Google Adsense Address verification ke liye New Pin Generate kaise kare 

Hello friends,
Friend agar aapka bhi hai koi blog, website, ya fhir koi YouTube channel,aur apne abhi abhi paise kamane ke liye banaya hai ek adsense account.aur apke adsense account me hogay hai 10$.aur abhi tak nahi mila hai apko adsense account ka address verification pin.toa padte rahiye ish post ko.

New pin generate kaise kare,aapn Google adsense account me address verification ke liye new pin kaise mangba sakte hai,step by step puri jankari hindi me

(Google Adsense Pin Kub Ata Hai ?)

Friend jab aapke Google adsense ke account me 10$ ya isse adhik paise ho jate hai, to Google adsense ki taraf se aapko ek pin bheja jata hai.
Yeh pin aapke account me 10$ hone ke 3 se 5 din baad bhej diya jata hai.
Yeh pin aapke Google adsense account ke verification ke liye hota hai.
Ish pin ko daalkar aapko apna address verify karna hota hai.

Mobile app ka naam aur icon kaise change kare
Tez kya hai isse paise kaise kamay
Mobile se paise kaise kamay
Internet se paise kaise kamay

(Adsense Pin Kaise Ata Hai ?)

Friend Google adsense ki tarf se jo pin bheja jata hai, bho aapke Google adsense ke account me diye gye address par beja jata hai.
Jub aap apna new adsense account banate hai,tub aapko bahan par apni details bharni hoti hai,usi samay aapko apne ghar ya office ka address bhi bharna hota hai.
Adsense ka new account banate samay aap jo bhi address usme dalte hai,usi address par aapko Google address verification pin sand karta hai.
Yeh 6 number ka pin hota hai.
Ish pin ko Google post dawara aapke ghar par bhejta hai.

(Adsense Address Verification Kyun Jaroori Hai ?)

Friend friends Google aapke account me 10$ hone ke baad yeh confirme karta hai ke aap bahi insan hai ya nahi jisne yeh account banaya hai.
Aapki sahi pahchan karne ke liye Google ek pin ka sahara leta hai.
Jub tak aap ush pin ko daal kar apne account ko verify nahi karte tub tak aap adsense ke account me ki gai aapki kamai ko recive nahi kar sakte.
Aapko har haal me aapna Google adsense ke account ka address verification ksrna hi hota hai.

Facebook,WhatsApp,Instagram ki profile pic kaise change kare
Amazon se paise kaise kamay
Adhar card ka status kaise check kare
Email id kaise banay
YouTube par multiple channel kaise banay

(Google Pin Pahuchne Me Kitna Samay Lagta Hai ?)

Friend jaise hi aapke Google adsense ke account me 10$ hote hai,baise hi Google ek pin ko generate karke post dawara aapke address par bhej deta hai.
Ish pin ko aapke ghar pahnchne me 1 week ka samay lagta hai.
Yadi aap chote shahar me rahte hai toa 2 se 4 week ka samay bhi lag jata hai.

Lekin 4 week tak bhi aapke ghar tak google ka pin nahi pahunchta hai.
Tub aapko kya karna hai yehi aaj hum ish post me agay jankari lene bale hai.
Aap cearfully ish post ko agey padiye kyunki hum aapko batane bale hai, ke Google ka pin 4 week tak bhi aapko na milne par aapko kya karna hai.

Toa chaliye jan lete hai ke Google adsense ka address verification ka pin na milne par humain kaise new pin ko generate karba kar apne ghar mangbana hai.
Jio security kaise use kare
Paytm se kisi bhi bank me paise kaise bheje
Mobile aur tower ke kya kya nuksaan hai
Blog,Blogger,Blogging kya hai ?

(Google Adsense Ke Address Verification Ke Liye New Pin Generate kaise kare )

Toa friend agar aapke Google adsense ke account me 10$ hue 4 week se adhik ka samay ho jata hai,toa uske baad aap manually pin generate kar sakte hai.
Google adsense ki pin ko generate karna koi muskil nahi hai,aap badi hi aasani se Google ki new pin generate karke apne ghar par mangbaa sakte hai .
Bus aap mujhe follow kariye.

Toa sabse pahle apne Google adsense ke account me login kar le.

New pin generate kaise kare,aapn Google adsense account me address verification ke liye new pin kaise mangba sakte hai,step by step puri jankari hindi me


Step 1 : adsense ke account me log in karne ke baad aap dekhenge ke yahan upar home page par red colour ki line me likha hai.

- your payment are currently on hold because you have not verifyed your address.

Iska matlab hai ke aapki payment ko hold par rakha gya hai, kyunki abhitak aapna apna address verify nahi kiya hai.

5 amazing websites jo aapke kaam asakti hai
YouTube go kya hai ?
Mobile heating solutions hindi me
Mobile ko computer ka keyboard aur mouse kaise banay

Step 2 : aub adsense me address verification ke liye ish red line me likhe (action) par click kriyekriye.

New pin generate kaise kare,aapn Google adsense account me address verification ke liye new pin kaise mangba sakte hai,step by step puri jankari hindi me


Step 3 : action par click karte hi aap adsense ke address verification bale page par pahuch jayenge.
Aub yadi aapke pass pin hai,toa aap inter karke submit ke button par click kariye.

Step 4 : yadi pin nahi hai, pin bale box ke niche aapko ek (request new pin) ka button dikhai dega.
New pin apne ghar par mangbane ke liye, request new pin par click kariye. Ishpar click kariye.

Step 5 : request new pin par click karte hi ek new window open hogi.
Yahan par aapke dwara diya gya pura address hoga.
Aur niche 2 button honge,aap upar image me dekh sakte hai.

Step 6 : aub yadi aap isi purane bale address par pin mangbana chate hai,
Toa (yes,generate and mail pin) bale button par click kariye.

Step 7 : yadi aapko lagta hai ke aapke pahle diye hue address me koi galti hai.
Toa pahle aap (No,Change my my address first) bale button par click karke pahle apna aap address change kar sakte hai.

Aub ( yes,generate and mail pin) par click karne ke 2se 5 din ke baad Google aapke address par new pin post ke dwara bhej dega.

NOTE :- aap google adsense me address verification pin ke liye 3 baar hi request bhej sakte hai.

Yadi tino baar aapko adsense ka pin nahi milta hai,toa aap Google adsense account ke address ko online hi verify kar sakte hai.
Online verification kaise karna hai, ishke liye aap humari next post ko padiye=Google adsense address without pin verification kaise kare
Toa friend aub aap sikh chuke hai,ke google adsense account ke address verification ke liye new pin generate kare,aub agar aapko yeh post pasand ayi ho toa ise apne friends aur family members ke sath share kariye,koi sawal ho toa comment box me likhiye,aur humain humari www.kyakraen.com website par follow kariye .
Bina Google adsense ki pin ke apna address verify kaise karte hai puri jankari ke liye aap yeh video jaroor dekhiye =

Ishe bhi padiye =Bina internet ke koi bhi app ya game kaise download kare

0 comments:

Post a Comment

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive