(YouTube custom url kya hae)
aapka agar YouTube par koi channel hae.
toa aapne dekha hoga kai logon ka YouTube channel jub khulta hae toa uska url unke channel k naam se hota hae.
Hybrid Sim slot bale mobile phone main 2 sim k sath micro sd card kaise chaley
Mobile aur tower k kya nuksaan hae
Example :- Youtube.com/c/suresh Kumar sharma
magar aapke channel ka url bahut muskil hota hae,jo k aapko YouTube channel banate samay YouTube ki tarf se milta hae.
Example :- Youtube.com/c/utachytiokpdetynhk
magar aap ish url ko badal kar apne YouTube channel k naam par rakh sakte hae.
ise hi kahte hae custom URL.
(custom url kyun set Karen)
jub koi bhi aapke channel ko browser mae aapke channel k naam se search karta hae toa aapka channel nahi khulta.
lekin jinke YouTube ka url unke naam se hota toa hae ush channel k naam ko koi bhi search karta hae toa unka channel khul jata hae.
kyunki aapka channel ka url aapke channel k naam se match nahi karta.
isliye YouTube channel url ko change karna bahut jaroori hae.
(custom URL k liye kya jaroori hae)
subse pahle aapke YouTube channel par koi copyright nahi hona chahiye.
subse pahle aapke YouTube channel par koi copyright nahi hona chahiye.
kam se kam 100 subscribers hone chahiye.
aapke YouTube channel par ek photo upload hona chahiye,jo aapki YouTube channel k icon ka bhi kaam karta hae.
aur aapke YouTube channel par YouTube channel art bhi laga hona chahiye.
Note :-YouTube custom url ek baar badlne k baad aap use dobara badal nahi hai.
jub aap yeh sare point ko complete kar loge toa aap bhi apna YouTube custom url set kar sakte hain.
(YouTube url kaise set Karen)
step 1 :- sabse pahle aapko apne YouTube channel mae login karna hoga.
uske baad aapko advanced account setting mae jana hae.
Advanced account setting k liye yahan par click kariye = Advanced account setting
step 2 :-aub channel setting mae aapko option dekhai dega,claim your custom url here par click kariye.
step 3 :- aub aap apna YouTube channel ka custom url set karne bale page par pahunch jayenge.
step 4 :- aub yahan par aapko YouTube ki traf se jo aapke YouTube channel ka naam hae bahi naam suggest kiya jayega.
yadi aap yehi naam rakhna chate hae toa √ kar dijiye.
ya fhir aap kuch aur ush naam k age akshr add karna chate hae toa second bala option select karke add kar sakte hain.
aur I agree to the terms and service par click kar dijiye.
step 5 :-aub aapse ek baar aur confirme karne ko kaha jayega.
confirme choice par click kar dijiye.
aub aap dekh sakte hain k aapke YouTube channel ka url apke channel k naam se set ho gya hae.
umeed karta hoon friend aapko yeh post pasand ayi hogi, agar pasand ayi toa ish post ko share kariye,aur humain follow kariye.Thankyou.
YouTube कस्टम URL बनाएं
ReplyDeleteShdhb
ReplyDelete112244
ReplyDeleteJhgnfuol
ReplyDelete