Refrigerator cooling nahi kar raha.refrigerator cooling tips in hindi
Agar apka Refrigerator cooling na karta ho to aap kese pta karen kya karabi hae.kaise khayal rakhen k lambe smay tak bahter kaam kare apka refrigerator.
Iska matlab k uski campereser ki gase block ho gai hae.
ya fhir khtam ho gae hae.
Agar jali garam hae toa gase ki kami nahi hae.
Magar dhayan rahe k Kuch Kuch samay k baad compressor chalu hota hae tab hi jali heat hoti hae.
jab compressor chalu hota hae tab refrigerator sounds karta hae.
Refrigerator Sefty Tips in hindi
ab jante hain k kin kin baton ka dyan rakhenge toa hamara Refrigerator lambe smay tak batter kaam karega.Note:- apka refrigerator achi hawadaar aur sukhi jagah par rakha jana chahiye.
Note:- apke refrigerator k upar,piche aur dono aur kam se kam 4" duri banaker rakhen.
Note:-apne Refrigerator ko sidhe suraj ya hiter,radiator,cooking rang, jesi chijon k samne na rakhen.
Note:- apne Refrigerator ko sidhe (samtal) jagah par rakhen,ish se refrigerator suru aur band hote smay sound nahi karta.
Refrigerator watts ?
Note:-3 pin ka socket,switch 5(amp) ka fuze laga jana chahiye.
Note:-extension ya alag se koi jode nahi lagaya jana chahiye.
Note:- voltage kam hone par uski purti karne ka intjaam hona chahiye.
Refrigerator ka first time use
Note:-apne Refrigerator ko sabun k halke ghol mein safh kapde k sath andar bahar se pounce.
Note:- apne Refrigerator ko dhone k baad naram sukhe kapde k sath achi tarah se refrigerator ko sukha len.
Note:- current ka switch on kariye,tampracher control ko jaroorat k anusar set kariye,aur refrigerator ko 2 ghante khali hi chaliye.
Defrosting direct cool refrigerator k liye
Note:- Refrigerator ka Sabse thanda hissa frizer hota hae,isliye hawa ki nami thandi jagah par jam jati hae,isliye frizer k andar barf jama ho jati hae,aur jaldi jaldi barf jama hone k karan Refrigerator k andar ki cooling kam ho jati hae,isliye aap apne refrigerator ko smay smay par defrost karte rahen,ish se apka refrigerator lambe smay tak bahter kaam karega.Note:-defrost batan ko dabane se apka refrigerator band ho jata hae,aur barf pighal kar compareser k pas rakhi tre mein gir jati hae.
Note:- Defrosting puri ho Jane k baad apka refrigerator apne aap suru ho jata hae.
Note:- drange tre ko khali karne ki koi jaroorat nahi hoti kyunki compressor ki garmi se barf apne aap bhaap bankar udd jati hae.
Note:- apne Refrigerator ko hafte mein ek baar defrost karna chahiye,aur jayda nami k dino main har 2 din baad defrost karna chahiye.
Refrigerator sefty
Note:- defrost tej karne k liye freezer ki sateh ko khurchen nahi.
Note:- selfhon ko plastic ya kapde se na daken.
Note:- jayda garam chijen andar na rakhen.
Note:- darbaja ek hi smay mein lambe smay tak khula na rakhen.
Note:- apne Refrigerator k paas lanker ya paint jesi chijen na rakhen ish se compressor k fatne ka khatra bana rahta hae.
Umeed he apko yeh jankari achi lagi hogi aur ish jankari k baad aap apne refrigerator ka aur bahter khyal rakh paenge,
Yeh jankari apko kesi lagi jaroor comment karke beaten,ish post ko share kariye,aur hamien like subscribe aur follow kare.ThankYou.
What brand of refrigerator are you using. We offer different refrigeration and air condition supplies and miscellaneous items here Industrial Products Clark
ReplyDeleteLg
ReplyDeleteRefrigerator Doing click sound , what is solutions
ReplyDeleteAltaf sheikh Volta's
ReplyDeleteI have got much informative data through your blog.
ReplyDeleteFind here another great site like your's for Refrigerators Info
Sir air conditioning and refrigeration ka service centre kese lete hai
ReplyDeleteAap jahan rahte hai ush jagah ke name se nearest service Centre likh kar search kar sakte hai.
DeleteYour have written very nice blog.Choosing the right refrigerator could be a bit of a task especially when you’re concerned about itsndurability and price. If you have no idea to buy best Refrigerater we provide best reviews and user buying guide.
ReplyDeleteThis is the best blog and nakoda urban services offer the best Ac services in Gurgaon at very affordable prices in India.
ReplyDeleteAlso check this best Split Ac servicing