh ko aapki payment aapke dwara diye gye bank account me transfer kar deta hai.
Toa ish tarah se aap YouTube  se har mahine ache khase paise kama sakta hai hai.asha karta hoon friend aapko yeh post jaroor pasand ayi hogi,yadi pasand ayi ho toa ise apne friends aur family members ke sath share kariye aur humain humari website .www.kyakraen.com par follows kariye.thankyou.

6 comments:

  1. youtube se paise kaise kamaye

    sir apane bahot acche se yah blog me samajaya hai very nice blog aur very useful hai yah blog padhane ke badh bahot logoko bahot fayada hone wala hai.

    ReplyDelete
  2. youtube se paise kaise kamaye

    sir apane bahot acche se yah blog me samajaya hai very nice blog aur very useful hai yah blog padhane ke badh bahot logoko bahot fayada hone wala hai.

    ReplyDelete

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive