YOUTUBE GO KYA HAI ? Bina internet YouTube video kaise dekhe

YouTube go kya hai, aur YouTube go par YouTube video ko bina internet k bhi kaise dekha ja sakta hai aur kaise ise download karke use karte hai, yahi puri jankari hum aaj ish post mae dene bale hain.

Ish trah se aap dekh sakte hai bina internet k bhi YouTube k videos kabhi bhi

YouTube application mae YouTube ne kuch samay pahle ek seva suru ki thi.
jisme jub bhi aapke pass fast internet hota tha,toa aap YouTube video ko offline save kar lete thae,

aur fhir kabhi bhi baad mae ushe dekh lete thae.

lekin aub YouTube ne  ishse bhi behtar features nikala hai.
YouTube aub lekar aya hai YouTube go jisme ishke jaisa hi magar ishse kafi behtar seva uplabhd karai gyi hai.

(YouTube Go kya hai ?)

YouTube k har video mae subscribe button kaise lagay

YouTube par multiple channel kaise banate hai

YouTube go k jariye aap slow internet speed mae bhi YouTube k videos ko asani se dekh payenge.
aur YouTube k kisi bhi video ko save bhi kar payenge.

aur apne save kiye hua video ko aap kabhi bhi dekh payenge.

aur ishke sath hi apne save kiye hua videos ko apne friends k sath share bhi kar payenge.

YouTube go k aur bhi bahut bahtreen features hai,jinke bare mae aapko jankari hona bahut jaroori hai, isliye padte rahiye ish post ko.

main aapko puri jankari dene bala hoon ish post mae YouTube go k bare mae.

September 2016 ko Google ne YouTube go k bare mae ghosana kar di thi.

par 2017 mae iska vita version aya hai.

jise aap Google play store install kar sakte hai.

(YouTube Go k features kya hai ?)

YouTube ka URL kaise change kare

Email kya hai, aur email account kaise banay

YouTube go application mae offline optimization ko behtar kiya gya hai.
ishme search k option ko bhi behtar kiya gya hai.

videos ko share karne ko bhi khash toar par dayan mae rakha gya hai.
ishme internet data kam se kam kharch ho ishpar khash toar par dyan diya gya hai.

asi hi bhatreen khubiyon k sath vastab mae YouTube go ek bahtreen app hai.
bataya gya hai k YouTube go ko India k users ko khash toar par dayan mae rakh kar banaya gya hai.
taki users YouTube k videos ka behtreen tarike se anand utha sake.

(YouTube Go download kaise kare ?)

aap YouTube go ko Google play store se vita version mae download kar sakte hai.

YouTube go ko jaldi hi upgrade bhi kar diya jayega.

(YouTube video offline kya hai ?)

YouTube' go par aap slow internet speed mae bhi videos dekh sakte hai.

aur videos ko offline save bhi kar sakte hai.

YouTube go ko kuch ish tarah se banaya gya hai k koi bhi ishe asani se use kar sakta hai.

YouTube go k home page par aapko 10 videos milenge.
iske alava aap upar search bar kisi bhi video ko search karke dekh sakte hai.

aur ush video ko alag alag quality mae download bhi kar sakte hai.

(YouTube Go se bina internet videos kaise dekha ?)

Internet se paise kaise kamay

Amazon se paise kaise kamay

YouTube go mae aapko video ko alag alag quality mae download karne ka option milega.

Jin videos ko aap YouTube go mae save karke rakhoge un videos ko aap baad mae jub chahe tub bina internet bhi dekh sakte hai.

(YouTube Go smart preview feature kya hai ?)

YouTube go k smart preview feature mae aap video ko dekhne ya download karne se pahle ush video ka preview dekh sakte hai.

smart preview feature se aapko pata chal jayega k yeh video sahi hae ya fake hai.

ish tarike se aapka samay bhi bachega.

chaliye aub janlete hain k YouTube go download karke use kaise karna hai.

(YouTube Go kaise use kare ?)

sabse pahlle Google play store par jakar upar search bar mae YouTube go type kariye.

aur YouTube go app ko download kariye.
download karne k baad ushe open kariye.

Select you're language

Step 1 : YouTube go opne hone k baad aapke samne language select karne ko kaha jayega.

Yahan aap YouTube go jish language mae use karna chahte ho bho language select kariye.

Inter your mobile number

Step 2 : agle step mae aapse aapka mobile number manga jayega.
Isme aap koi bhi mobile number daal sakte hai.

Jo bhi mobile number yahan aap daloge abhi uspar ek code ayega .

Ush code ko aapko ishme bharna hai.
Iska kuch charge bhi katega aapke mobile se.

Yahan se aap YouTube videos ko download kar sakte hai

Step 3 : aub aap YouTube ki home screen par pahunch jayenge.
Yahan par aapko 10 videos milenge.

Lekin aap upar search bar mae koi bhi video ko search kar sakte hai.
Video ko dekhne se pahle aapke samane kuch esa option ayega upar image ko dekhiye.

Yahan par aapse video kish quality mae chalana hai bho pucha jayega.
Select karke aap video ko chala sakte hai.

Download par click karke download bhi kar sakte hai.

Videos ko yahan se share kariye

Step 4: aub aapne Jo bhi videos ko download kiya hoga bho videos aapko yahan par dikhai denge.

Aap apne in videos ko apne kisi bhi friend ko bhej sakte hai.

Aap Bluetooth se bhi videos ko share kar sakte hai.

Aur aap kisi k videos ko yahan par received bhi kar sakte hai.

Ishtarah se aap YouTube go ko puri tarike se istemaal kar sakte hai.

Sorry : Youtube Go ko youtube ne band kar diya hai ishliye aub aap ish app ko use nahi kar sakte.

Toa yeh thi friends YouTube go k bare mae jankari, asha karta hoon k aapko yeh post pasand ayi hogi, agar pasand ayi hai toa ish post ko apne friends k sath share kariye, aur kyakraen.com par humain follow kariye.ThankYou.

0 comments:

Post a Comment

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive