Mobile app ka naam aur icon kaise change kare

Hello friends,
Main hoon Suresh Kumar Sharma aur aapka sawagat hai kya kraen website par.
Friend aaj hum ish post mai ek asi trick sikhne bale hai, jiske bare mai bahut kam log jante hai.jisme aap kisi bhi android app ka naam aur icon badal sakte hai.puri jankari ke liye padte rahiye ish post ko.

Bina root kiye apne mobile phone me kisi bhi app ka naam aur icon change kaise change kare,how to change android mobile app naam and icon without root, in hindi

( kya Android App Ka Naam Aur Icon Change Kar Sakte Hai ?)

Ji haan friend jaisa ki aap jante hi honge ke kisi bhi android app ka na toa aap icon badal sakte hai,na hi uska naam badal sakte hai.
Kyunki yeh hamesa se hi default rahta hai.

.Tez app se paise kaise kamay
.Mobile app se paise kaise kamay
.Mobile phone ka battery beckup kaise bhaday
.Kisi bhi shahar ko apne mobile par live kaise dekhe

Lekin aaj mai aapko ish post mai batane bala hoon ki aap kisi bhi android app ka naam badi hi aasani se badal sakte hai.
Aur kisi bhi app ka icon change karke apni marji ka photo uspar laga sakte hai .


(Android App Ka Naam Aur Icon Change Karne Ke Liye Kya Mobile Root Karna Hoga ?)

Ji nahi ish trick ki yehi khaas baat hai,aapko kisi bhi app ka naam aur icon change karne ke liye apna mobile phone root karne ki bhi koi jaroorat nahi hai.
Aap bina mobile phone ko root kiye hi badi aasani se app ka icon aur naam change kar sakte hai.

Mobile ko computer ka keyboard aur mouse kaise banay
5 kamaal ki website aapke bahot kaam ayengi
Aadhar card ka status kaise check kare
YouTube ka url kaise change kare

(Android App Ke Naam Aur Icon Change Karne Se Kya Hoga ?)

Ish trick ki madad se aap kisi bhi android app ka naam aur icon change karke apne parsnol application ko bahut hi aasani se chupa sakte hai.
Jub aap kisi application ka upar ka image hi badal denge toa kisi ko pata hi nahi chalega ke bho kya app hai,naam bhi badal denge toa koi bhi ush app ko bho hi samjhega jo aap samjhana chate hai, ke bho kounsi app hai.
Example ke toar par maan lijiye, app ka naam hai,( hot girl app) par aapne naam aur photo badal kar use kar diya (photo editor app)

Aub agar aap bhi apne mobile phone mai kisi android app ka naam ya icon change karna chate hai, toa ish article ko dyan se akhir tak padte rahiye.
Toa chaliye sikh lete hai,ke kaise hum badi hi aasani se apne mobile phone me kisi bhi app ka naam aur icon change kar sakte hai.

Gmail par email id kaise banay
Google account kaise banay
Hybrid sim slot bale mobile phone me 2 sim ke sath micro sd card kaise chalay
Mobile aur tower ke kya kya nuksaan hote hai hum par

(Android App Ka Naam Aur Icon Kaise Change kare )

Step 1 : android app ka naam aur icon change karne ke liye sabse pahle aapko apne mobile phone me ek application ko install karna hoga,jiska naam hai 'icon changer free'
Aap ish application ko Google play store se download kar sakte hai.
Ya fhir aap sidhe hi yahan par click karkedownload kar sakte hai =Download here

Step 2 : application ko apne mobile phone me install karke open kar lijiye.
Aur app icon par click kariye.


Step 3 : aub aap dekhenge ke aapke samne aapke bho sare apps show ho rahe hai, jinhe aapne apne mobile phone me pahle se download kar rakha hai.
Inme se aapko jish bhi app ka naam aur icon change karna hai,ushpar click kariye.


Step 4 : jaise hi aap kisi app par click karenge toa ek new option show hoga,usme aapko kuch setting karni hai.
Usme "CHANGE"par click kariye.
Uske baad ek popup ka option aaki screen par ayega,isme "GALLERY " par click kariye, aur aapke mobile phone me se kisi bhi icon ko select karke save kar dijiye.

Bina internet koi bhi app kaise download kare
Mobile heating solutions hindi me

Step 5 : aub aap bapis apni application par ajayenge.
Aub aap yahan par dekh sakte hai, ke aub yahan par ek new icon lag chuka hai.


Step 6 : aub aap yahan se application ka naam bhi change kar sakte hai.
Aap apni marji ka jo bhi chahe naam rakh sakte hai.
Jo naam likhna hai,likh kar finally "OK" par click kar dijiye.
Aub kuch hi second me aapka app save ho jayega.
Aur aapke mobile phone ki home screen par show hone lagega.
Toa friend aap ish tarah se badi hi aasani se apne mobile mobile phone me kisi bhi app ka naam aur icon change kar sakte hai. Aub agar aapko yeh jankari pasand ayi ho toa ish article ko apne friends ke sath Facebook WhatsApp par share kariye, aur humain humari website www.kyakraen.com par follow kariye.
Android app ka naam aur icon change kaise karte hai puri jankari ke liye aap yeh video jaroor dekhiye =
Ishe bhi padiye =Invertor ac kya hai ?

2 comments:

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive