computer par kaam karte samay aapko baar baar mouse ko haat me lena padta hai,magar kabhi aapka mouse thik se kaam na kar raha ho tab aapko keyboard ke shortcut ki jaroorat padegi,ishiliye ish post me hum batane bale hain aapko keyboard ke kuch khaas shortcut, puri jankari ke liye padte rahiye ish post ko.
(Computer Keyboard Shortcut Kya Hai)
agar aapko computer ya laptop ke tochpad se jayada kaam karne ki adat hai,toa iska matlub hai k aap keyboard ke shortcut nahi jante.
aap keyboard par typing karte samay baar baar mouse ko jin kamao ke liye uthate hai,bahi kaam aap keyboard se bhi kar sakte hai.
bus aapko keyboard par kuch key's ko ek sath press karna hota hai.
inhi ko keyboard ke shortcut kahte hai.
jo kaam mouse karta hai, bahi sare kaam keyboard se badi hi asani se kiye ja sakte hai.
aaj hum ish post me batane bale hain kuch bahot hi important keyboard shortcut, jinke bare me janne ke baad aap baar baar mouse ko hath lagana choad denge.
ya yun kahe ke aapke mouse me kabhi kaam karte samay koi kharabi ho jay,toa aap in shortcut ki madad se apna agye ka kaam badi hi asani se kar sakte hai.
toa chaliye jante hai computer ke keyboard ke shortcut.
• Mobile phone ko banay computer ka mouse aur keyboard
• Bina internet application kaise download kare
• Facebook, Instagram, WhatsApp par full size ki profile picture kaise lagay
• Smart phone heating problems kaise thik kare
(Computer Keyboard Shortcut In Hindi)
> Fn+Print Screen
Fn+Print Screen se aap screen shots le sakte hai.
Fn key ke sath Print Screen laptop me aur desktop me Print Screen ko dabayn.
aur Photoshop me new file kholkar paste kar den.
• Hybrid Sim slot bale smart phone me 2 sim k sath micro sd card kaisechalay
• Aub aadhar card jeb me nahi apne mobile phone me rakhiye
• 4G network kya hai ?
> Alt+T aur W
Alt+T aur W se aap words ki counting kar sakte hai.
Microsoft word me hum kai baar janna chahte hai, ki matter kitne words ka hai.
iski counting ke liye ek tool bhi hota hai,lekin hum akshar bhul jate hai k word count kahan hai.
ishliye text ko select kariye,aur Alt+T ke sath W key ko dabaiye.
• Inverter ac kya hai ?
• Paytm se kisi bhi bank account me paise kaise transfer kare
• Mobile aur tower ke kya kya nuksaan hote hai humpar
> D
D se aap sidhe hi home screen dekh sakte hai.
maan lijiye aapne ek sath kai sari windows khol rakhi hai.
toa ek ek karke aapko sari windows ko minimize karne ki koi jaroorat nahi hai.
bus window button ke sath D key ko davaiye.
> L
L se aap computer ko lock kar sakte hai.
agar aap kaam karte samay bich me kuch der ke liye kahin ja rahe hai,toa aap apne computer ko lock karke ja sakte hai.
ishke liye window button ke sath L key ko davaiye.
• Apne naam ki animated GIF kaise banay
• YouTube ka url kaise change kare
> M
M se aap sari windows aur application ko minimize aur maximize kar sakte hai.
sari window aur application ko minimize karne ke liye window button ke sath M key ko davaiye.
sari window aur application ko maximize karne ke liye window button ke sath Shift aur M key ko davaiye.
> Ctrl+W aur Ctrl+Shift+w
Ctrl+W aur Ctrl+Shift+w se aap tab aur window ko close kar sakte hai.
agar aap Google chrome ya Mojila Firefox jaise kisi browsers ke kisi tab ko band karna chahte hai, toa Ctrl+W key ko davaiye.
agar puri window ko band karna chahte hai, toa Ctrl+Shift+w key ko davaiye.
asa karte samay aapse galti se koi tab close ho jaye,toa paresan na hoiye,bus Ctrl+Shift+T key ko davaiye.
> Ctrl+] aur Ctrl+[
• Facebook account kaise banay ?
• Google par account kaise banay ?
.Ctrl+] aur Ctrl+[ se aap words ke size ko ghata ya bada sakte hai.
agar aap Microsoft par kaam kar rahe hai,aur aapko fonts size ghatana ya bhadana hai,toa aapko mouse ya touchped ko haath lagane ki koi jaroorat nahi hai.
font size bhadane ke liye Ctrl+] key ko davaiye.
font size ghatane ke liye Ctrl+[ key ko davaiye.
> Ctrl aur +
Ctrl aur + se aap window k joom ko jayda ya kam kar sakte hai.
window ki jooming ko jayada karne ke liye Ctrl ke sath + sign ko davaiye.
window ki jooming ko ghatane ke liye Ctrl ke sath - sign ko davaiye.
> Alt+tab
• Amazon se paise kaise kamay
• Internet se paise kamane ke best tarike
Alt+tab se aap window ya application ke beech me ek dusare par ana jana kar sakte hai.
kai baar hum ek sath kai sari application ya window ko kholkar ek sath kaam kar rahe hote hai.
har baar dusari application ya window par jane ke liye mouse ko pakdna padta hai.
lekin iske liye aap Alt+Tab ka istemaal kar sakte hai.
window 7 aur window 8 me aapko window button ke sath tab button ko dabana hoga.
> Shift+Delete
• 5 amazing websites jo aapke bahot kaam asakti hai
• Blog, Blogger, Blogging kya hai
Shift+Delete se aap kisi bhi file ko parmanent delete kar sakte hai.
jub bhi aap koi file delete karte hai,toa bho recycle bin me chali jati hai.
aur fhir ushe bahan se delete karna padta hai.
lekin aap Shift+delete ka istemaal karenge,toa delete ki hui file recycle bin me nahi jayegi.
aur bho file puri tarah se aapke computer se delete ho jayegi.
toa yeh tha friends computer keyboard ke shortcut, jinki madad se aapka computer par kaam karna aur bhi aasan ho jayega,asha karta hoon friends aapko yeh post pasand ayi hogi,agar pasand ayi hai, toa ish post ko apne friends ke sath share kariye,aur humain humari www.kyakraen.com website par follow kariye.ThankYou.
0 comments:
Post a Comment
Please Don't Post Spam Links