Google pay kya hai ? Google pay app se paise kaise kamaye

hello friend's,
Google ne India me ek new payment application launch ki hai,jiska naam hai Tez ,yeh ek payment app hai,google pay app ko kaise use karna hai,aur gpay app se paise kaise kamane hai,yeh puri jankari ke liye padte rahiye ish post ko.

Google Tez app se paise kaise kamay, tez app ek mobile UPI app hai,how to use Google Tez app in hindi


(Google Pay App Kya Hai In Hindi)

digital India programming ko dyan me rakhte hue Google ne apna khud ka payment app tayyar kiya hai.
jiska naam tez rakha gya hai.
But aub google tez ka name change karke google pay ho gya hai.
Gpay app se aap kisi ko bhi apne mobile phone se hi paise bhej ya mangba sakte hai.

Skrilo app se paise kaise kamay

Mobile par paise kaise kamay

Mobile phone ki battery ka backup kaise bhaday

Maadhar kya hai, aur kaise use Kare


( Google Pay App Ko Register Kaise Kare)

Google pay app me sirf aapko apna bank account link karna hai.
aur ek UPI pin create karna hai.
aur yeh sub bahut hi aasan hai.
aapko sirf mobile number jo ki aapke bank account se link hai,usko tez app me register karna hai.
gpay app apne aap hi aapke bank account ki sari details fetch kar legi.

(Google Pay App Ke Feature Hindi Me)

Google Tez app se paise kaise kamay, tez app ek mobile UPI app hai,how to use Google Tez app in hindi


Google pay app me kuch khash feature diye gye hai.

No.1 = Gpay Cash Mode

Google pay app me cash mode ka feature diya gya hai.
cash mode ek bahot hi uniqe feature hai.

cash mode ki madad se aap kisi bhi gpay user ko jo k aapke najdik ho ushe paise sand ya receive kar sakte hai.
bus aapko apna mobile phone dusre tez user ke phone ke najdik rakhna hai,cash mode apne aap dusre user ko detect kar lega.
cash mode ( ultrasonic frequency soun) par kaam karta hai.
cash mode se aap bus ek click se paise sand ya receive kar sakte hai.

Hybrid sim slot bale smart phone me 2sim ke sath micro sd card kaise lagay

Mobile aut tower ke kya side effects hote hai

Kisi bhi unknown number ki sari details kaise nikale


No.2 = Account Number And IFSC Code

Gpay app me aapko account number se paise bhejne ka feature bhi mil jata hai.

agar aapko kisi ase insan ko paise bhejne hai,jo UPI id use nahi karta toa aap usko account number aur ifsc coad se paise bhej sakte hai.

No.3 = UPI Support

Google pay app me aapko UPI support ka feature bhi mil jata hai.

UPI ki madad se aap kisi dusre UPI user ko paise sand ya receive kar sakte hai.

yani aub aapko bank jane ki aur kisi ke account number ki paise bhejne ke liye koi jaroorat nahi hai.

Amazon se paise kaise kamay

Internet se paise kaise kamay

Google par account kaise banay

No.4 = QR Code

Google pay app me aapko QR code ka feature bhi mil jata hai.

QR code ki madad se aap kisi ka QR code scan karke bhi paise bhej sakte hai.

No.5 = Gpay User Mobile Number

Google pay app me aapko mobile number se paise bhejne ka feature bhi mil jata hai.

Gpay app me aap kisi ko sirf mobile number ke jariye bhi paise bhej sakte hai.
apne phone ki contact list se gpay user ka contact select karke paise bhej sakte hai.
ya paise mangbane ke liye request bhej sakte hai.

contact me naam nahi hai toa sirf aap uska mobile number dalkar paise bhej sakte hai.

No.6 = Google Security

Google pay me aapko security ka bhi ek khaash feature mil jata hai.

jaisa ke aap jante hi honge ke Google security ke mamle me koi kotahi nahi bartta.
Google pay app ko aap apne mobile phone ke lock se lock karke rakh sakte hai.
ya fhir ek Google pin create kar sakte hai, jo ke Google ke server me save ho jayega.

Blog,Blogger, Blogging kya hai

Mobile phone ko computer ka mouse aur keyboard kaise banay

(Google Pay App Se Paise Kaise Kamay)

Google pay app se aap ache khase paise bhi kama sakte hai.

Google pay app se aap teen tarikon se paise kama sakte hai.

First Method = Invite Friends To Google Pay

Google pay app se paise kamane ke liye subse pahle aapko Google tez app ko apne smart phone me download karna hai.
Google pay app ko yahan se download kariye = Google Pay Download

Google pay app ko aap play store se bhi download kar sakte hai, par fhir aapko uske paise nahi milenge.
kyunki usme referral code nahi hoga.

yadi aap ish link se Google pay app ko download karte hai =
toa jub bhi aap kisi ko ₹1 ki payment karenge toa aapko ₹ 51 mil jayenge.

aub jub bhi koi aapke  referral code se google pay app ko download karega aur first payment karega toa aapko bhi ₹51 milenge.

Note : Invite Friends To Pay iski expire hone ki date = 01/04/2018

Second Method = Pay Or Get Paid,₹50 Or More

dusare tarike me aap paise exchange karke paise kama sakte hai.

Google pay app ko download karne ke baad aapko kisi bhi tez user ko ₹ 50 sand karne hai.
jaise hi aap kisi ko ₹50 sand karenge toa aapko ek scratch card reward ke toar par milega, aapko ush card ko apne mobile phone me scratch karna hai,
scratch card me ₹0 se lekar ₹1000 tak nikal sakte hai.

Note :  Pay Or Get Paid ,₹50 Or More iski expire hone ki date = 06/11/2017

Third Method = Sand ₹500 Or More

Google pay app se aap kisi aur google pay user ko first time jub ₹500 sand karenge toa bhi aapko reward ke toar par ek scratch card milega.

Google har Friday ko subah 10:00 baje ek card select karta hai,yadi aapka card select hota hai,toa aapko ₹1lakh rupay mil jayenge.

Toa yeh thi friends Google Pay app ki jankari, umeed karta hoon aapko yeh post jaroor pasand ayi hogi, yadi pasand ayi hai toa ish post ko apne friends ke sath share kariye.Thankyou.

0 comments:

Post a Comment

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive