mobile phone k bina aaj hum jine ki kalpna bhi nahi kar sakte.
aur such toa yeh hae k aaj internet k sath sath mobile phone humare liye jaroori bhi ho gya hae.
kyunki aub hum mobile aur internet k jariye aamtour par har tarah k financial kaam kar sakte hain.
jaise ki apna ghar ka koi kisi bhi chij ka bill pay kar sakte hain.
e commerce website k jariye shopping kar sakte hain.
aub mobile phone calling k liye hi nahi balki har kaam k liye humare liye bahot hi jaroori ho gya hae.
ish mobile phone ki connectivity k liye humain mobile tower par nirvhar rahna padta hae.
lekin mobile tower k bhi humare sarir ko bahot hi nukasaan hain.
ish bisay main humare desh main akshar bahesh hoti rahti hae.
ishliye bahot jaroori hae k aapko aur aapke bachon ko bhi mobile phone aur mobile towers se hone bale side effect k bare main jankari honi chaiye.
toa chaliye jante hain k kya nukshaan hain mobile tower k.
(Mobile tower ki jagrookta in hindi)
darashal mobile k liye connectivity hasil karne k liye mobile tower electromagnetic weves par nirbhar karte hain.
our ek had tak inka humare sarir par kuch khaash ashar nahi padta hae.
lekin jub user jayada hote hain aur manko se adhik electromagnetic waves ka mahoul banta hae toa kai tarah k slow visible health side effect dikhte hain.
jinke bare main baat kari ja sakti hae.
aur aub toa log bhi iske bare main jagrook hone lage hain.
tabhi aap dekh sakte hain k ghani avadi bali jaghon par mobile tower lagane ki permission nahi di jati.
achi baat yeh hae k ishpar charcha karna aur baat karna pasand kiya jata hae.
(Mobile tower k side effect paksiyon par)
agar aap dhayan den toa dekhenge k jin jagahon par mobile tower ki sankhya adhik hoti hae, bahan aub pakchi bhi kam hote ja rahe hain.
bahan ek choti chidiya aur sath hi goriya Jo k aam tour par kafi hota hae aub nahi dekha ja sahkta.
iske alava madhumkhiyan bhi kam hoti ja rahi hain.
iske alava electromagnetic waves radiation ki vajah se hum logon par bhi bahut bura ashar pad raha hae.
jubki ish sari paresani k liye hum log khud hi jimmedaar hain.
mobile tower se nikalne bali electromagnetic waves jo hae bho cancer ka bhi karan banti hae.
aur iske alava humari health par jo iske side effect hain bho alag.
Hybrid Sim slot bale mobile phone main nano Sim kaise lageyn

(10 mobile tower side effect in hindi)
1 = jaroorat se jayada thakaan rahne lagti hae.

2 = nind na ane ki paresani hone lagti hae.
3 = tanav jayda rahne lagta hae.
4 = kisi bhi jagah par thik se dayan nahi laga pane ki samasya hone lagti hae.
5 = students k liye toa yeh aur bhi ghatak hae.
6 = chidchidapan rahne lagta hae.
7 = yaadast kamjor hone lagti hae.
8 = lagatar sir dard rahne lagta hae.
9 = dil ki dahdkan tej rahne lagti hae.
10 = kisi bhi chij ko pacha pane ki shamta ghatne lagti hae.
Asaha karta k aapko yeh jankari se kafi madad milegi.
Aur aapko yeh jankari jayada se jayada apne logon tak share kar k pahunchani chaiye.ThankYou.
0 comments:
Post a Comment
Please Don't Post Spam Links