PM Kisan Yojana
PM Kisan Samman Nidhi Yojana Kya Hai
PM Kisan Yojana New Update
PM Kisan Samman Nidhi Yojana e-KYC Kaise Kare
PM Kisan Samman Nidhi Yojana e-KYC Kaise Kare
LIC Jeevan Kiran Premium
LIC Jeevan Kiran Eligibility
Hum ish post me aapko life insurance corporation of india ke LIC Jeevan Utsav Plan Details de rahe hai.agar aap lic ki new insurance policy buy karne ki soch rahe hain toa yeh post aapke liye hi hai.aap ishe pura last tak jaroor paden.
lic ne apna jeevan utsav plan 29 november 2023 ko launch kiya hai.lic jeevan utsav ka plan no.871 hai and unique identification number 512N363V01 hai.
lic jeevan utsav ek non-linked,non-participating,individual,savings,life insurance scheme hai.
● yeh policy ek non-linked plan hai.yeh plan share market se connected nahi hai.
● yeh plan savings ke sath protection bhi provide karata hai.
● yeh ek individual saving life insurance plan hai.
● yeh ek non-participating plan hai.policy holder ki policy complete hone par ishme koi bhi bonus nahi diya jayega.
● lic jeevan utsav plan me 18years se lekar 100years tak ke liye lifetime guaranteed income milti hai.
● ish plan me policyholder apni need ke according regular income benifit or fexi income benifit ka option select kar sakta hai.
● ish policy me all benifits ki guarantee starting me hi de di jayegi.
● ish plan me premium payment term tak 40 rupay par 1,000 rupees rate ki percentage se guaranteed additional milega.
● ish plan me every years 5.5% ki attractive investment rate par income ko defer and accumulate karne ka option and compounded annually bhi hai.
lic jeevan labh 936 plan details
● ish plan me aap benifit ke income se 6 months pahle income benifit ka type change kar sakte hain.
● ish policy me premium payment ka option only 5years se 16years tak hi hai.
● yeh policy 90days children se lekar 65years old person ke liye li ja sakti hai.
● ish policy me 2years ke baad loan lene ki facility bhi milti hai.
● ish scheme me maturity benifit available nahi hai.
Jeevan utsav policy ki premium paying term whole life policy terms ke liye 5years se 16years hai.
Basic sum assured 5,00,000 rupees and above in 25,000 and 1,00,000 ke multiple me.
lic bima jyoti 860 plan details
Premium Payment Method - Annual,Semi-Annual,Quarterly and Monthly
LIC Jeevan Utsav Criteria
lic jeevan utsav policy ki alag-alag premium paying term ke liye minimum entry age and maximum entry age niche table me di gye hai.
www.kyakraen.com |
Premium Paying Term - 5 to 16 years
Minimum & Maximum Age at Entry - Minimum 90 days (completed)
Maximum 65 years (nearer birthday)
Minimum Premium Ceasing Age - 75 years (nearest birthday)
Minimum Age For Start Of Income Benefit - 18 years (completed)
Basic Sum Assured - Minimum Rs 5,00,000 maximum no limit
Note : Entry ke time minimum age ko chodkar insured person ke entry ke time age ko birthday ke nearest ki age ke roop me liya jayega.
Policy Risk : Yadi insured person ki entry ki age 8 years se kam hai toa ish scheme me risk policy start hone ki date sr 2 years ya policy ke birthday ke sath ya 8 years ki age received ke baad jo bhi first ho ush se start hoga.
Death Benefits : Policy lene or risk start hone ki date ke baad yadi insured person ki death ho jati hai toa accrued guaranteed ke sath death par insurance payment ke barabar death benifit pay kar diya jayega.
Death benifit death ki date tak pay kiye gye total premium ka 105% se kam nahi hoga.
lic jeevan utsav policy me riders available hain jinke liye aapko extra premium pay karna hoga.
● Accidental Death and Disability Benefit Rider Available
● LIC Accident Benifit Rider Available
● New Critical Illness Benefit Rider Available
● Premium Waiver Benifit Rider
Toa friend yeh thi lic jeevan utsav 871 policy ki details,i hope aapko yeh information jaroor pasand aye hogi,yadi aye hai toa post ko apne friends ke sath share jaroor karen.Thank You.
LIC Dhan Vriddhi Features
LIC Dhan Vriddhi Plan Benefits
Hum aapko ish post me life insurance corporation of india ke policy LIC Jeevan Labh Plan 936 ke details hindi me de rahe hain.agar aap lic ki ek best policy buy karne ki soch rahe hain toa ish post ko last tak read jaroor karen.
LIC jeevan labh life insurance corporation of india ki ek policy hai.lic jeevan labh table no.936 hai.ishe lic 936 plan ke naam se bhi jana jata hai.
LIC jeevan labh Non-Linked,with Profit Endowment plan hai.
LIC ke ish plan ke sath policyholders ko death benifit and maturity benifit bhi milta hai.
Ishke sath hi yeh lic ka ek participating plan bhi hai,ishki khaas baat yeh hai ke yeh policyholders ko saving karne me help karta hai.
LIC jeevan labh policy me policyholder ko Limited Time Period ke liye hi premium pay karna hota hai.
Ish plan me policy holder Additional Bonus and Simple Reversionary Bonus received karne ka puri tarah se haqdaar hota hai.
LIC Jeevan Labh Plan 936 Features
LIC jeevan labh plan ek participating saving scheme hai.
lic ke ish plan me death hone par and policy mature hone par policy holder and policyholders ki family members ko financial security milti hai.
Under this plan policy holders ko only limited time period ke liye hi premium ki payment karni hoti hai.
Example ke toar par maan lijiye yadi term 25 years ki hai toa policyholder ko 6 years kam premium payment karni hogi.
LIC ke ish plan me entry karne ke liye minimum age limit 8 years and maximum age limit 59 years hona jaroori hai.
Ish plan ke liye minimum sum assured ₹2,00,00 final ki gye hai and maximum ki koi limit nahi hai.
Ish plan me maximum maturity age 75 years final ki gye hai.
Ish plan ke liye policy duration 3 parts me divided ki gye hain.
16 years 21 years and 25 years,inke under yadi aap 16 years ke liye policy buy karte hain toa aapke liye maximum age limit 59 years hogi.
21 years ke policy term ke liye maximum age 54 years and 25 years ki policy term ke liye maximum age limit 50 years final ki gye hai.
Ish plan me premium payment duration 10 years,15 years and 16 years final ki gye hai.
Aub yadi aap 16 years ke liye policy period select karte hain toa aapko only 10 years ka hi premium pay karna hoga.
LIC Jeevan Labh Plan 936 Benefits
Ish plan ke sath policyholder ko kai tarah ke benifit milte hain.
Sabse pahle ish plan ke sath policyholder ko death benifit milta hai.
Ish plan ke sath policyholder ko yearly premium ka 7 guna and basic sum assured amount diya jata hai.
LIC ke ish plan ke sath policyholder ko maturity benifit ke sath-sath simple reversionary bonus and final additional bonus bhi milta hai.
LIC jeevan labh ke aap under of benifit me bhi participate kar sakte hai,ishke under hi aapko simple reversionary bonus milta hai.
LIC Jeevan Labh Plan 936 Tax Benefit
LIC ke ish plan me policyholders ko 2 tax benifits 80C and 10(10D) ki choot milti hai.
Ish plan me policy time period start hone ke baad policyholder ko loan ki bhi facility milti hai.
LIC Policy Premium Receipt Download
LIC ke ish plan me aap excessive premium ka payment karke kai riders le sakte hain,jaise ke accident benefit rider,term insurance rider,premium weber rider,critical illness rider.
LIC ke ish plan ko buy karke 3 years regular premium payment karne ke baad aap chahe toa apni ish policy ko surrender bhi kar sakte hai.
Toa yeh hai lic jeevan labh plan table no.936 ke details,i hope ke aapko yeh information jaroor pasand aye hogi yadi aye hai toa ish post ko share karen.Thank You.
Hum aapko ish post me life insurance corporation of india ke LIC Bima Jyoti Plan Details hindi me de rahe hain.agar aap new insurance policy buy karne ke soch rahe hain toa yeh post aapke liye helpful ho sakte hai.
LIC of India ne 22 February 2021 ko ek new policy launch ki aur ishka name rakha lic bima jyoti table no.860.
LIC ki yeh policy financial security ensure karti hai.
Aiye jante hain lic bima jyoti ke puri details hindi me.
LIC Bima Jyoti Plan in hindi
LIC bima jyoti ek guaranteed bonus,limited premium payment endowment scheme hai.
LIC ke ish plan me aapko kitna bonus milega yeh lic of india ne pahle se hi final kiya hai.
LIC bima jyoti policy me aapko ₹50 per ₹1,000 bima rashi par guaranteed bonus milega.
LIC bima jyoti policy 860 me policyholder ko policy term se 5 year premium kam jama karna hota hai.
Sabse badi baat yeh hai ke dushre profit smoothly policy ke pura hone tak chalte rahenge.
Ish policy me 2 discount diye gye hain.
First mode rebate hai aur second sum assured rebate hai.
Mode Rebate : Selected premium payment mode ke aadhar par diya gya discount.
High Sum Assured Rebate : sum assured ka matlab policy value hoti hai.
LIC Bima Jyoti Plan Benefits
LIC Bima Jyoti Maturity Benefit = Sum insured + guaranteed bonus
LIC Bima Jyoti Death Benefit = Sum insured ka 125% + guaranteed bonus
LIC Bima Jyoti Surrender Facility : Policy premium ke kam se kam 2 full years ke payment ke 2 years after surrender ki ja sakti hai.
LIC Bima Jyoti Paid-Up Value : Jab lic bima jyoti policy 860 me minimum 2 years aur jayda years ka premium payment kiya jata hai aur policyholder next ke premium ka payment karna band kar deta hai toa automatically payment kiye gye price ke anusaar policy paid-up ke liye eligible ho jati hai.
LIC Bima Jyoti Death Claim Details : Policy term ke samay death ke case me (20 years se pahle) nominee ko sum assured ka 125% + bonus (general life cover) pay kiya jayega.
Casualty death case me sum assured ka 125% + bonus (Accidental Life Cover) ke sath sum assured ke barabar extra money ki payment nominee ko ki jayegi.
LIC Bima Jyoti Loan Facility : Ish plan me 2 years premium pay karne ke baad ish policy par loan lene ki facility di gye hai.
LIC Bima Jyoti Revival : Policy ko last premium se 5 years pahle revived kiya jana chahiye.
LIC Bima Jyoti Riders Facility : Casualty aur disability benifit riders , critical illness , premium waiver rider aur term rider benifit ke options available hai.
LIC Bima Jyoti Policy Cooling off Period : Policy buy karne ke baad policyholder ko policy pasand nahi ati hai toa 15 days me policy return kar sakta hai.
I hope aapko lic bima jyoti policy ke yeh jankari jaroor pasand aye hogi,pasand aye hai toa ish post ko share kare.Thankyou.
lic launches whatsapp services for policyholders.life insurance corporation of india ne apne policyholders ke liye whatsapp service launch kar di hai.ish post me hum aapko details ke sath batayenge ke lic whatsapp services kya hai aur lic policy whatsapp par kaise check karte hai.
1. Premium Due
2. Bonus Information
3. Policy Status
4. Loan Eligibility Quotation
5. Loan Repayment Quotation
6. Loan Interest Due
7. Premium Paid Certificate
8. ULIP-Statement of Units
9. LIC Service Links
10. Opt In/Opt Out Services
11. End Conversation
State bank of india ke SBI Whatsapp Banking Services Registration kaise karte hain.agar aap sbi account holder hain toa yeh post aapke liye helpful ho sakte hai kyunki ish post me hum aaapko sbi whatsapp services ki full information de rahe hain.
SBI Whatsapp Banking Services
state bank of india service activate karke customers apna bank account balance,mini statement,check kar sakte hai.whatsapp banking activate karne ke baad customers apne sbi account se jude bahot sare kaam mobile phone par hi kar sakte hain.aiye aapko batate hain ke sbi whatsapp banking registration karke use kaise karte hai.Step 1 : State bank of india ke account ko whatsapp banking services ke sath register karne ke liye sabse pahle apne mobile ke massage box me niche diya massage ko type kare.
Step 4 : Aub apne mobile phone me whatsapp app open kare.
Step 5 : Whatsapp app me (+91 9022690226) number save karke chat open kare aur Hi type karke send kare.
Step 6 : Aub aapke pass 'Dear Customer, Welcome to SBI WhatsApp Banking services!' massage ayega.aapke samne 3 options show honge.
No.1 : Account Balance
No 2 : Mini Statement
No 3 : De-register from WhatsApp Banking
Step 7 : Aub aap 3 options me se koi bhi 1 select kare.
Bank account balance check karne ke 1 type karke send kare.
Mini statement check karne ke liye 2 type karke send kare.
Service De-Register karne ke liye 3 type karke send kare.
Abhi sbi whatsapp banking me kam option available hain but ho sakta hai ke kuch time ke baad ishme aur options ko add kar diya jaye.i hope yeh post aapke liye jaroor helpful rahi hogi.post ko apne friends ke sath share kare.Thankyou.
Hum aapko ish post me LIC Dhan Sanchay Plan ke details de rahe hain.agar aap lic of india ka dhan sanchay plan buy karne ki soch rahe hain toa pahle ish post me policy ki puri details jaroor check kare.
LIC Dhan Sanchay Plan Details in Hindi
lic dhan sanchay ek non linked and saving life insurance policy hai.Aadhar Card se UPI Registration kaise kare
No.1 : Aadhar Card se upi registration karne ke liye sabse pahle aapko apne smartphone me BHIM App version 2.9.6 download ya update karni hogi.voter id card aadhar link.voter id card ko aadhaar card se kaise link kare.voter card ko aadhar se link karne ke 3 aasan tarike ish post me bataye gye hai.aaj hum sikhne bale hain ke aadhaar ko voter card se link kaise karte hai.
color voter id card order online
Step 3 : Account create hone ke baad login karne ke liye aapko apna mobile number,email id ya fhir voter id number enter karna hai.
Step 4 : Password enter karne ke baad aapko niche maths ka question solve karna hoga.
EXAMPLE : 12+2 =14
Kuch ish tarah se aapke samne show hoga jo bhi answer ho ushe "Solve the maths and enter"ki jagah type kare.
Step 5 : Sabkuch sahi-sahi enter karne ke baad Login kare.
Aadhaar card reprint online
Step 6 : Aub aap apna district name and state name verify kare.
Step 7 : Aub aapko apne personal information enter karni hogi jaise aapka name,father name and date of birth (DOB).
Step 8 : Sari details enter karne ke baad search button par click kare,ishke baad government ke database se apni details ko ek jaroor match kare.
Step 9 : Aub screen par show ho rahe 'Feed Aadhaar Number' ke option par click kare.
Step 10 : Aub apne voter id number,aadhaar card number,register mobile number and email address me name add kare.
Aadhaar card mobile number change
Step 11 : Aub ishke baad 'Submit' kar de.
Step 12 : Ishke baad aapke aadhar card ko voter id card se link karne ka process start ho jayega aur ishka confirmation message aapko receive ho jayega.
lic jeevan lakshya 933 full details in hindi.lic jeevan lakshya policy life insurance corporation of india ki best policies me se ek hai.ish pllicy ko lic kanyaadan policy ke naam se bhi jana jata hai.aaj ish post me hum ishke pure features and benefits details ke sath check karenge hindi me.
Yeh ek limited premium payment bali scheme bhi hai.
Limited premium scheme ka matlab hai ke policyholder ko select ki gyi timing se 3years kam time tak premium pay karna hoga
Bonus :
lic premium payment online
lic jeevan lakshya policy me paid-up policy ke liye loan 80% surrender value ka available hota hai.
lic receipt download online
Ishka sidha sa matlab yeh ke ish plan ko buy karne ke liye aapki age itni honi chahiye ke 65years ki age me policy ki maturity ho jaye.
Policy Time Limit :
Ish policy ki minimum time limit 13years hai.
Aur agar ish policy ki maximum time limit ki baar karen toa 25years hai.
lic premium calculator
Aub yadi aapko nahi pata ke revival kya hota hai,toa aapko bata de ke revival ka sidha sa matlab yeh hota ke aapne policy buy ki aur kuch years tak premium payment kiya aur fhir premium payment karna band kar diya, aub esi policy ko aap dobara chalu kitne time tak kar sakte hai ush time ko ya years ko hi revival time ya years kahte hai.
lic costumer portal login
LIC ke ish plan ki aur jayada jankari ke liya aap licindia.in par visit kar sakte hai.
I hope friend aapko aajki humari yeh post jaroor pasand ayi hogi.agar pasand ayi hai toa ish post ko share jaroor kare.Thankyou.
lic dhan rekha 863 full details in hindi,lic dhan rekha policy kya hai ? aaj ish post me hum life insurance corporation of india ki new policy ki puri jankari features and benefits ke sath hasil karne bale hai.
Sum Assured :
40years survival benefit : 20th 25th and 35th year ke last me 20% milega.
30years ki term ke liye minimum entry age limit 2years and maximum 45years hai.
20years ki term ke liye minimum entry age limit 3years and maximum 35years hai.
i hope ke aapko lic dhan rekha plan ki yeh jankari jaroor pasand ayi hogi,ish plan ki aur jayada jankari ke liye aap www.licindia.in par visit kar sakte hai.yadi pasand ayi hai toa ish post ke share jaroor kare.Thankyou.
whatsapp status video download kaise kare.whatsapp status download kaise kare.how to download whatsapp status without third party app.agar aap bina kisi third party app ke whatsapp status ke video and photo download karna chahta ho toa aap bilkul sahi post read kar raha ho.aaj ish post me hum yehi sikhne bale hain.