Google Adsense Me Without Pin Address Verify Kaise Kare

Hello friend, Friend aaj hum ish post mai shikhne bale hai, ke kaise hum badi hi asani se apne Google adsense account ke address ko bina pin ke verif

Hello friend, Friend aaj hum ish post mai shikhne bale hai, ke kaise hum badi hi asani se apne Google adsense account ke address ko bina pin ke verify kar sakte hai. Puri jankari ke liye padte rahiye ish ko.

(Google Adsense Pin Kya Hai ?)

Google adsense account address verification pin se hum apne adsense ke account ko verify karte hai.
Google adsense account me pin ka matlab hai (personal identification number).
Jaisa ke bare me hum apni pichli post me kafi kuch sikh chuke hai.
Ke pin kya hai aur aapke ghar tak pin nahi ati hai toa kaise hum ek new pin generate karke apne ghar par dobara mangba sakte hai.
Agar aapne ush post ko nahi pada hai,toa aap yahan par click karke sh post ko bhi pad sakte hai =Google adsense address verification ke liye new pin generate kaise kare

(Google Pin Kab Sand Karta Hai ?)

Friend aalke adsense account me jub 10$ se adhik ki earning ho jati hai, tab Google aapke address par ek pin ko khudba khud hi generate karke bhej deta hai.
Google adsense ki pin ko aapke ghar tak ane me 2 week se 4 week ka samay lag jata hai.
Pin ke pahunchane me kitna samay lagta hai,yeh aapki location par depend karta hai,ke aap kahan par rahte hai.
Yadi aap kisi bade sahar me rahte hai,toa pin aapke ghar par 4 se 5 din me bhi pahunch jata hai.
Yadi aap kisi choti city me rahte hai, toa 4 week ka samay bhi lag jata hai.

Android app ka naam aur icon change kaise kare
Tez app se paise kaise kamay 
Mobile se paise kaise kamay 
Mobile par kamay 1 lakh rupees
Bina internet koi bhi app kaise download kare 

(Google Ne Pin Sand Kiya Hai Kaise Pta Kare ?)


aapke Google adsense ke account ke home page par red line se likha araha hota ke ke aapki Google adsense ki payment ko hold par rakha gya hai.
Ish red colour ki line ke right side me action likha hota hai,aap actian par click karne ke baad pin kis date ko aapke ghar par bheja gya hai pta kar sakte hai,bahan par last baar aapko bheji gyi pin ki date likhi hoti hai.
Jub tak aapke Google adsense ke account ke account me aap ush pin ko daal kar submit nahi karte,tab tak aapke account me jo bhi payment hoti hai,aap ush pin ko apne bank account me receive nahi kar sakte hai.
Fhir chahe aapke Google adsense ke account me me chahe 100$ se jayda ki earning hi kyun na ho gyi ho.
Lekin jub aap Google dwara bheji gyi pin ko daal kar submit karte hai, toa aap 100$ ki earning hone ke baad aap use apne bank account me receive kar sakte hai.

Tv ko computer ka moniter kaise banay
Mobile ka battery backup kaise bhaday
Mobile par kisi bhi sahar ko live kaise dekhe
Computer keyboard shortcuts kya hai
Mobile ko computer ka keyboard aur mouse kaise banay 

(Google Pin Na Milne Par Kya Kare ?)

Friend google humain apne adsense account ke address ko verify karne ke liye keval 3 baar hi pin bhejta hai.
Yadi tino time aapke ghar tak pin nahi panhuchta hai, toa google ke adsense account ko aap online bhi verify kar sakte hai.
Online verification karne ka option aapko tab tak nahi milta jab tak aap pin ki process ko 3 mahine tak try nahi kar lete.
Jab 3 mahine tak aap pin se adsense ke account me apna address verify nahi kar pate hai, toa google aapko online apne address ko verify karne ka option deta hai.

Toa friend yadi aap 3 baar pin ke liye kosis kar chuke hai,aur aap pin ko hasil nahi kar pa rahe hai,toa darne ki koi baat nahi hai.
Aap apni id ko upload karke apne address ko verify kar sakte hai.
Me aapko pura details ke sath bataunga ke aap kaise badi hi asani se apne adsense ke account me bina pin ke apne address ko verify kar sakte hai.
Bus aap mujhe dyan se step by step follow kariye.

