(internet se paise kamane k tarike)
Yadi aap GOOGLE par paise kamane k tarike search karenge toa aapko bahut si jankrian mil jayengi.
Magar mae aapko bahi jankari ish post mae dunga jo mujhe safe aur ashan lagti hae.
aaj k samay mae lagbhag har koi internet ka istemaal karta hae.
kai log toa kai kai ghanto tak internet k agye baithe rahte hain.
kyunki yeh internet hae hi bade kamaal ki chij.
baise toa hum internet ka istemaal apni jankari aur jaroori kamon k liye karte hain.
Likin aap soch kar dekhiye k yehi internet aapko paisa bhi kama kar de toa ?
Paytm se kisi bhi bank account mae paise kaise bheje
ji haan aajkal Google aur gmail toa sabhi log istemaal karte hi hain.
agar aap bhi Google ka istemaal karte hain aur aapke pass ek acha internet conecsion hae toa aap kuch aasan tarikon se acha khasha paisa kama sakte hain.
Gmail par email account kaise banay
hamesha se hi paisa insaan ki sabse badi jaroorat raha hae.
chahe koi nokari karne bala insaan ho ya koi berojgaar har koi alag se paise kamane ki talash mae laga rahta hae.
agar aap chahe toa internet aur Google ki madad se apne ghar par baith kar hi acha khasa paisa kama sakte ho.
bus aapko thodi si jankari honi chahiye.
toa chaliye jante hae kuch safe aur asaan tarike jinki madad se aap internet aur Google aur social site ki madad se paise kama sakte hain.
( blogger se paise kaise kamay)
logon ki jaroorat k anusaar aap chahe toa ek blog banakar paise kama sakte hain.
e-tution se paise kama sakte hain.
online magazine nikalkar paise kama sakte hain.
e-counsling k jariye paise kama sakte hain.
aap inpar Google ki ads laga sakte hain.
ads par hone bale har ek click ke aapko kuch paise milenge.
ish tarah se aap har mahine ache khase paise kama sakte hain.
aur khaas baat yeh k ish tarah ki site ya blog ko kahin par bhi oprat kiya ja sakta hae.
bus aapke pass ek internet conecsion hona chahiye.
Note : agar aap apne blog se paise kamana chate hain,toa apne blog par original content hi share kariye.
taki aapka AdSense account approved ho sake.
(YouTube se paise kaise kamay)
aap apna ek YouTube channel create kar sakte hain.
aur ushpar video upload karke paise kama sakte hain.
jub aapke YouTube channel par 10,000 views ho jayenge toa aap AdSense k liye apply kar sakte hain.
jub aapka AdSense account approved ho jayega toa aapke videos par Google ki taraf se ads chaley jayenge.
jub koi aapke YouTube channel par aapka video dekh raha hoga toa Google k ads bhi show honge.
jinpar hone bale har click k aapko paise milenge.
ishtarike se aaj k time mae kai log mahine k lakhon rupay kama rahe hain.
aap bhi kama sakte hain.
YouTube channel kaise banay
Note : agar aap YouTube par paise kamana chate hain,toa apne khud k create kiye hua video hi upload kare.
nahi toa aapka YouTube channel ban ho sakta hae.
(Google AdSense se paise kaise kamay)
Google AdSense hi aapke YouTube channel aur blog k liye aapko ads dega.
jub aap apna blogger par ek blog bana lenge ya YouTube par apna ek channel bana lenge toa aap Google AdSense ki madad se unpar ads laga sakte hain.
jub koi un ads par click karega toa aapko uska paisa milega.
jisse kuch kamai ka jariya banega.
Google AdSense mae jub 100$ ho jayega aapka toa aapke diye hua bank account mae paisa transfer kar diya jata hae.
(affiliate program se paise kaise kamay)
affiliate marketing yani Amazon ya flipkart par aapko affiliate program join karna hoga.
jub aap join karlenge toa aapko product k link code k toar par diye jayenge.
jin link ko aap kahin bhi share karke paise kama sakte hain.
aap apne YouTube channel, blog,tweeter, ya Facebook page, par un link ko laga sakte hain.
jub koi un link par click karke koi bhi product kharidega toa aapko uska kuch parsent comision milega.
aur bho comision aapke dawara diye gye bank account mae transfer kar diya jata hae.
ish tarah se aajkal log roj hajaron rupay kama rahe hain.
aap bhi kama sakte hain.
Amazon affiliate program ko join karke paise kaise kamay puri jankari k liye ish post ko padiye
Note : affiliate program par bhi strike asakti hae.
Isliye affiliate marketing ki terms and conditions ko ache se pad len.
(Google checkout se paise kaise kamay)
bankon ki service mae len den par jis tarike se kuch parsent bankon k pass jata hae, usi tarah agar aap Google checkout ka istemaal online payment k liye karte hain toa aapko bhi uska fayeda jaroor hoga.
isse jaise jaise Google ka webvijness tranjection bahdta hae,beise baise user ki income bhi bhadti hae.
iske alava asi kai site hain jo ki aapko apni site par ragstertion karbane ,member judbane aur any gatividiyon k liye paste deti hae.
website ka istemaal karne k liye aap chahe toa kai email id banakar 4 ya 5 website k sath jud sakte hain aur acha khasa paisa kama Sakte hain.
Note : jahan aaj k samay mae internet paise kamane ka ek bahut bada jariya hae.
bhain internet par dhoka dadi bhi bahut hae.
agar koi aapko paise dipogit ya jama karbane ki baat kahe toa uspar bilkul bharosha na kare.
apne bank account se judi niji jankariyan kabhi share na kre.
internet par sabdhani k sath kaam kre.
How to create new Facebook account
1 minut mae change kariye apne YouTube ka URL
Apna aadhar card jeb mae nahi apne mobile phone mae rahiye
ase hi aur bahut se tarike hain internet par paise kamane k, magar aaj k liye itna hi,aur bhetreen jankariyon k liye aap www.kyakraen.com ki aur bhi post jaroor padiye,aur ish post ko apne friend aur family members k sath share kariye, aur humen follow kariye.ThankYou.
Bilal malik
ReplyDelete