1G 2G 3G 4G network kya hae aur puri jankari hindi mai

Aaj hum apko 1G 2G 3G 4G Kya hai, is ki jankari dene bale hae ish post me.

1G,2G,3G4G network kya hai janiye ish post mae puri jankari details k sath

Network company ka (G) kya hai ?

(G) ka matlab hae (Garretson).
Jaise Jaise smay badlata jata hae network companyiyan apko aur jayda achi aur bahter service dene ki kosish karti hein.

Aur jab bhi ek step agey badti hein (G)  k agey ek number bhi bhada deti hein.
Ase hi bana hae 1g 2g 3g 4g aur ab 5g.

Internet se free call kese karte hain

1G=kya hota hai ?

1g yani first ganretson.
1g cellular phone hota hae.
Ispar aap voice call hi kar sakte hain.
Ish cellular phone par keval (nmt,amps) service hi uplabdh hoti hae.

● 5G Network kyai hai ishe kaise use kare

2G = kya hota hae?

2g yani second generation.

2g mobile phone mein ane bala Sabse pahla digital cellular system hae.

Aaj bhi mobile phone par Sabse jayda 2g ka data hi loge use karte hain.

2g aapko 1g se bahter voice quality deta hae.

2g mein (GSM,CDMA,TDMA) service hoti hain.

2.5G=kya hota hai ?

2.5G = yeh aapne pahle sayad kabhi nahi suna hoga.

2.5g aapko (GPRS,EDGE) service deta hae.

3G=kya hota hai ?

3g yani third generation.

3g aapko (3G,W-CDMA,UMTS) Jaise service deta hae.

3g ki service ka upyoge karke aap high speed se Internet chala sakte hain.

2g ki service se kahin jayda bahter service deta hae 3g
Aap 3g ki service se Internet par free calling,video calling, kar sakte hain 3g ki service use karke bahter speed se aap downloading,uploading kar sakte hain youtube par video dekh sakte hain bina ruke.
Yahan tak k aap live tv bhi dekh sakte hain.

Google par account kese banate hain

Gmail par email account kese banate hain

4G=kya hota hai ?

4g yani fourth generation.
4g aapko (4G,Mobile IP) Jaise service deta hae.

4g ki speed 3g ki speed se bhi kai guna jayda hae.

4g such mein itni speed deta hae k aapko pta hi nahi chalega k aap Internet par hain.

Kahin nahi rukata 4g.

4g ko (LTE) k roop mein bhi jana jata hae.

 (Agar aap ish image ko dekhenge toa aapko sab yaad aa jayega)

5G Network = upcoming  5g yani fifth ganretson.
Market mein ate hi aapko jankari di jayegi.
Yadi aapke pass koi bhi jankari ho toa jaroor likhen.

Yeh thi jankari 1G 2G 3G aur 4G ki.

Aapko yeh jankari kesi lagi jaroor niche comments karen aur agar apko yeh post achi lagi toa share jaroor kariye aur humein like subscribe aur follow kariye.ThankYou.

3 comments:

  1. Relaince 4G Mobile Phones has begun offering its Lyf mobile phones with SIM cards enabled for the quick organization in India's more noteworthy urban regions.

    ReplyDelete
  2. when was the launched 1g, 2g, 3g, and 4g networks need more information about networks if u have any others information so please share them....
    Nikhil Kaushik

    ReplyDelete

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive