humne pichli post me jana tha k humara phone heat kyun hota hai,aur mobile phone me kitna tem° hone se phone normal heat aur kitne tam° se adhik hone par mobile phone overheat ho jata hai.
agar aapne pichli post nahi padi hai toa aap yahan par click karke ush post ko bhi pad sakte hai = Mobile phone heat kyun hota hai
pahle humein yeh janlena chahiye, k mobile phone heat na ho iske liye human kya sabdhaniyan bartni chahiye.
toa chahiye jante hai k human kya nahi karna chahiye,taki humara mobile phone heat na ho.
Hybrid Sim slot bale phone me 2 sim k sath micro sd card kaise chalay
Mobile aur mobile tower k kya kya side effects note hai
Internet par paise kaise kamay
Amazon se paise kaise kamay
(Mobile Phone Heating Solutions Tips In Hindi)
aapko pata hi hoga k yeh paresani sabse jayda phone charging karte samay ati hai.
heavy games khelne se bhi mobile phone heat ho jata hai.
4k recording se bhi heating ki samsya ati hai.
jubki mobile phone ka hardware bhi heating ki bajah banta hai.
isiliye aaj hum aapko niche kuch tips dene ja rahe hai,jinki madad se aap phone heating ki samasya ko kafi had tak rok sakte hai.
Kisi bhi unknown number se ane bali calls ki sari details kaise nikale
Maadhar app kaise use kare
5 kamaal ki websites jo aapke bahot kaam asakti hai
1 : mobile phone ko har samay cover k sath dak kar rakhne se bhi yeh paresani ati hai.
khastour par tub jub aapka phone charging par laga hota hai.
2 : jub bhi aap apne mobile phone ko charge kare toa phone ko kisi saqat jagah par hi rakh kar kare.
kyunki jub mobile phone charge ho raha hota hai, ush samay heat phone k andar jati hai.
jiski bajah se phone overheat ho jata hai.
3 : kosis kare k kabhi aapko apna phone raat bhar charging par lagakar na rakhna pade.
kyunki iski bajah se mobile phone ki karysamta kam hoti hai.
ase kai mamle aub tak samne achuke hai,k jub unka mobile phone jayda charging ki bajah se blast ho gya.
4 : apne mobile phone ko jayda der tak dhoop me na rakhe.
khastour par tub jub aapke phone ka back cover palastic ka ho.
kyunki asa karne se aapka mobile phone heat ho sakta hai.
5 : agar kabhi aapke phone ka charger ya battery kharab ho jay toa dusari company ka use na kare.
kyunki mobile phone me duplicate battery smart phone ki heating ki ek bahot badi bajah banti hai.
yadi aap in sub baton ka khyal rakhenge toa aap apne mobile phone ko heating se bacha sakte hai.
Mobile par aadhar card ka status kaise check kare
Facebook, WhatsApp, Instagram ki profile par full size profile photo kaise lagay
(Mobile Phone Heating KaiseThik Kare)
1 = takriban sabhi company's k smart phone k heat hone ki jaydatar bajah yeh bhi hoti hai, k ek hi samay par mobile phone me kai sari application ek sath chal rahi hoti hai.
yadi aap un apps ko closed kar de toa bhi heating thik ho sakti hai.
2 = mobile phone ki setting me jakar running apps k status ko check kare.
aur jo apps aap use nahi kar rahe hain unhe stop kar de.
ishtarh se mobile phone ki speed k sath sath heating ki paresani bhi kam ho sakti hai.
3 = mobile phone jub jayda heat hone lage, toa mobile phone k operating sestym ko latest version me update kare.
ishtarh se mobile phone heating ki paresani thik ho sakti hai.
4 = agar phone ko update karne se bhi heating ki paresani khatam na ho,toa ho sakta hai k mobile phone k bord me kuch kharabi hai.
toa aap apne mobile phone ko company k service center me bhej den.
toa yeh thae mobile heating ko lekar kuch tips, asha karta hoon friends yeh aapke liye kafi helpful rahenge,aur agar aapko yeh post pasand ayi ho toa ish post ko apne friends k sath share kariye, aur humein Kyakraen website par follow karte rahiye.ThankYou.
Bahut badiya article likha hai bhai share your contact number 9822869056 call me mai www.mobile75help.com website ka owner hu.... please call
ReplyDelete........