Mobile phone heat kyun hota hai
5 kamal ki website jo aapke bahot kaam asakti hai
Blog,Blogger,Blogging Kya Hai
Internet se paise kaise kamay 
Aadhar card status kaise check kare 

(Google Adsense Address Verification Pin In Hindi)

Step 1 : Google adsense account ko bina pin coad ke verify karne ke liye,sabse pahle aap apne adsense account me apni gmail id se login kar le.

Hello friend, Friend aaj hum ish post mai shikhne bale hai, ke kaise hum badi hi asani se apne Google adsense account ke address ko bina pin ke verify kar sakte hai. Puri jankari ke liye padte rahiye ish ko.

Step 2 : login hone ke baad upar red line me aap dekh sakte hai,ke likha hai ( your payment are currently on hold because you have not verifyed your address.

Iska matlab hai ke aapki payment ko hold par rakha gya hai, kyunki abhitak aapna apna address verify nahi kiya hai.

Iske right side me action likha hai,action par click kariye.

YouTube ka url link kaise change kare 
Maadhar kya hai
Refrigerator cooling tips in hindi
Facebook account kaise banay
Google par account kaise banay
Step 3 : action par click karte hi aap next page par pahuch jayenge.
Yahan par aapko this form par click karna hai.

Hello friend, Friend aaj hum ish post mai shikhne bale hai, ke kaise hum badi hi asani se apne Google adsense account ke address ko bina pin ke verify kar sakte hai. Puri jankari ke liye padte rahiye ish ko.

Step 4 : this form par click karte hi,aapke samne ek form opne hoga.
Aapko dyan se bilkul sahi sahi jankari yahan par bharni hai.

YouTube multiple channel kaise banay 
1G.2G,3G,4G network kya hai
NOTE :-  id proof match na hone par aapki ads band ho sakti hai.

NAME : isme aapko apna pura naam bharna hai,jo aapne adsense account me diya hua hai.

CONTACT EMAIL ADDRESS : isme aapko apna email address bharna hai,baise yeh khud hi detect kar leta hai.

YOUR ADSENSE PUBLISHER ID : ishme aapko apni adsense publisher id bharni hai.

Aapki publisher id aapko nahi pata toa aap niche diye gye step ko follow kariye.aur apni publisher id ko copy karke ishme paste kariye.

Home par click kariye.
Aub setting par click kariye.
Aub account information par click kariye.
Aub yahan sabse upar hi aapki publisher id likhi hai,ise aap (pub) ke sath hi copy kar le.

SUBMIT AN ATTACHMENT : ishme aapko choose file par click karke apni ek id proof pic ko upload karna hai.
Id proof me aap niche di gyi koi bhi ek id me se koi bhi ek id proof ko upload kar sakte hai.

1 <> ELECTRICITY BILL

2 <> BANK STATEMENT 

3 <> DRIVING LICENCE 

4 <> AADHAR CARD

5 <> PASSPORT 

Id proof upload karne ke baad submit par click kariye.

Submit karne ke baad aapke samne ek page ajayega jishpar likha hoga,the form has been submitted to adsense support .
Adsense team ki taraf se 24 ghanto ke andar aapko ek mail ayega jisme likha hoga.

(Thanks for sending your proof of identity. I am happy to let you know that this fulfills the address verification requirement for AdSense!)

Congratulations = aub aapka google adsense account ka address bina pin ke hi verify ho gya hai.

NOTE :- adsense ke home page par red line ki warning ko remove hone me 24 se 48 hours ka samay lag sakta hai.

Toa friend aub aap sikh chuke hai,ke google adsense account ke address ko bina pin kaise verify karte hai,aub agar aapko yeh post pasand ayi ho toa ise apne friends aur family members ke sath share kariye,koi sawal ho toa comment box me likhiye,aur humain humari .www.kyakraen.com website par follow kariye.
Google Adsense Address Verification Ke Liye New Pin Generate kaise Karte Hai Puri Jankari ke Liye Aap Yeh Video Jaroor dekhiye =

Ishe bhi padiye =Mobile Aur Tower Ke Kya Side Effects Hote Hai Hum Par

0 comments:

Post a Comment

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive