Internet par free call kaise karte hai

Internet par free call kese karte hain agar aap Jan na cahte hain toa aap bilkul sahi post ko pad rahhe hain.
Mine apko pahle bhi ek website k bare mein bataya tha jis se aap free call kar sakte hain.
Aaj ek or asi site k bare mein batunga jis se aap free call kar sakte hain.

Aaj mein apko ish post mein batunga k Internet per free call kese karte hain.

Aaj Internet ka jamana hae har kisi ke hath mein mobile aur computer hae.

Har koi aaj Internet use karta hae.
Internet par Facebook,Gmail,youtube,jesi any site hein jinka log istemal karte hain.
Agar aap email account banana cahte hain toa yahan par click kariye=Gmail par email account baniye

Agar aap facebook id banana cahte hain toa yahan par click kariye=Facebook account kese banate hain

Online sms,chatting,email anye kai jagahon ka use karte hain.

Internet free call

Ji haan ab aap Internet ka use karke free call bhi kar sakte hain,
Aur bho bhi bina koi aap install kare,
Jo aaj mein batne ja raha hoon isme sidhe hi apki screen par number pad ajaega,
Aap computer aur mobile mein Internet se call kar sakte hain.
Aur kisi bhi contrey mein aur kabhi bhi call kar sakte ho.
Lekin aap India se Internet se sirf 2 minutes hi call kar sakte hain.
Toa chaliye jante hain kese kar sakte hain free call.

Internet se free call kese karte hain


Internet par aap free calling kaise kar sakte hain janenge ish post mae

Ab left side mein country bale icon par click karen aur abhi aap jis bhi country main hain select kariye.
Aur jis bhi number par call karna cahte hain bho number milaiye aur Internet par free calling ka Anand uthaiye.

Toa Ab Jan chuke hain k Internet par free call kese karte hain,Ab aapki bari hae mujhe ye batane ki k apko yeh jankari kesi lagi,niche comment box mein likhiye,aur ish post ko share kariye,aur like kariye.ThankYou.


2 comments:

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive